Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 69
Print
Author  (Read 51477 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #120 on: April 10, 2009, 10:52:07 AM »
Hay Kya Khoon, Kaha,.

Hum Par Bewafaai Ka Elzaam Na Daalo "Jaanam,.
Poochlo Apne Dil Se, Hamaari Wafa Ki Intehaa,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
diya786
Guest
«Reply #121 on: April 10, 2009, 11:17:10 AM »
nice one Azeem

Sawaal ke jawaab mein yehi paaya ki
hai mohabaat is dil ko bhi be-intehaa
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #122 on: April 10, 2009, 11:36:05 AM »
nice one Azeem

Sawaal ke jawaab mein yehi paaya ki
hai mohabaat is dil ko bhi be-intehaa


Bas Kehti Hai Tu, Ke Teri Mohabbat Ki Koi Intehaa Nahi,.
Maine Sanam, Tujhe Har Kadam Pe Peeche Hatte Dekha Hai,.


Logged
diya786
Guest
«Reply #123 on: April 10, 2009, 11:42:57 AM »
Raah-e-wafaa mein tujhse hi ek umeed thi
Par tune bhi aaj saath mera choda hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #124 on: April 10, 2009, 11:47:58 AM »
Raah-e-wafaa mein tujhse hi ek umeed thi
Par tune bhi aaj saath mera choda hai


Hmm,. Nice One Ji,.

Wafaa Jab Tujhse Nibhaai Na Gayi,.
Mujhe Hi Bewafaa Banaa Diya Tune,.

Dil Ka Ghar Roshan Karegi Tu, ye Socha Tha,.
Afsos Ke Is Dil Ko Hi Jalaa Diya Tune,.

Sorry Chaar Lines Likh Di, Maaf Karna, Thread Owner Huzaina Sis,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #125 on: April 11, 2009, 06:07:09 AM »
Hay Kya Khoon, Kaha,.

Hum Par Bewafaai Ka Elzaam Na Daalo "Jaanam,.
Poochlo Apne Dil Se, Hamaari Wafa Ki Intehaa,.



bahut achhe bro...

Hamari wafaon ki kya intehaan hai tum kya jaano mere bewafa dost,
tumne to bas kinaare baithke maujon ki rawaniyon ko dekha hia...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #126 on: April 11, 2009, 06:07:23 AM »
Bahut achhe Diya... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #127 on: April 11, 2009, 04:50:13 PM »


bahut achhe bro...

Hamari wafaon ki kya intehaan hai tum kya jaano mere bewafa dost,
tumne to bas kinaare baithke maujon ki rawaniyon ko dekha hia...


Hume Ye Bewafaai Bhi Kabool Hai,.
Yun To Bohat Kuch Khoya Maine Tujhse Mohabbat Karke,.

Is Inayaat Ko, Main Khone Na Doon,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #128 on: April 11, 2009, 05:04:22 PM »
Bahut achhe Azeem... Applause


Kuchh is tarah se paala hai maine apne seene mein,
Tere Har ek dard ko keemti tohfa samajh ke sajaya hai...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #129 on: April 11, 2009, 05:18:51 PM »
Wah Kya Baat hai... ANGEL, AZEEM BHAI & DIYA... Sabhi ne Bahut Khoooooob Likha Hai..!!! Applause Applause

Aapke In Dard Bhare Lafzon ko Padh Mujhe Meri Likhi 2 Line Yaad Aa gain..!!

Wo Jo Kabhi Mujhe Duaaon Me Maanga Karte The,
Aaj Wahi Meri Maut Ki Dua Maang Rahe Hain....!!


**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #130 on: April 11, 2009, 05:21:09 PM »
Shukriya Mann Ji,.

And Nice One, Huzaina sis, And Mann Ji,.

Har Taraf, Shehar Mein Mere Roshni Ka Mela Hai,.
Jaane Kyun, Ek Mere Hi Ghar Mein Andhera Hai,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #131 on: April 11, 2009, 05:54:41 PM »
Wah Kya Baat hai... ANGEL, AZEEM BHAI & DIYA... Sabhi ne Bahut Khoooooob Likha Hai..!!! Applause Applause

Aapke In Dard Bhare Lafzon ko Padh Mujhe Meri Likhi 2 Line Yaad Aa gain..!!

Wo Jo Kabhi Mujhe Duaaon Me Maanga Karte The,
Aaj Wahi Meri Maut Ki Dua Maang Rahe Hain....!!


**~** Mann **~**


Duwaon mein uski nahi humne apni maut maangi thi,
jaane kyon wo meri kismat ko apni samajh baitha tha...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #132 on: April 11, 2009, 05:55:34 PM »
Shukriya Mann Ji,.

And Nice One, Huzaina sis, And Mann Ji,.

Har Taraf, Shehar Mein Mere Roshni Ka Mela Hai,.
Jaane Kyun, Ek Mere Hi Ghar Mein Andhera Hai,.

___________________________-Jaanasheen-

Inhi andheron mein jagmagate the kabhi deep teri chahaton ke,
aaj usi charaag ne jala diya hai mere armano ka harek tinka...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #133 on: April 12, 2009, 04:03:22 AM »
Teri Yaadme Har Shama-O-Shamko Hai Aansu Me Bhigoye,
Kabhi Pani Baha Aankhonse To Kabhi Kalam Ke Zariye Roye...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #134 on: April 12, 2009, 04:03:56 AM »
Kabhi Gam Me Raat Kati, Kabhi Raat Bhar Na Soye,
Kabhi Gam Ko Chupaya, Kabhi Muh Chupa Ke Roye...
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 14, 2024, 12:37:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer