Man karta hai!!!

by Pooja on May 28, 2010, 02:31:07 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2997 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: May 28, 2010, 10:50:42 PM »
bahut bahut khoob Pooja ji... bahut sundar likha hai aapne...too good...!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hamesha ki tarah bahoot he sunder likha hai khwaish ji app ne...zindagi ke kareeb.. bhawnao se bharpoor..

hai kitna karz pata chale to, waqat ka andaza laga le
andhere mai kab tak chukaye karz, kaise koi hontho per nagma saja le

Apno ki kamjoria he karne lage jab khokhla is jeevan ko
tum he batao dost, aise insaano ko kaise apni taqat bana le

Raah-e-zindagi main, kabhi to padav mile is karwan ko
lagataar bhatkati zindagi ko, kaise koi karaar ki baat samjha de

Sunaye kise yeh dil, apne dil ke armaan, aor kis tarah
bin sathi ke kaise koi armaano ke raag hontho per saja le

na koi ilzaam kisi per, na he koi baat kisi se ab
bas kah do is khuda se, bahoot ho gaya,
Pooja ko ab to akhiri nind mai dula de..

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
*~*~*JeE kArTa HaI*~*~* by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
KYA KARTA by ROMEY in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dil nhi karta... by brokenbyluv in Shayri-E-Dard
Dil Karta Hai............................AD by anjaan dharkan in Shayri-E-Dard
****Jee Karta Hai **** by spandana in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: May 28, 2010, 10:51:44 PM »
baut bahut shukriya Bharat ji...!!!

Kapil ji and khwaish ji,
Aap dono ne bhi bohot achcha likha hai !!!

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #17 on: May 28, 2010, 10:52:38 PM »
Achchhi mefil jami hai aap logon ke beech
Pooja Ji, Kapil and Khwaish Ji
Pa.dh kar bahut anand mila
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #18 on: May 28, 2010, 11:04:24 PM »
bahut bhaut shukriya Rajesh ji...!!!

Achchhi mefil jami hai aap logon ke beech
Pooja Ji, Kapil and Khwaish Ji
Pa.dh kar bahut anand mila
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 31, 2010, 12:13:53 PM »
Hamesha ki tarah bahoot he sunder likha hai khwaish ji app ne...zindagi ke kareeb.. bhawnao se bharpoor..

hai kitna karz pata chale to, waqat ka andaza laga le
andhere mai kab tak chukaye karz, kaise koi hontho per nagma saja le

Apno ki kamjoria he karne lage jab khokhla is jeevan ko
tum he batao dost, aise insaano ko kaise apni taqat bana le

Raah-e-zindagi main, kabhi to padav mile is karwan ko
lagataar bhatkati zindagi ko, kaise koi karaar ki baat samjha de

Sunaye kise yeh dil, apne dil ke armaan, aor kis tarah
bin sathi ke kaise koi armaano ke raag hontho per saja le

na koi ilzaam kisi per, na he koi baat kisi se ab
bas kah do is khuda se, bahoot ho gaya,
Pooja ko ab to akhiri nind mai Sula de..


Bahut bahut Khoob!!! Kitni Asaani Se Aapne Meri har baat Ka Jawaab De diya..
Bahut Ache Pooja Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Apni kamzoriyan Hi Apni Taaqat Ban Jaati Hai
Varna Yeh Zindagi Kuch Ajeeb hai,
Apne mutaabik Kisi Ko Kab Nazar Aati hai...

Raah Ke Pathar Chot zaroor Dete hai!!!
Par unn Patharo ko Bicha Do to ek Nayi Raah ban Jaati hai

Insaan Zindagi Bhar Kuch Sawaalo Ke Jawaab Hi Dhoondhte rehta Hai
Ek sawaal ka Jawaab Mil jaaye To zindagi Aur Kayi Sawaal De Jaati hai...

Jo Kabhi Apna Naa Ho Saka usse Khone Ka Gham Kyon???
Apni Taqdeer Hi Be-waffa Hai,Insaan Ko Rone Ke bahaane De Jaati hai

Eh "Dost" Zindagi Ko Agar Gamgeen Ho kar Jeeoge
To Kahin Bhi Sukoon Naseeb na Hoga!!!
"Khwaish" Kehta Hai Zindagi Ek Paheli Ki Tarah hai,
Aur Aakhri Saans Tak yeh Ek paheli Ban Kar Hi reh Jaati hai...
Logged
baadal102
Guest
«Reply #20 on: June 25, 2010, 07:13:16 AM »
awsome pooja ji  Applause Applause notworthy
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #21 on: June 26, 2010, 08:48:13 PM »
Bohat Khoob Pooja, Kapil & Khwaish..
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #22 on: June 26, 2010, 09:40:17 PM »
bahut bahut shukriya Aryaan ji.....!!!

Bohat Khoob Pooja, Kapil & Khwaish..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 04, 2010, 05:46:30 AM »
bahut khoob pooja ji....

sulagte armaano mein sulag jaate hai,
hum wo dariya hai jo aankho se beh jaate hai,
jigar to aaj bhi rakhte hai malmal jaisa,
ye baat aur hai usme parwat bhi gir jaate hai

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: August 23, 2011, 07:11:26 PM »
Aryan Ji, rajesh Ji, Madhuji, kapil ji,Bharat Ji,Madhu,baadalji

Aap sab ne Meri Koshish Ko saraha Aap Sab ka Bahut bahut Shukriya icon_flower
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 02:00:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer