{ { ...nahin royee nahin hoon main.....} }

by -Kashish- on June 07, 2009, 11:14:29 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3054 times)
-Kashish-
Guest
Jaane kyun meri aankhon ka kaajal
ab phaelta jaa raha hai
rehta to pehle bhi tha in aankhon mein
nahin, main royee nahin hoon...

Jaante ho na mausam ke is rukh ko
khushk ho jaata hai sab kuch
mere bhi hoth hain sookhe
nahin, main royee nahin hoon...

Dekh kar andekha kar do yeh aanchal
zara paani se bheeg gaya hai
jaane do,bhool bhi jaao
nahin, main royee nahin hoon...

Kahan pareshaan hoon main
bas aise hi khamosh hoon main
dil mein koi baat bhi nahin
nahin,royee nahin hoon main...

Bahut tez tha hawa ka woh jhonka
le aaya tha kuch tinke saath mein
ek chubh gaya to surh hain aankhein
nahin , main royee nahin hoon... 


Logged
Roja
Guest
«Reply #1 on: June 07, 2009, 11:21:34 AM »
Wow... It is too good. Good work Kashish  Thumbs UP
Logged
diya786
Guest
«Reply #2 on: June 07, 2009, 11:22:41 AM »
Wow... It is too good. Good work Kashish  Thumbs UP


bahut bahut shukriya Roja di
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: June 07, 2009, 11:25:46 AM »
Applause Applause Applause Bahaut achi peshkash hai yeh Kashish di...Bahaut bahaut acha likha hai apne...Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #4 on: June 07, 2009, 11:26:29 AM »
Bahot acha likha hai aapne Kashish ji hamesha ki tarah lajawaab,bahot khoob   Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut bahut shukriya Kaash ji
aapne waqt diya  aur pasand kiya
Logged
diya786
Guest
«Reply #5 on: June 07, 2009, 11:27:32 AM »
Applause Applause Applause Bahaut achi peshkash hai yeh Kashish di...Bahaut bahaut acha likha hai apne...Applause

Bahut bahut shukriya Rahim Bhai
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: June 07, 2009, 11:47:14 AM »
bahut bahut shukriya Roja di


Welcome dear  Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 07, 2009, 12:55:52 PM »
Jaane kyun meri aankhon ka kaajal
ab phaelta jaa raha hai
rehta to pehle bhi tha in aankhon mein
nahin, main royee nahin hoon...

Jaante ho na mausam ke is rukh ko
khushk ho jaata hai sab kuch
mere bhi hoth hain sookhe
nahin, main royee nahin hoon...

Dekh kar andekha kar do yeh aanchal
zara paani se bheeg gaya hai
jaane do,bhool bhi jaao
nahin, main royee nahin hoon...

Kahan pareshaan hoon main
bas aise hi khamosh hoon main
dil mein koi baat bhi nahin
nahin,royee nahin hoon main...

Bahut tez tha hawa ka woh jhonka
le aaya tha kuch tinke saath mein
ek chubh gaya to surh hain aankhein
nahin , main royee nahin hoon... 




Subhan Allah, Subhan Allah,.
Really Bohat Touching Likha Hai Kashish Ji, Aapne,.
Bohat Achche Yunhi LIkhte Rahiye,.
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #8 on: June 07, 2009, 01:32:54 PM »
Jaane kyun meri aankhon ka kaajal
ab phaelta jaa raha hai
rehta to pehle bhi tha in aankhon mein
nahin, main royee nahin hoon...

Jaante ho na mausam ke is rukh ko
khushk ho jaata hai sab kuch
mere bhi hoth hain sookhe
nahin, main royee nahin hoon...

Dekh kar andekha kar do yeh aanchal
zara paani se bheeg gaya hai
jaane do,bhool bhi jaao
nahin, main royee nahin hoon...

Kahan pareshaan hoon main
bas aise hi khamosh hoon main
dil mein koi baat bhi nahin
nahin,royee nahin hoon main...

Bahut tez tha hawa ka woh jhonka
le aaya tha kuch tinke saath mein
ek chubh gaya to surh hain aankhein
nahin , main royee nahin hoon... 


Kashish ji!

Dard-e-baatinee ko dilkash tasweeraat-e-tasawwuraat key zariye bakhoobee halkey-phulkey paayedaar alfaaz mein bayaan kiyaa gayaa hai! 'Gadya-kaavya' kaa eik 'sundar' tukrhaa hai, aap kaa kalaam! 
Clapping Smiley

Dard jii leytey hain, pii leytey hain aansoo apney:
Taa ki wo pur-sukoon neend leyn, deykheyn sapney!
Raaz paaindah hai koyee, kaheen gahraayee mein;
Aur, chupchaap, ham rawaan hain, khushee sey khapney!!

              - abd bundeli


Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 07, 2009, 02:38:49 PM »
bahut Bahut Khoob Kashish!!!

Bahut Acha Likha Hai Aapne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #10 on: June 07, 2009, 05:47:29 PM »
Jaane kyun meri aankhon ka kaajal
ab phaelta jaa raha hai
rehta to pehle bhi tha in aankhon mein
nahin, main royee nahin hoon...

Jaante ho na mausam ke is rukh ko
khushk ho jaata hai sab kuch
mere bhi hoth hain sookhe
nahin, main royee nahin hoon...

Dekh kar andekha kar do yeh aanchal
zara paani se bheeg gaya hai
jaane do,bhool bhi jaao
nahin, main royee nahin hoon...

Kahan pareshaan hoon main
bas aise hi khamosh hoon main
dil mein koi baat bhi nahin
nahin,royee nahin hoon main...

Bahut tez tha hawa ka woh jhonka
le aaya tha kuch tinke saath mein
ek chubh gaya to surh hain aankhein
nahin , main royee nahin hoon... 





Aaye Haye.. Kashish Dear.. Kitna Dard Hai Is Rachna Me.. 3 baar Padhi hai Maine abhi aapki yeh Rachna.. Itni khubsoorati se Likhi hai aapne.. !!!

Taareef Me Kya Likhun dear.. lafz nahi mil rahe Hain..!! Bassss itna kahunga ki Dil ko chhoo gai aapki yeh Rachna.. Great Words & Great Work.. Applause Applause



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


**~** Mann **~**
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: June 07, 2009, 05:51:37 PM »
Jaane kyun meri aankhon ka kaajal
ab phaelta jaa raha hai
rehta to pehle bhi tha in aankhon mein
nahin, main royee nahin hoon...

Jaante ho na mausam ke is rukh ko
khushk ho jaata hai sab kuch
mere bhi hoth hain sookhe
nahin, main royee nahin hoon...

Dekh kar andekha kar do yeh aanchal
zara paani se bheeg gaya hai
jaane do,bhool bhi jaao
nahin, main royee nahin hoon...

Kahan pareshaan hoon main
bas aise hi khamosh hoon main
dil mein koi baat bhi nahin
nahin,royee nahin hoon main...

Bahut tez tha hawa ka woh jhonka
le aaya tha kuch tinke saath mein
ek chubh gaya to surh hain aankhein
nahin , main royee nahin hoon... 




Waah...Bohot Khoob dear.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: June 08, 2009, 06:51:24 AM »
bahut bahut khoob kashish ji
 Applause Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #13 on: June 10, 2009, 10:53:44 AM »
Subhan Allah, Subhan Allah,.
Really Bohat Touching Likha Hai Kashish Ji, Aapne,.
Bohat Achche Yunhi LIkhte Rahiye,.

shukriya Azeem
jo aapne waqt diya....
notworthy
Logged
diya786
Guest
«Reply #14 on: June 10, 2009, 10:57:10 AM »
Kashish ji!

Dard-e-baatinee ko dilkash tasweeraat-e-tasawwuraat key zariye bakhoobee halkey-phulkey paayedaar alfaaz mein bayaan kiyaa gayaa hai! 'Gadya-kaavya' kaa eik 'sundar' tukrhaa hai, aap kaa kalaam! 
Clapping Smiley

Dard jii leytey hain, pii leytey hain aansoo apney:
Taa ki wo pur-sukoon neend leyn, deykheyn sapney!
Raaz paaindah hai koyee, kaheen gahraayee mein;
Aur, chupchaap, ham rawaan hain, khushee sey khapney!!

              - abd bundeli





Bahut bahut shukriya Abd sahab jo aap is thread par aaye
aapne bhi kamaal likha hai....
Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 11:23:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer