- Mohabbat Hoti Hai Shartoon Me -

by Meena on June 17, 2005, 10:11:52 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 6
Print
Author  (Read 4693 times)
Meena
Guest
Kuch zindagi ki sachayi pesh karni ki koshish hai yeh poem meri...

Nahin jante te hum ke mohabbat bhi hoti hai sharton me,
Shayad duniya dari hai yeh, hum na pade kabhi in baaton me,

Tune bhi dikha diya sachayi ka aina hume,
Is zakhm ko aab zindagi bhar padega sehna hume,

Jan gaye aaj ke tum bhi karte ho yaha pyar ka vyapar,
Mere bhi dil ko bana diya tune jazbaato ka bazar,

Tune hi kabhi jaghaya tha jeene ka arman dil me,
Aaj tu hi basa raha hai marne ka saman dil me,

Socha tha meri kushi me jeene wala mil gaya mujhe woh saathi,
Galti humari hi hai, hum hi kyu bane itne jazbaati,

Par shukar guzar hai tere, nikala jo hume jhoote sapno se,
Talab nahin jeene ki aab, tang aa gaye hai zindagi ke aise jatko se!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pooncho yeh usse, jisko mohabbat hoti hai by Dewana_Badal in Shayri for Khumar -e- Ishq
hoti hai mohabbat by sameer_chaudhary in Shayri-E-Dard
Khubiyno se nahi hoti mohabbat sada by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat zameen se hoti hai mohabbat aasmaan se hoti hai by @kaash in Shayari -e- Husn
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: June 17, 2005, 10:17:45 AM »
Quote from: "Meena"
Kuch zindagi ki sachayi pesh karni ki koshish hai yeh poem meri...

Nahin jante te hum ke mohabbat bhi hoti hai sharton me,
Shayad duniya dari hai yeh, hum na pade kabhi in baaton me,

Tune bhi dikha diya sachayi ka aina hume,
Is zakhm ko aab zindagi bhar padega sehna hume,

Jan gaye aaj ke tum bhi karte ho yaha pyar ka vyapar,
Mere bhi dil ko bana diya tune jazbaato ka bazar,

Tune hi kabhi jaghaya tha jeene ka arman dil me,
Aaj tu hi basa raha hai marne ka saman dil me,

Socha tha meri kushi me jeene wala mil gaya mujhe woh saathi,
Galti humari hi hai, hum hi kyu bane itne jazbaati,

Par shukar guzar hai tere, nikala jo hume jhoote sapno se,
Talab nahin jeene ki aab, tang aa gaye hai zindagi ke aise jatko se!


hmmmmmmmm  meenu..............bahot  khoob.................wonderfull   kudiye........  tongue3
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: June 17, 2005, 10:22:29 AM »
hmmmm....thank u yaara..........................  sad5
Logged
dolly
Guest
«Reply #3 on: June 17, 2005, 10:48:51 AM »
Quote from: "Meena"
Kuch zindagi ki sachayi pesh karni ki koshish hai yeh poem meri...

Nahin jante te hum ke mohabbat bhi hoti hai sharton me,
Shayad duniya dari hai yeh, hum na pade kabhi in baaton me,

Tune bhi dikha diya sachayi ka aina hume,
Is zakhm ko aab zindagi bhar padega sehna hume,

Jan gaye aaj ke tum bhi karte ho yaha pyar ka vyapar,
Mere bhi dil ko bana diya tune jazbaato ka bazar,

Tune hi kabhi jaghaya tha jeene ka arman dil me,
Aaj tu hi basa raha hai marne ka saman dil me,

Socha tha meri kushi me jeene wala mil gaya mujhe woh saathi,
Galti humari hi hai, hum hi kyu bane itne jazbaati,

Par shukar guzar hai tere, nikala jo hume jhoote sapno se,
Talab nahin jeene ki aab, tang aa gaye hai zindagi ke aise jatko se!


Bhaut Khoob Meena dii........achha bhi laga padke...aur udaas bhi hua mann........bt really nice ...........
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #4 on: June 17, 2005, 12:09:28 PM »
Bohat khoob Meena...... ek khubsoorat tehreer.....
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #5 on: June 17, 2005, 05:28:16 PM »
Quote from: "Meena"
Kuch zindagi ki sachayi pesh karni ki koshish hai yeh poem meri...

Nahin jante te hum ke mohabbat bhi hoti hai sharton me,
Shayad duniya dari hai yeh, hum na pade kabhi in baaton me,

Tune bhi dikha diya sachayi ka aina hume,
Is zakhm ko aab zindagi bhar padega sehna hume,

Jan gaye aaj ke tum bhi karte ho yaha pyar ka vyapar,
Mere bhi dil ko bana diya tune jazbaato ka bazar,

Tune hi kabhi jaghaya tha jeene ka arman dil me,
Aaj tu hi basa raha hai marne ka saman dil me,

Socha tha meri kushi me jeene wala mil gaya mujhe woh saathi,
Galti humari hi hai, hum hi kyu bane itne jazbaati,

Par shukar guzar hai tere, nikala jo hume jhoote sapno se,
Talab nahin jeene ki aab, tang aa gaye hai zindagi ke aise jatko se!


wah meena,looks so real,amazing work,superb.
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: June 20, 2005, 10:47:23 AM »
thank u dolly, aryaan aur nidhi kuddiye!!!

aab DARD ka section hai dolly to sad poems hi post karongi na, par tumhe sad nahin karna chahati thi  sad5
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #7 on: June 20, 2005, 10:55:23 AM »
Quote from: "Meena"
thank u dolly, aryaan aur nidhi kuddiye!!!

aab DARD ka section hai dolly to sad poems hi post karongi na, par tumhe sad nahin karna chahati thi  sad5
haan meena sis,yahan dard section me DARD ki tareef karte hi bada ajeeb lagta hai,hai na? Winking

"dard hi dard hai,in dard bhari raahon mein,
  tu jo nahi,to dard hi hai mere armaano me."
Logged
Meena
Guest
«Reply #8 on: June 20, 2005, 11:00:18 AM »
very true nidhi and well said!!!!!!!

kuch lafz chod kar ek ghazal banayi,
aur har nazm me apne dukh ko mehekte hue paya,
ek dard sa uthtta hai seene me mere,
jab apne hal-e-dil pe logo ko "wah wah" kehte hue paya!
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #9 on: June 20, 2005, 11:02:46 AM »
Quote from: "Meena"
Kuch zindagi ki sachayi pesh karni ki koshish hai yeh poem meri...

Nahin jante te hum ke mohabbat bhi hoti hai sharton me,
Shayad duniya dari hai yeh, hum na pade kabhi in baaton me,

Tune bhi dikha diya sachayi ka aina hume,
Is zakhm ko aab zindagi bhar padega sehna hume,

Jan gaye aaj ke tum bhi karte ho yaha pyar ka vyapar,
Mere bhi dil ko bana diya tune jazbaato ka bazar,

Tune hi kabhi jaghaya tha jeene ka arman dil me,
Aaj tu hi basa raha hai marne ka saman dil me,

Socha tha meri kushi me jeene wala mil gaya mujhe woh saathi,
Galti humari hi hai, hum hi kyu bane itne jazbaati,

Par shukar guzar hai tere, nikala jo hume jhoote sapno se,
Talab nahin jeene ki aab, tang aa gaye hai zindagi ke aise jatko se!


bahutttttttttttttttttttt khoob meena ji........................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #10 on: June 20, 2005, 11:03:36 AM »
Quote from: "Meena"
very true nidhi and well said!!!!!!!

kuch lafz chod kar ek ghazal banayi,
aur har nazm me apne dukh ko mehekte hue paya,
ek dard sa uthtta hai seene me mere,
jab apne hal-e-dil pe logo ko "wah wah" kehte hue paya!
thanx meena and very right,sach me aisa hi feel hota hai lol..

"Ham sunaate hain dard-e-dil ki daastan,
  log uspe bhi wah-wah keh dete hain,
  kehne ko jab kuch bhi nahi hota hai,
  dard bhari ek aur nazm likh dte hain."
Logged
Meena
Guest
«Reply #11 on: June 20, 2005, 11:08:06 AM »
wah kuddiya wah...kush kar ditta! :D

ched deta hai jab koi gumon ka saaz,
kul jata hai sab ke dil ka raaz,
bohot samjhate hai khud ko na dubo phir se,
par yeh dil hai, jo aata nahin kabhi baaz!  :wink:


isslyie gumon ka silsila chalta retha hai na!  :wink:
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #12 on: June 20, 2005, 11:10:59 AM »
Quote from: "Meena"
wah kuddiya wah...kush kar ditta! :D

ched deta hai jab koi gumon ka saaz,
kul jata hai sab ke dil ka raaz,
bohot samjhate hai khud ko na dubo phir se,
par yeh dil hai, jo aata nahin kabhi baaz!  :wink:


isslyie gumon ka silsila chalta retha hai na!  :wink:
wah wah,bilkul sahi :lol:

"Kahin na kahin har kisi ki zindagani milti hai,
  isiliye khulte hain raaz,jab dil ki rawani milti hai,
  phir lagta hai aur bhi hain ham jaise duniya me,
  jinhe mohabbat is kadar tadpaati,tarsaati hai."
Logged
HumTum
Guest
«Reply #13 on: June 20, 2005, 11:15:30 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
thank you dolly, aryaan aur nidhi kuddiye!!!

aab DARD ka section hai dolly to sad poems hi post karongi na, par tumhe sad nahin karna chahati thi  sad5
haan meena sis,yahan dard section me DARD ki tareef karte hi bada ajeeb lagta hai,hai na? Winking

"dard hi dard hai,in dard bhari raahon mein,
  tu jo nahi,to dard hi hai mere armaano me."


waah ..nidhi ji !!

iss dard se apna rishta ab purana hai
har lamha zindgi mein faqt ansuu bhana hai
mere paass na aao mere raqeeb
humey kissi marham ko nhi apnana hai !
Logged
HumTum
Guest
«Reply #14 on: June 20, 2005, 11:16:57 AM »
Quote from: "Meena"
very true nidhi and well said!!!!!!!

kuch lafz chod kar ek ghazal banayi,
aur har nazm me apne dukh ko mehekte hue paya,
ek dard sa uthtta hai seene me mere,
jab apne hal-e-dil pe logo ko "wah wah" kehte hue paya!


hummmmm ....

hal-e-dil sunaye bhi to kya sunaye
har shaks yha gunaahgaar paya
sunaya tha jisko apna fasana meiney
usso ke hathoon peeth pe kangar khaya !!
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 06:36:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer