Mera Bhi Koi Jahaan Mein Hota,.

by Jaanasheen on March 13, 2009, 11:35:39 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 5099 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile

Yun Bhi Kabhi Mere Saath Huaa Hota,.
Mujhe Koi Dil-o-Jaan Se Chaaha Hota,.

Karta Main Uska Tazkara Chaand Sitaaron Se,.
Aisa Koi Saathi, Mujhe Milaa Hota,.

Naam Mera Wo Haathon Mein Likhta Apne,.
Main Uske Kismat Ka Taara Banaa Hota,.

Rakhta Mujhe Wo Dil Ke Kareeb,.
Mera Naam Bade Adab Se Liyaa Hota,.

Main Jab Kehta Use, Tu Meri Jaan Hai,.
Usne Bhi Mujhe Apni Zindagi Kahaa Hota,.

Mere Dukh Dekhkar Uski Aankhein Bhi Num Hoti,.
Kaash Ke Is Tarah Koi Apne Dil Mein Basaaya Hota,.

Lardta Koi, Mere Liye Bhi, Is Jahaan Se "Azeem,.
Kaash Ke Khuda Ne Aisa Koi Mere Liye Banaaya Hota,.

Main Rooth Jaaoon, To Mujhe Manaanata Wo,.
Mujhe Hasaane Ke Liye, Khudka mazaak Udaaya Karta,.

Kaash Ke Aisa Koi Mere Liye Banaa Hota,.

___________________________-Jaanasheen-

Logged

«Reply #1 on: March 13, 2009, 12:10:02 PM »
Bohat Khoob Azeem Bhai
ALLAH Pak Apko Jald Hi Aisa
Saathi Milade Ameen...Khush Raho Bhai..

Rab Ke Karam Se Wo Saathi Mil Gaya Hai Bhai,.
Bas Uska Saath Rab De De,.
Aameen,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #2 on: March 13, 2009, 01:51:26 PM »

Yun Bhi Kabhi Mere Saath Huaa Hota,.
Mujhe Koi Dil-o-Jaan Se Chaaha Hota,.

Karta Main Uska Tazkara Chaand Sitaaron Se,.
Aisa Koi Saathi, Mujhe Milaa Hota,.

Naam Mera Wo Haathon Mein Likhta Apne,.
Main Uske Kismat Ka Taara Banaa Hota,.

Rakhta Mujhe Wo Dil Ke Kareeb,.
Mera Naam Bade Adab Se Liyaa Hota,.

Main Jab Kehta Use, Tu Meri Jaan Hai,.
Usne Bhi Mujhe Apni Zindagi Kahaa Hota,.

Mere Dukh Dekhkar Uski Aankhein Bhi Num Hoti,.
Kaash Ke Is Tarah Koi Apne Dil Mein Basaaya Hota,.

Lardta Koi, Mere Liye Bhi, Is Jahaan Se "Azeem,.
Kaash Ke Khuda Ne Aisa Koi Mere Liye Banaaya Hota,.

Main Rooth Jaaoon, To Mujhe Manaanata Wo,.
Mujhe Hasaane Ke Liye, Khudka mazaak Udaaya Karta,.

Kaash Ke Aisa Koi Mere Liye Banaa Hota,.

___________________________-Jaanasheen-

aisay saathi hain hum k koi juda na kar paega...
iss jahaan mein na sahee, meri jaan, tu uss jahaan mein muhje paaega!

tera naam hum haathon par nahee, upnee nasson par lihkte hain,
upna saaya dehk nazar bhar k, teree har just-e-joo mein hum dihkte hain.

tuhje khwaabon mein dehka hai, mere shohar k roop mein maine,
tahndee chahon bante dehka hai, din ki sard dhoop mein maine.

Tuhje chaand se, taaron se maanga maine, tu hee tho meree talab hai
izzat badri hai iss dil mein tere naam, tuhje bhi mera adab hai...

teree hassi iss qadar azeez hai, k ek jhalak k liye sahee, hum kuch bhi karjaengay...
na paya agar saath tera, tho theehk hai, hum khushee khushee teree bahon mein marjaengay!

very nice post Azeem Ji
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #3 on: March 13, 2009, 02:57:58 PM »
ZOOR HUZOOR ZAROOR KOI HOGA , VERY GOOD , BAHUT BIKHREY HUEY LAGTEY HO

 BAHUT ACHCHI NAZAM HAI

    ADIL BECHAIN
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #4 on: March 13, 2009, 03:00:01 PM »
Rab Ke Karam Se Wo Saathi Mil Gaya Hai Bhai,.
Bas Uska Saath Rab De De,.
Aameen,.

Ameen Yaar Ameen! Allah Paak aapki har raha ahsaan kare! Aapko khushee ka har nazara dihkaye... Ameen Summa Ameen!
Logged
deewaani
Guest
«Reply #5 on: March 13, 2009, 04:38:42 PM »
wah azeem bhai

la jawab shayiri, sach mai aankhon mai aansu aa gayay...

Allaah paak apko donoun jahanon mai khushiyan naseeb farmaaye

dua'on mai yaad rakhiyay ga...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #6 on: March 13, 2009, 05:28:00 PM »

Yun Bhi Kabhi Mere Saath Huaa Hota,.
Mujhe Koi Dil-o-Jaan Se Chaaha Hota,.

Karta Main Uska Tazkara Chaand Sitaaron Se,.
Aisa Koi Saathi, Mujhe Milaa Hota,.

Naam Mera Wo Haathon Mein Likhta Apne,.
Main Uske Kismat Ka Taara Banaa Hota,.

Rakhta Mujhe Wo Dil Ke Kareeb,.
Mera Naam Bade Adab Se Liyaa Hota,.

Main Jab Kehta Use, Tu Meri Jaan Hai,.
Usne Bhi Mujhe Apni Zindagi Kahaa Hota,.

Mere Dukh Dekhkar Uski Aankhein Bhi Num Hoti,.
Kaash Ke Is Tarah Koi Apne Dil Mein Basaaya Hota,.

Lardta Koi, Mere Liye Bhi, Is Jahaan Se "Azeem,.
Kaash Ke Khuda Ne Aisa Koi Mere Liye Banaaya Hota,.

Main Rooth Jaaoon, To Mujhe Manaanata Wo,.
Mujhe Hasaane Ke Liye, Khudka mazaak Udaaya Karta,.

Kaash Ke Aisa Koi Mere Liye Banaa Hota,.

___________________________-Jaanasheen-

Too Nice Azeem...
really touching..

Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #7 on: March 13, 2009, 05:29:40 PM »

Yun Bhi Kabhi Mere Saath Huaa Hota,.
Mujhe Koi Dil-o-Jaan Se Chaaha Hota,.

Karta Main Uska Tazkara Chaand Sitaaron Se,.
Aisa Koi Saathi, Mujhe Milaa Hota,.

Naam Mera Wo Haathon Mein Likhta Apne,.
Main Uske Kismat Ka Taara Banaa Hota,.

Rakhta Mujhe Wo Dil Ke Kareeb,.
Mera Naam Bade Adab Se Liyaa Hota,.

Main Jab Kehta Use, Tu Meri Jaan Hai,.
Usne Bhi Mujhe Apni Zindagi Kahaa Hota,.

Mere Dukh Dekhkar Uski Aankhein Bhi Num Hoti,.
Kaash Ke Is Tarah Koi Apne Dil Mein Basaaya Hota,.

Lardta Koi, Mere Liye Bhi, Is Jahaan Se "Azeem,.
Kaash Ke Khuda Ne Aisa Koi Mere Liye Banaaya Hota,.

Main Rooth Jaaoon, To Mujhe Manaanata Wo,.
Mujhe Hasaane Ke Liye, Khudka mazaak Udaaya Karta,.

Kaash Ke Aisa Koi Mere Liye Banaa Hota,.

___________________________-Jaanasheen-

Clapping Smiley Clapping Smiley

Rahe wo dilbar saath tere chahe ho dhoop chahe chhanv,
Chal pade manzil ke qadam khud-ba-khud jahan pade tere paanv...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: March 13, 2009, 05:36:57 PM »
Bahut khoob Chote Bhai
Bahut chot khaye hue lagte ho
Milega waisa hi jaisa chahate ho
Logged
smardia
Guest
«Reply #9 on: March 13, 2009, 06:29:48 PM »
achhi rachna hai aapki....Jaanasheenji.... Applause Applause Applause

Yun Bhi Kabhi Mere Saath Huaa Hota,.
Mujhe Koi Dil-o-Jaan Se Chaaha Hota,.

Karta Main Uska Tazkara Chaand Sitaaron Se,.
Aisa Koi Saathi, Mujhe Milaa Hota,.

Naam Mera Wo Haathon Mein Likhta Apne,.
Main Uske Kismat Ka Taara Banaa Hota,.

Rakhta Mujhe Wo Dil Ke Kareeb,.
Mera Naam Bade Adab Se Liyaa Hota,.

Main Jab Kehta Use, Tu Meri Jaan Hai,.
Usne Bhi Mujhe Apni Zindagi Kahaa Hota,.

Mere Dukh Dekhkar Uski Aankhein Bhi Num Hoti,.
Kaash Ke Is Tarah Koi Apne Dil Mein Basaaya Hota,.

Lardta Koi, Mere Liye Bhi, Is Jahaan Se "Azeem,.
Kaash Ke Khuda Ne Aisa Koi Mere Liye Banaaya Hota,.

Main Rooth Jaaoon, To Mujhe Manaanata Wo,.
Mujhe Hasaane Ke Liye, Khudka mazaak Udaaya Karta,.

Kaash Ke Aisa Koi Mere Liye Banaa Hota,.

___________________________-Jaanasheen-

Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #10 on: March 14, 2009, 09:11:53 AM »

Its really touches the heart ,bahut achi nazm hai aapke liye dua karungi ki aapko uska saath jald mile.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: March 14, 2009, 03:22:53 PM »
Aameen ,Insha ALLAH Jarur Milega...

Maangte Hai Haath Uttha Ke Aaj Dua Tere Liye
Ki Jo Chaho Mile Aur Har Khushi Ho Tere Liye

Aameen,.

Ya Rab Uska Jahaan Abaad Rakhna,.
Jisne Duaaon Mein Mere Liye Jagaah Di Hai,.

____________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: March 14, 2009, 03:25:05 PM »

aisay saathi hain hum k koi juda na kar paega...
iss jahaan mein na sahee, meri jaan, tu uss jahaan mein muhje paaega!

tera naam hum haathon par nahee, upnee nasson par lihkte hain,
upna saaya dehk nazar bhar k, teree har just-e-joo mein hum dihkte hain.

tuhje khwaabon mein dehka hai, mere shohar k roop mein maine,
tahndee chahon bante dehka hai, din ki sard dhoop mein maine.

Tuhje chaand se, taaron se maanga maine, tu hee tho meree talab hai
izzat badri hai iss dil mein tere naam, tuhje bhi mera adab hai...

teree hassi iss qadar azeez hai, k ek jhalak k liye sahee, hum kuch bhi karjaengay...
na paya agar saath tera, tho theehk hai, hum khushee khushee teree bahon mein marjaengay!

very nice post Azeem Ji

Hay Kya Kahoon, Mashallah, Kya Khoob Reply Diya Hai Aapne Sidraah Ji,.
Bohat Achche Nice One Yaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: March 14, 2009, 03:26:09 PM »
ZOOR HUZOOR ZAROOR KOI HOGA , VERY GOOD , BAHUT BIKHREY HUEY LAGTEY HO

 BAHUT ACHCHI NAZAM HAI

    ADIL BECHAIN

Shukriya Adil Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: March 14, 2009, 03:27:51 PM »
Ameen Yaar Ameen! Allah Paak aapki har raha ahsaan kare! Aapko khushee ka har nazara dihkaye... Ameen Summa Ameen!

Aameen,,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 08:45:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer