Mere shahar ka mausam udaas hai...!!

by Talat on January 30, 2009, 10:55:36 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 4806 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: January 31, 2009, 11:13:35 AM »
Good one Celmira Ji.

Thank You Rajesh Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #16 on: January 31, 2009, 11:17:23 AM »
Wah Wah Subhan Subhan Allah kya kahene is kalaam janab har ashar kadwi-sacha-e-pe mabni hai janab dil se dad qubool karen Talat ji,

is ashar ne to sans ruk di khuch der ke liye !!

Is Tabassum me chupe dard ko kya janega !!
Zamana ye itna na gham Shinaas hai !!

.............Talat Jabeen ............

Teri Ghazal ko de sakon aisi koi misaal  to-de !!
tarif karne ka waqath hai ajj koi alfaaz to-de!!

.............Qadeer Toopchi..................


Subhan allah Is kalaam ke agge likne ki taqalth nahi nachiz me aur gustaqi maaf janab itni achi ghazal ke Maqte me shayara ki maujodgi hoti to bahoth umda hota   !!

Qadeer Toopchi

Iss taareef pe hum sharmsaar ho gaye Qadeer Ji..aap jaise manjhe hue poets ke aage ye chand asha'ar koi maayne nahin rakhte......Bohot bohot shukriya...Kabhi kisi ghazal ke Maqte main apna naam nahin likha ..lekin aap ki advice pe zaroor aage se koshish karungi......

Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: January 31, 2009, 11:18:30 AM »
bahut acche lines hai celmira ji....good.. Applause

Thanks a lot Fairy Ji for reading and appreciating my work
Logged
Talat
Guest
«Reply #18 on: January 31, 2009, 11:19:11 AM »
Applause  Applause  Applause
Bahut khoob likha hai Celmira sis,

Shally.

Thank You so much dear Shally
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: January 31, 2009, 11:21:06 AM »
Bohat Hi Badhiya Hai, Nice One Talat Behna, Yunhi Likhte Raho,.
And NIce One Abdul Qadeer Bhai,.

Shukriya Chote Bhaiya Azeem....
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #20 on: January 31, 2009, 11:24:35 AM »
Iss taareef pe hum sharmsaar ho gaye Qadeer Ji..aap jaise manjhe hue poets ke aage ye chand asha'ar koi maayne nahin rakhte......Bohot bohot shukriya...Kabhi kisi ghazal ke Maqte main apna naam nahin likha ..lekin aap ki advice pe zaroor aage se koshish karungi......



Shukriya Janab IS Haqeeq shayar ko Apne izzath bakshi !! Allah apke har kalam ko miyari izzath ata farma-a-Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 31, 2009, 11:25:47 AM »
Tere Shehar Ka Mausam Bohat Udaas Hai,.
Tabhi To Har Shaks Ke Dil Mein Pyaas Hai,.

Har Ek Ki Nigaah Mein Maine Bebasi Dekhi,.
Har Ki Zindagi Mein Bechaini Paayi,.
 Ye Shehar Bohat Ghamzaada Hai,.
Aur Is Baat Ka Mujhe Bhi Ehsaas Hai,.

_____________________-Jaanasheen-


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #22 on: January 31, 2009, 11:29:21 AM »




 Applause Applause Applause

Wonderfull work Celmira sis bohat khoob likha hai aapne ... Thumbs UP
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #23 on: January 31, 2009, 11:30:02 AM »
Tere Shehar Ka Mausam Bohat Udaas Hai,.
Tabhi To Har Shaks Ke Dil Mein Pyaas Hai,.

Har Ek Ki Nigaah Mein Maine Bebasi Dekhi,.
Har Ki Zindagi Mein Bechaini Paayi,.
 Ye Shehar Bohat Ghamzaada Hai,.
Aur Is Baat Ka Mujhe Bhi Ehsaas Hai,.

_____________________-Jaanasheen-










Bohat khoob Bhaijaan ... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: January 31, 2009, 11:39:02 AM »
Shukriya Sis,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #25 on: January 31, 2009, 12:36:14 PM »
Bahut dino ke baad behtareen kalam aapka padne mila.
Well designed image.. Good work Talat sis  Applause Accha laga padkar..
No no... BAHUT ACCHA LAGA PADKAR..  Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: January 31, 2009, 06:32:23 PM »
Talat,Aap jaisa to nahi likh paunga,phir bhi ek choti si koshish kar raha hoon..

Lab Khamosh Hai,Aankhein Nam Hai,
Dil Mein Mehfoos Ab Bhi Koi Raaz Hai...


Apni-Apni Uljhano Mein Uljha Hai Har Shaks Iss Shehar Ka,
Phir Bhi Chehre Par Muskaan Hai!!
Kya Khoob,Yahan Jeene Ka Andaaz Hai...


Apne Dil Ko Tasalli De Raha Hoon Main,
Zindagi Ke Har Mod Par,
Haar naa Maan "KHWAISH",
Dekh Manzil Kahin Aas-Paas Hai....


Majbooriyon Ke Pinjre Mein Qaid Hai Woh Bebas sa Parinda,
Ek Din Chuega Woh Bhi Aasman,
Bahut Unchi Uski Parwaaz Hai....

Parwaaz: Udaan

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #27 on: January 31, 2009, 06:38:10 PM »
Wah khwaish ji aapne bohat khoob likha hai ... Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #28 on: January 31, 2009, 07:10:37 PM »
Tere Shehar Ka Mausam Bohat Udaas Hai,.
Tabhi To Har Shaks Ke Dil Mein Pyaas Hai,.

Har Ek Ki Nigaah Mein Maine Bebasi Dekhi,.
Har Ki Zindagi Mein Bechaini Paayi,.
 Ye Shehar Bohat Ghamzaada Hai,.
Aur Is Baat Ka Mujhe Bhi Ehsaas Hai,.

_____________________-Jaanasheen-
Nice response Chote Bhai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: January 31, 2009, 07:25:40 PM »
Wah khwaish ji aapne bohat khoob likha hai ... Applause Applause

Thanks a Lot Honeyrose...
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:20:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.161 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer