Mujhe Ghar Jaane Do,. {AS}

by Azeem on July 29, 2012, 04:08:54 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 970 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Apne Ehsaas Ke Sab Rang Utar Jaane Do,.
Meri Ummeed Mere Khwaab Bikhar Jaane Do,.

Apne Aangan Mein Charaagon Ko Jalaao Na Abhi,.
Mere Aangan mein Siyaa Raat Utar Jaane Do,.

Badi Mushkil Se Mila Hai Mujhe Mere Ghar Ka Pata,.
Raaston Ab Na Uljhaano, Mujhe Ghar Jaane Do,.

Jinke Aane Ka Bohat Shor Phaila Tha Her Soo,.
Inhi Lamhon Ko Chup Chaap Guzar Jaane Do,.

Meri Barbaadi Ka Ilzaam Na Aaye Kaheen Tum Par,.
Mere Haalaat Ko Kuch Aur Bigard Jaane Do,.

-Nm-

Azeem Aarzu,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mujhe mohabbat ki aag me jal jaane do by innocent.devil20 in Shayri-E-Dard
Ab Mujhe Jaane do by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Mujhe Ab Laut Jaane Do... by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
-----/// Mujhe tumhaara ho jaane do /// ----- Hriday by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
~ Ghar yaad ata hai mujhe ~ by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard
suman59
Guest
«Reply #1 on: July 29, 2012, 04:11:02 AM »
 Applause Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #2 on: July 29, 2012, 04:14:51 AM »
Dil se poocha ke mohabbat kya hai
Hass ker DIL ne kaha AZAB hai
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #3 on: July 29, 2012, 04:15:12 AM »
Bahoot khoobsurat gazal hai.
Aapne esko share kiyaa eske liye ham aapke sukrgujar hai.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: July 29, 2012, 04:15:30 AM »
waah waah bahut shaandaar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 29, 2012, 04:28:35 AM »
Dil se poocha ke mohabbat kya hai
Hass ker DIL ne kaha AZAB hai

Jo Ishq Ko Jaan Leta Hai,.
Ishq Uski Jaan Leta Hai,.

-Azeem Aarzu,.
Logged
Aarish
Guest
«Reply #6 on: July 29, 2012, 05:04:43 AM »
KitabON Se dalail duN Ya khud ko samne rakh DuN,

wo mujhse Puch Baitha Hai mohabbat kisko kehte HaiN,

             N/M
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 29, 2012, 05:15:35 AM »
Bahoot khoobsurat gazal hai.
Aapne esko share kiyaa eske liye ham aapke sukrgujar hai.

Shukriya BHai,.
Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: July 29, 2012, 08:18:15 AM »
Bahut bahut umda..
Last one is ... filled with reality..

kya kahna.. Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #9 on: July 29, 2012, 08:27:53 AM »
Dil se poocha ke mohabbat kya hai
Hass ker DIL ne kaha AZAB hai
Jo Ishq Ko Jaan Leta Hai,.
Ishq Uski Jaan Leta Hai,.

-Azeem Aarzu,.

ishq hota hai kya? poochta phirta hai
voh,jise apne ishq pe naaz tha kabhee



Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: July 29, 2012, 09:18:30 AM »
bahut hi khubsurat aur lajwab sharing azeem ji.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #11 on: July 29, 2012, 09:11:21 PM »
Apne Ehsaas Ke Sab Rang Utar Jaane Do,.
Meri Ummeed Mere Khwaab Bikhar Jaane Do,.

Apne Aangan Mein Charaagon Ko Jalaao Na Abhi,.
Mere Aangan mein Siyaa Raat Utar Jaane Do,.

Badi Mushkil Se Mila Hai Mujhe Mere Ghar Ka Pata,.
Raaston Ab Na Uljhaano, Mujhe Ghar Jaane Do,. Applause Applause Applause Applause

Jinke Aane Ka Bohat Shor Phaila Tha Her Soo,.
Inhi Lamhon Ko Chup Chaap Guzar Jaane Do,.

Meri Barbaadi Ka Ilzaam Na Aaye Kaheen Tum Par,.
Mere Haalaat Ko Kuch Aur Bigard Jaane Do,.

-Nm-

Azeem Aarzu,.


NAAAAAAAAAAICE
Logged
suman59
Guest
«Reply #12 on: July 30, 2012, 01:05:51 AM »
Jo Ishq Ko Jaan Leta Hai,.
Ishq Uski Jaan Leta Hai,.

-Azeem Aarzu,.

Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: July 30, 2012, 07:09:43 PM »
waah waah bahut shaandaar

Shukriya Bhai,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 05:38:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer