Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 69
Print
Author  (Read 51487 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #90 on: April 07, 2009, 11:37:24 AM »
Ujaala Maangne Aaya Tha, Roshni Ki Bheek,.
Hum Apna Ghar na Jalaate To Kya Karte,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
angel4u
Guest
«Reply #91 on: April 07, 2009, 03:19:12 PM »
Samundar Ki Lehron Ko Dekh Kar,
Aksar Sochta Rehta Hoon Main,
Khushnaseeb Hai Woh Lehren Jinka Safar Mukambal Hota Hai!!!
Varna Kuch Lehren Aise Bhi Hai,
Jinhe Koi Kinaara Naseeb Nahi Hota..
     
~~Khwaish~~


Naseebon Ki Kitaab Mein Laqeeron Ke Alfaaz To Bahut Paaye Humne,
Bas Ek Mukammal Lafz Ki Talash Mein Zindagi Beeta Di Humne...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #92 on: April 07, 2009, 03:48:25 PM »
Bekhayali Mein Kabhi Ungliyan Jal Jayengi,
Raakh Guzre Hue Lamhon Ki Kureda Na Karo...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #93 on: April 07, 2009, 03:50:39 PM »
Naseebon Ki Kitaab Mein Laqeeron Ke Alfaaz To Bahut Paaye Humne,
Bas Ek Mukammal Lafz Ki Talash Mein Zindagi Beeta Di Humne...


Tum Isse Koi Shikwa SamajKar Kyon Ghabra Gaye,
Muddato Baad Tumhe Dekha Aur Aansoo Aaa Gaye..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #94 on: April 07, 2009, 04:03:47 PM »
Tum Isse Koi Shikwa SamajKar Kyon Ghabra Gaye,
Muddato Baad Tumhe Dekha Aur Aansoo Aaa Gaye..


Teri Aankhon Ki Nami Aaj Bhi Kamzori Hai Meri Kaise Bataun,
Ke Meri Saari Qaayenaat Beh Na Jaaye Tere Ashq Ki Ek Boond Mein...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #95 on: April 07, 2009, 04:14:15 PM »
Teri Aankhon Ki Nami Aaj Bhi Kamzori Hai Meri Kaise Bataun,
Ke Meri Saari Qaayenaat Beh Na Jaaye Tere Ashq Ki Ek Boond Mein...


Jalte Chirag Ki Hasrat To Dekhiye,
Haulsa aandhiyon mein bhi jalne ka rakhte hai!!
Rote hai hum kyonki Taqdeer mein Apne Yeh likha hai,
Varna Muskuraane Ki Khwaish Hum bhi rakhte hai..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #96 on: April 07, 2009, 04:17:43 PM »
Khwahishon Ke Gharonde Mein Ek khwaab sajaya tha humne,
Na jaane Kaunsi Aandhi ne Ujaada Mera Wo Haseen Aashiyaan...
Logged
Roja
Guest
«Reply #97 on: April 07, 2009, 04:28:35 PM »
Dil ki basti ajeeb basti hai
Yeh ujhadne ke baad basti hai..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #98 on: April 07, 2009, 04:30:26 PM »
Bahut khoob roja...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #99 on: April 07, 2009, 04:34:34 PM »
Dil ki basti ajeeb basti hai
Yeh ujhadne ke baad basti hai..


Jale Hue Chaman Mein,Khud Bahaar Aayegi,
Musibate To Aayengi hazaar, Par Tu Muskraaye jaa..
Logged
Roja
Guest
«Reply #100 on: April 07, 2009, 04:36:56 PM »

Jale Hue Chaman Mein,Khud Bahaar Aayegi,
Musibate To Aayengi hazaar, Par Tu Muskraaye jaa..


Fir wohi dard hai dil mein wohi tanhayi hai;
Zindagi maut ke pehlu mein simat aayi hai..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #101 on: April 07, 2009, 04:39:07 PM »
Fir wohi dard hai dil mein wohi tanhayi hai;
Zindagi maut ke pehlu mein simat aayi hai..


Jis Din Se Apne Ashqo Ko Tujhe Peena Aa Gaya,
Yuh Samaj Lena, "Roja", Tujhe Jeena Aa Gaya...
Logged
Roja
Guest
«Reply #102 on: April 07, 2009, 04:43:29 PM »
Jis Din Se Apne Ashqo Ko Tujhe Peena Aa Gaya,
Yuh Samaj Lena, "Roja", Tujhe Jeena Aa Gaya...


Jo tamanna dil mein thi, wo dil mein chupkar reh gayii
Usne poocha bi nahi, humne bataya bi nahi..!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #103 on: April 07, 2009, 05:06:04 PM »
wow good job all!!!

Puchne per uske jo batana pade dil-e-haal
e khuda kbhi na ho yah surat-e-haal
Logged
angel4u
Guest
«Reply #104 on: April 07, 2009, 05:08:35 PM »
Teri Tamanna Hi To Thi Jo Mujhe Aaj Ye Manzar Dikha Rahi Hai,
Tu Hai Khoya Hua, Meri Aankhon Mein Teri Tasveer Ubhar Aayi Hai...
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 14, 2024, 05:54:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer