**~** PAIGAAM **~**

by _Vicky_ on April 13, 2006, 12:12:54 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Author  (Read 6689 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #15 on: May 01, 2006, 06:16:27 PM »
bahut bahut shukriya POOJA JI... hausla afzai ke liye par jis kalaam ke liye aapne RANJANA JI ki tareef ki hai wo bhi mera hi likha kalaam hai..
par koi baat nahi ..... aaapke hoton se humare kalaam ke liye tareef nikli humare liye to yahi bahut hai... thanx
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil ka paigaam by aqsh in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat ka paigaam.. by nashwani in Miscellaneous Shayri
PAIGAAM........ by Ishq007 in Shayri for Dard -e- Judai
Pyar ka Paigaam ***** by kittoo in Miscellaneous Shayri
MOHABBAT KA PAIGAAM by RUHANI ISHQ in Share:Patriotic Poetry
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: May 02, 2006, 04:18:10 AM »
Good Ones Vicky & Ranjana...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: May 02, 2006, 05:19:39 AM »
Maafi chahti hu Vicky... dhayan se sara msg nahi pada... kaya karu... sharabi ki najar bottal per nahi kitani sharab bachi hai, iss per hoty hai.... aor pooja ki najar sidhi lines per jaati hai... aass pass ki lines per kam......

jaise ki sharabi ki najar, sharab per rahe
bottal ko chor kar, kitani bachi hai is per rahe
waise hi pooja, sidha lines padati hai
aggy pichy kaya likha hai, najarandaaz karati hai!!!

Likha hai apne bahoot hi acha
dil ko yah pasand ayya
ho gai jo humse gustaakhi
uss per sirf, itna hi hai farmaya!!!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #18 on: May 02, 2006, 05:36:14 AM »
bahut bahut shukriya POOJA JI...

Aapke isi andaaz pe to hum mara karte hain,
is tareef ke liye aapka shukriya ada karte hain....
khushnaseebi hai humari, likha pasand kiye aapne,
aapki isi gustakhi ke liye hum shayari kiya karte hain....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #19 on: May 27, 2006, 10:09:19 AM »
Kya pata kab maut ka PAIGAAM aa jaye,
zindgi ki aakhri kab, shaam ho jaye......
main to dhoondta hoon aise mauke e-doshon,
ki meri zindgi bhi kisi ke kaam aa jaye.......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 27, 2006, 11:09:49 AM »
Nice One Vicky Bhai,...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #21 on: May 29, 2006, 10:32:42 AM »
shukriya JAANASHEEN BHAI......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: May 29, 2006, 10:54:17 PM »
Quote from: "vicky AKELA"
bahut bahut shukriya POOJA JI...

Aapke isi andaaz pe to hum mara karte hain,
is tareef ke liye aapka shukriya ada karte hain....
khushnaseebi hai humari, likha pasand kiye aapne,
aapki isi gustakhi ke liye hum shayari kiya karte hain....


padty rahegy issi tarah, app likhty jaaye
gustakhi na hogi ab se, itna bhi bata jaaye
waqat ki rahti hai tangi, her kalam pad nahi paati
magar kuch hai dost aise, jinko mai padne hu atti
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: May 30, 2006, 11:46:58 AM »
Ur Welcome Bhai,..

Bewafaai Ka Usne Mujhpar Ilzaam De Gaya,..
Mujhe Dard-e-Gham Ka Inaam Degaya...
Main Har Pal Yaad Karke Jeete Tha Use,..
Jaate Waqt Usne Hi Mujhe Bhoolne Ka Paigaam De Gaya.,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #24 on: May 31, 2006, 10:09:42 AM »
bahut khoob likha hai JAANASHEEN BHAI.......
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #25 on: May 31, 2006, 10:19:10 AM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "vicky AKELA"
bahut bahut shukriya POOJA JI...

Aapke isi andaaz pe to hum mara karte hain,
is tareef ke liye aapka shukriya ada karte hain....
khushnaseebi hai humari, likha pasand kiye aapne,
aapki isi gustakhi ke liye hum shayari kiya karte hain....


padty rahegy issi tarah, app likhty jaaye
gustakhi na hogi ab se, itna bhi bata jaaye
waqat ki rahti hai tangi, her kalam pad nahi paati
magar kuch hai dost aise, jinko mai padne hu atti


KYA BAAT HAI POOJA JI........

Kalaam pasand kiya aapne, shukriya ada karta hoon,
aapki hi shaan me chale yeh kalam, yehi dua karta hoon......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: June 01, 2006, 06:59:35 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob likha hai JAANASHEEN BHAI.......

Shukriya Bhai,...
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #27 on: June 01, 2006, 01:44:44 PM »
Yeh mana main kabil nahi hoon teri mohabbat ke,
bura kya hai jo is dil ki, veerani mujhe de do.......
wo dil jo maine manga tha, gairon ne paya hai,
dil na sahi e-haseen, apni pareshaniyan to mujhe de do......
Logged
Anushka
Guest
«Reply #28 on: June 01, 2006, 09:45:23 PM »
Quote from: "vicky AKELA"
CHITRA JI.... this is specialy for  you...
dil se padiyega...............................

Kal sham se ek paigam ne, humko bahut sataya hai,
mery sanam ne khud apni shadi ka paigam jo bhijwaya hai......

khwab mere, khwab ban kar hi raha gaye meri aakhon main,
aangan ko ashqon se humne, apne bahut sajaya hai.........

socha tha ek din, wo meri dulhan ban kar aayegi,
dulhan to ban rahi hai wo, par koi aur lene use aaya hai........

hum to AKELE the, AKELE hain, AKELE hi raha jayenge,
khushiyan jo meri thi, aaj usi ne dil mera dukhaya hai......

jab jana hi tha, to kyun usne raaton ka khwab sajaya tha,
sikhaya tha jisne hans-na, usi ne aaj humko rulaya hai.......

mery muradon ki raat, wo kisi aur ke sath bitayegi,
hum manayenge matam, ab ghamo ka hum par saya hai........

tu khush rahe aabad rahe, jaye kahin par bhi tu,
teri khusi se hi khush hoon, humne to sath nibhaya hai.........

ummeed hai, gar mar gaye hum, tum jaroor aaogi,
laal jode se tune aaj, kafan jo mera banaya hai.......

ja kar uske paas, khuda se phir tujhko hi mangenge,
milenge agle janam main phir, ab yeh armaan jagaya hai.......

KAL SHAM SE EK PAIGAM NE, HUMKO BAHUT SATAYA HAI,
MERE SANAM NE KHUD APNI SHADI KA PAIGAM JO BHIJWAYA HAI......


VICKYJI.. bahut hi dard hai ismeh...

Koi vada nehi phir bhi apka intazaar hai
aapki bewafai kay bavajood .. phir bhi aapsay pyaar hai
Teray cheray ki udasi gavahii deti hai ..
kay mujsa bewafai karkay tu bhi to bekarar hai....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: June 03, 2006, 08:52:01 AM »
Bahoot Acha Likha hai App Dono Ne,..
Vicky Bhai And Anushka Sis,..

Nigaahein Milakar Kiya Dil Ko Zakhmi,..
Adaaein Dikhakar Sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaaon Ka Bhi Kya Khoob Badla Diya Hai,..
Taradpta Hua Chordkar Jaa Rahe Ho,..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 02:22:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.222 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer