phikay rangon ki adat hay

by chitralsony on March 04, 2009, 07:53:30 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1002 times)
chitralsony
Guest
hum to mudat say akaylay hain ehsaas kay angan may
hum ranjgazeeda loagon ko tanha rehnay ki adat hay
gham khowar kisi ko banayain kiya is mehfel may
humko dil may apnay hr raz chophanay ki adat hay
koyi gharaz nahi humko hay koyi kitna haseen
humko khowabon may hi chehron ko sajanay ki adat hay
hain dosst be bayzar hum say dushman ki treh
hr dukh jo hans kr  humko sehnay ki anokhi adat hay
 dhoop musalsal ser pay ho kuch kachay rang orjatay hain
hum dasht may rehnay walon ko phikay rangon ki adat hay
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RANGON KI BARISH by tabassum shakeel in Shayri for Khumar -e- Ishq
Adat by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
RaNgoN meN itnaa farq kiuN hai? by mistufer in Shayri-E-Dard
Rangon Bhari Jawaani by Qais in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
pyaar ke rangoN me roj Nahaya kijiye ... by premdeep in Shayri for Khumar -e- Ishq
smardia
Guest
«Reply #1 on: March 04, 2009, 08:34:28 PM »
achha kalam hai aapka...
AAPKO apnay hr raz chophanay ki adat hay.... Applause Applause Applause
KAB SE LIKH RAHI HAIN AAP....KYA KYA KITNA LIKA HAI AAPNE...
Aapka koi blog....ya pustak....
Holi aa rahi hai gehre khoobsurat chatkile rang lekar..
hum to mudat say akaylay hain ehsaas kay angan may
hum ranjgazeeda loagon ko tanha rehnay ki adat hay
gham khowar kisi ko banayain kiya is mehfel may
humko dil may apnay hr raz chophanay ki adat hay
koyi gharaz nahi humko hay koyi kitna haseen
humko khowabon may hi chehron ko sajanay ki adat hay
hain dosst be bayzar hum say dushman ki treh
hr dukh jo hans kr  humko sehnay ki anokhi adat hay
 dhoop musalsal ser pay ho kuch kachay rang orjatay hain
hum dasht may rehnay walon ko phikay rangon ki adat hay

Logged
chitralsony
Guest
«Reply #2 on: March 04, 2009, 08:51:17 PM »
achha kalam hai aapka...
AAPKO apnay hr raz chophanay ki adat hay.... Applause Applause Applause
KAB SE LIKH RAHI HAIN AAP....KYA KYA KITNA LIKA HAI AAPNE...
Aapka koi blog....ya pustak....
Holi aa rahi hai gehre khoobsurat chatkile rang lekar..
lafz bun kay ehsaas ko shyri ki zuban di hai
        ab bala ehsaas ka to paymana hi nahi to kiya takhmeena lagawon kay kiya likha aur kitna likha
       
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: March 05, 2009, 10:14:07 AM »
Bohat khoob chitral.......
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: March 05, 2009, 01:31:01 PM »
Bohot Khoob Taiba Ji
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #5 on: March 05, 2009, 02:16:20 PM »
Bohat khoob chitral.......
thank u ghayel ji
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #6 on: March 05, 2009, 02:16:56 PM »
Bohot Khoob Taiba Ji
thank u sweet sister
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #7 on: March 05, 2009, 02:57:34 PM »


waah waah Taiba Ji behad acha likha hai aapne.... Clapping Smiley Clapping Smiley

pehla aur 2nd last sher bahot acha laga ...
thank u so much kaash ji app nay mehsoos kiya ,GOD bless u
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #8 on: March 05, 2009, 03:56:11 PM »
Toiba Ji bahut Khoob


hum to mudat say akaylay hain ehsaas kay angan may
hum ranjgazeeda loagon ko tanha rehnay ki adat hay
gham khowar kisi ko banayain kiya is mehfel may
humko dil may apnay hr raz chophanay ki adat hay
koyi gharaz nahi humko hay koyi kitna haseen
humko khowabon may hi chehron ko sajanay ki adat hay
hain dosst be bayzar hum say dushman ki treh
hr dukh jo hans kr  humko sehnay ki anokhi adat hay
 dhoop musalsal ser pay ho kuch kachay rang orjatay hain
hum dasht may rehnay walon ko phikay rangon ki adat hay

   



Aakhri shair bahut umda hai

Ho kitni kadi dhoop rang lahu ka badalta hi nahin
yeh baat hai juda, sitam uthane ki teri aadat hai

Shukria



javed
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #9 on: March 05, 2009, 06:16:30 PM »
Toiba Ji bahut Khoob

   



Aakhri shair bahut umda hai

Ho kitni kadi dhoop rang lahu ka badalta hi nahin
yeh baat hai juda, sitam uthane ki teri aadat hai

Shukria



javed
bhot khob javed ji and thank u so much app nay hosala afzayi ki,GOD Bless u
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 07:01:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer