~~~Hum tum bhi bheed mein tanha phirte...~~~

by vitasta on May 19, 2009, 11:00:59 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1642 times)
vitasta
Guest

main chali jaun door jahaan se kabhi
mil jaun sunehre aasmaan se kabhi

mitti mein na milana mujhe tum yaar
uth jaun kisi sada-e-azaan se kabhi

kasal samjho ise ya kuch aur rafeeq
bach jaun is rooh-e-khazaan se kabhi

tamanna-e-'Viti' thehri deedar-e-'Noor'
gul ki aas shajar-e-weeraan se kabhi

kaash ki fakat ho paati waasiq main
duaon mein meri yaazdaan se kabhi

main to kashish-e-shams ki deewaani,
huma jo uda door aashiyaan se kabhi

kaar-e-qafas kya hai isaano ka khaleel
ghoomna pareshan-o-hairaan se kabhi

hum tum bhi bheed mein tanha phirte
lekar apna rukh-e-pashemaan se kabhi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duniya Ke iss Bheed Mein Apne Aap Ko Hi Dhoondhte Rehta Hoon Main!!!!! by khwahish in Ghazals « 1 2  All »
Tanha Tanha Raaton Mein.. by majid in Share Video
Bheed mein khaas........... by SURESH SANGWAN in Shairi - E - Zindagi
bheed mein zamane ki faraaz,,,,sunil by sunildehgawani in Shayri for Khumar -e- Ishq
...Bheed mein... .. . /annu/ by annu_genis in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 55 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19905
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 19, 2009, 11:06:11 AM »
Waah KYa KHoob, Bohat Achche Vitasta Ji,.
BOhat Achche,.
Logged
vitasta
Guest
«Reply #2 on: May 19, 2009, 11:10:08 AM »
shukriya azeem ji Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: May 19, 2009, 11:40:50 AM »

main chali jaun door jahaan se kabhi
mil jaun sunehre aasmaan se kabhi

mitti mein na milana mujhe tum yaar
uth jaun kisi sada-e-azaan se kabhi

kasal samjho ise ya kuch aur rafeeq
bach jaun is rooh-e-khazaan se kabhi

tamanna-e-'Viti' thehri deedar-e-'Noor'
gul ki aas shajar-e-weeraan se kabhi

kaash ki fakat ho paati waasiq main
duaon mein meri yaazdaan se kabhi

main to kashish-e-shams ki deewaani,
huma jo uda door aashiyaan se kabhi

kaar-e-qafas kya hai isaano ka khaleel
ghoomna pareshan-o-hairaan se kabhi

hum tum bhi bheed mein tanha phirte
lekar apna rukh-e-pashemaan se kabhi

Bohot Hi Khoob...!!

So nice to see you after many years !!

Welcome back !
Logged
vitasta
Guest
«Reply #4 on: May 19, 2009, 11:43:28 AM »
thanks a lot celmira...feels good to be back Usual Smile
Logged
mistufer
Guest
«Reply #5 on: May 21, 2009, 04:46:10 PM »

main chali jaun door jahaan se kabhi
mil jaun sunehre aasmaan se kabhi

mitti mein na milana mujhe tum yaar
uth jaun kisi sada-e-azaan se kabhi

kasal samjho ise ya kuch aur rafeeq
bach jaun is rooh-e-khazaan se kabhi

tamanna-e-'Viti' thehri deedar-e-'Noor'
gul ki aas shajar-e-weeraan se kabhi

kaash ki fakat ho paati waasiq main
duaon mein meri yaazdaan se kabhi

main to kashish-e-shams ki deewaani,
huma jo uda door aashiyaan se kabhi

kaar-e-qafas kya hai isaano ka khaleel
ghoomna pareshan-o-hairaan se kabhi

hum tum bhi bheed mein tanha phirte
lekar apna rukh-e-pashemaan se kabhi

bahut mukamaal ghazal likhi hai
aapko padhna acha laga
Logged
vitasta
Guest
«Reply #6 on: May 21, 2009, 04:54:26 PM »
bahut mukamaal ghazal likhi hai
aapko padhna acha laga

shukriya nira ji!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
August 03, 2025, 12:51:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[August 02, 2025, 03:27:16 PM]

[July 30, 2025, 02:57:12 AM]

[July 18, 2025, 02:35:31 AM]

[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.223 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8514 Real Poets and poetry admirer