Murjhaya phool hai.......( Ghayel )

by Sajid_Ghayel on August 25, 2010, 09:30:03 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2323 times)
Sajid_Ghayel
Guest
Meri chahto ke bhi apne usool hai
Tere siwa yeh q kahe duniya fuzool hai

Nisbat hamare naam ki ab isse hai faqat
Meri mazaar pe jo yeh murjhaya phool hai

Kitna safed ho magar maila zaroor hai
Maujood har kafan me gunaho ki dhool hai

Chunna tumhe pasand tumhe haisiyat mili
Jo tumko napasand ho humko kabool hai

Pehchaan mere nam ki mitne nahi deta
Ghayel ka har zakhm bada ba_usool hai

Sajid Ghayel
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hone de Ghayel muje.......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghayel kahe Parmeshwar........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Ghayel samajhta hain......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 7 8 »
Mujhe ghayel karne wala.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Murjhaya Phul by Shayaries_King in Shayri for Dard -e- Judai
rawattanha
Guest
«Reply #1 on: August 26, 2010, 07:57:29 AM »
Meri chahto ke bhi apne usool hai
Tere siwa yeh q kahe duniya fuzool hai

Nisbat hamare naam ki ab isse hai faqat
Meri mazaar pe jo yeh murjhaya phool hai

Kitna safed ho magar maila zaroor hai
Maujood har kafan me gunaho ki dhool hai

Chunna tumhe pasand tumhe haisiyat mili
Jo tumko napasand ho humko kabool hai

Pehchaan mere nam ki mitne nahi deta
Ghayel ka har zakhm bada ba_usool hai

Sajid Ghayel


WAH WAH GHAYAL BHAI JAAN DILL KHUSH KAR DIYA AAPNE
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #2 on: August 26, 2010, 12:34:10 PM »

WAH WAH GHAYAL BHAI JAAN DILL KHUSH KAR DIYA AAPNE

Main aapki khushi ka sabab bana yeh meri khushnasibi hai......
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #3 on: August 26, 2010, 12:40:29 PM »
Ghayal ji....

aapki har gazal me ek alag si kashish ek dard hota hai...jaise sabse rutha sa dil ho aapka...

bht hi umda hote hain aapke klaam...

har bar unka jawab likhne ki koshish karti hun par kabhi nahin ban pata mujhse....
kuch alag hi andaaz e bayaan hai aapka.....

 notworthy notworthy
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: August 26, 2010, 06:30:12 PM »
Meri chahto ke bhi apne usool hai
Tere siwa yeh q kahe duniya fuzool hai

Nisbat hamare naam ki ab isse hai faqat
Meri mazaar pe jo yeh murjhaya phool hai

Kitna safed ho magar maila zaroor hai
Maujood har kafan me gunaho ki dhool hai

Chunna tumhe pasand tumhe haisiyat mili
Jo tumko napasand ho humko kabool hai

Pehchaan mere nam ki mitne nahi deta
Ghayel ka har zakhm bada ba_usool hai

Sajid Ghayel


BAHUT KHOOB AAJ AAPNE REALLY APNI SHAKHSIYAT KI PEHCHAAN KARAAI HUMEIN.....VERI NAAAAICE S_G
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: August 31, 2010, 02:46:30 AM »
Meri chahto ke bhi apne usool hai
Tere siwa yeh q kahe duniya fuzool hai

Nisbat hamare naam ki ab isse hai faqat
Meri mazaar pe jo yeh murjhaya phool hai

Kitna safed ho magar maila zaroor hai
Maujood har kafan me gunaho ki dhool hai

Chunna tumhe pasand tumhe haisiyat mili
Jo tumko napasand ho humko kabool hai

Pehchaan mere nam ki mitne nahi deta
Ghayel ka har zakhm bada ba_usool hai

Sajid Ghayel

Bahut Khoob Ghayel Ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 03:04:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer