**~** PAIGAAM **~**

by _Vicky_ on April 13, 2006, 12:12:54 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
Print
Author  (Read 6704 times)
Pankhuri2
Guest
«Reply #30 on: June 03, 2006, 09:27:32 AM »
bahoot khoob vicky, anu and jsheen ji!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil ka paigaam by aqsh in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat ka paigaam.. by nashwani in Miscellaneous Shayri
PAIGAAM........ by Ishq007 in Shayri for Dard -e- Judai
Pyar ka Paigaam ***** by kittoo in Miscellaneous Shayri
MOHABBAT KA PAIGAAM by RUHANI ISHQ in Share:Patriotic Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: June 03, 2006, 10:21:01 AM »
Shukriya Pankhuri Ji,..
App Kuch Likh Dete To Hum Kuch Seekh Sakte,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #32 on: June 03, 2006, 12:48:57 PM »
shukriya POOJA JI aur ANUSHKA JI.. ..........

bahut khoob likha hai aapne AZEEM BHAI aur ANUSHKA JI...............
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #33 on: June 03, 2006, 12:52:51 PM »
Khud ki khatir na zamane ke liye zinda hoon,
karz mohabbat ka chukane ke liye zinda hoon....
kise hai fursat to mere zakhm gine, baat sune,
main to aag hoon, aur jalne ke liye zinda hoon....
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #34 on: June 03, 2006, 05:42:08 PM »
bohot ache vicky ji....

pehle jalte rahe unki mohababt me aise,
ke judai ke khayal se darr lagta tha,
aaj judai ke mausam me muskurane lage hum yuh,
jaise unka humare dil me na koi basar lagta tha!
Logged
Anushka
Guest
«Reply #35 on: June 03, 2006, 11:47:53 PM »
Quote from: "Meena is back"
bohot ache vicky ji....

pehle jalte rahe unki mohababt me aise,
ke judai ke khayal se darr lagta tha,
aaj judai ke mausam me muskurane lage hum yuh,
jaise unka humare dil me na koi basar lagta tha!


Bahut khubsuraat likha hai aap sabnay....

Main bhool jaaoon tumhain ye hi munaasib hai
Magar bhulana bhi chahoon to kistarah bhooloon
Ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khwaab nahi
Yahan to dil ka ye aalaam hai ke kia kahoon kambakht
Bhula saka na ye wo silsila jo tha hi nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: June 04, 2006, 06:13:03 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
Khud ki khatir na zamane ke liye zinda hoon,
karz mohabbat ka chukane ke liye zinda hoon....
kise hai fursat to mere zakhm gine, baat sune,
main to aag hoon, aur jalne ke liye zinda hoon....


Nice One Vicky Bhai,..

Marna Gawara Tha Mujhe Phir Bhi Gham Uthaane Ke Liye Zinda Hoon,..
Bhool Gaye Wo Meri Mohabbat Ko Unhe Yaad Dilaane Ke Liye Zinda Hoon,..

Waise To Sab Ko Nahi Milti Wafa Is Bedard Zamaane Mein,..
Phir Bhi Main Kisi Se Mohabbat Paane Ke Liye Zinda Hoon,...

Kabhi Na Samajh Na Tum Mujhe Ke Main Ek Toota Taara Hoon,...
Main To Zameen Pe Geer Ke Use Roshan Karne Ke Liye Zinda Hoon,..

_____________________-Azeem-_______________________-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: June 04, 2006, 06:17:26 AM »
Quote from: "Meena is back"
bohot ache vicky ji....

pehle jalte rahe unki mohababt me aise,
ke judai ke khayal se darr lagta tha,
aaj judai ke mausam me muskurane lage hum yuh,
jaise unka humare dil me na koi basar lagta tha!


Bahoot Khoob Likha hai meena Ji Apne,..

Judaai Se Jo Darr Jaaye Wo Mohabbat Kya Kareinge,..
Hum To Judaa Hokar Bhi Tumse Mohabbat Nibhaayeinge,..

Sab Kehte Hain Ki Judaai Ka Gham Sehna Asaan Nahi,..
Tumhare Yaadon Ke Sahare Hum Saare Gham Uthaayeinge,..

Kabhi Na Samajhna Tum Hume Ke Hum Tumse Judaa Hain,..
Awaaz Do Hume Tum Dil se Bhi To Hum Chaleaayeinge,..

__________________-Azeem-_____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: June 04, 2006, 06:18:55 AM »
Quote from: "Anushka"
Quote from: "Meena is back"
bohot ache vicky ji....

pehle jalte rahe unki mohababt me aise,
ke judai ke khayal se darr lagta tha,
aaj judai ke mausam me muskurane lage hum yuh,
jaise unka humare dil me na koi basar lagta tha!


Bahut khubsuraat likha hai aap sabnay....

Main bhool jaaoon tumhain ye hi munaasib hai
Magar bhulana bhi chahoon to kistarah bhooloon
Ke tum to phir bhi haqeeqat ho koi khwaab nahi
Yahan to dil ka ye aalaam hai ke kia kahoon kambakht
Bhula saka na ye wo silsila jo tha hi nahi


Nice One Anushka Ji,..Lage Raho,..
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #39 on: June 05, 2006, 11:59:33 AM »
anushka ji...

shukriya and nice one!!

janasheen bhai ji...

thanx and gud one!!

zindagi me har maud pe humne bas khoya hi hai,
khawbaon ke tukdon ko naummedi ke daag me piroya hi hai,
haan,  aaj darr lagta hai kuch pane ke hume,
ke pa kar bhi humari ankhon ne bas roya hi hai!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: June 07, 2006, 06:01:55 AM »
Quote from: "Meena is back"
anushka ji...

shukriya and nice one!!

janasheen bhai ji...

thanx and gud one!!

zindagi me har maud pe humne bas khoya hi hai,
khawbaon ke tukdon ko naummedi ke daag me piroya hi hai,
haan,  aaj darr lagta hai kuch pane ke hume,
ke pa kar bhi humari ankhon ne bas roya hi hai!


Dil Ki Baaton Ko Izhaar Kehte Hain,..
Jhuki Nigaah Ko Ikraar Kehte Hain,..
Sirf Paane Ka Naam Mohabbat Nahi,..
Kuch Khone Ko Bhi Pyaar Kehte Hain,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #41 on: June 07, 2006, 06:22:18 AM »
bahut khoob MEENA JI, AZEEM BHAI aur  ANUSHKA JI......
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #42 on: June 07, 2006, 06:30:31 AM »
Quote from: "Meena is back"
anushka ji...

shukriya and nice one!!

janasheen bhai ji...

thanx and gud one!!

zindagi me har maud pe humne bas khoya hi hai,
khawbaon ke tukdon ko naummedi ke daag me piroya hi hai,
haan,  aaj darr lagta hai kuch pane ke hume,
ke pa kar bhi humari ankhon ne bas roya hi hai!


nice one MEENA JI.....

Har taraf bas naummedo ka saya hai,
jise bhi dekho wo hi ab paraya hai........
aaj wo bhi chal diye hain muah mod ke,
jinhen humne apne dil me basaya hai....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: June 07, 2006, 07:01:28 AM »
Nice One Vicky Bhai,..
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #44 on: June 07, 2006, 04:00:21 PM »
Quote from: "Jaanasheen"

Dil Ki Baaton Ko Izhaar Kehte Hain,..
Jhuki Nigaah Ko Ikraar Kehte Hain,..
Sirf Paane Ka Naam Mohabbat Nahi,..
Kuch Khone Ko Bhi Pyaar Kehte Hain,..[/b]


Jaanasheen ji...nice reply!!

gar pa kar khote to koi gum na hota,
khali daman ko bhi kismat ne chur kar diya,
boj inka uthate uthate tak gayi "Meena",
zindagi chodne ko sab ne majboor kar diya!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 08:23:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer