Rishte Toot Kar Bhi Juude Rehte Hai "Khwaish"

by khwaish on March 12, 2012, 10:48:13 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2216 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Yaar Ne Jad Phool Maareya
Meri Rooh Falak Tak Royi
Logaan De Pathara Di
Mainu Peed Zara Vi Naa Hoyi....

Jab Mere yaar ne mujhe sirf phool phenk kar maara
to meri Rooh  Aasman Tak Jaakar Ro Padi
Jabki Mujhe Auron Ke Phenke Hue Patharo Ki Chot Ne
Koi dard Bhi Naa Diya.....



Zara Si Baat Par Barso Ke Yaarane Gaye
Shukar Hai Kuch Dost Waqt Par Pehchane gaye

Kuch Na Tum Keh Sake,Kuch Na Hum Keh Sake
Alag-Alag Raah Mein Jaise Do Anjaane Gaye

Khatawaar kaun Tha!!!! yeh Jaankar Ab Kya Haasil!!!!
Ghamand Ke Nashe Mein Bas Do Deewane Gaye.

Ab Jahan Par Bhi Milo, Haath Zaroor Milaya karo..!!!!
Do Dost Kabhi To Saath The,Chaahe Ab Woh Zamane gaye

Khud-ba-khud Kuch Guzre Hue Pal Humse Aakar Milenge Zarur
Chaahe laakh Baar Hum Aansuon Ko Palkon Mein Chupane Gaye

"Khwaish" Kuch Rishte Tootkar Bhi Juude Rehte Hai..!!!!
Dard Rakh Kar Dil Mein Kyon Hum Muskuraane Gaye

                     ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
khujli
Guest
«Reply #1 on: March 12, 2012, 10:53:53 AM »
Yaar Ne Jad Phool Maareya
Meri Rooh Falak Tak Royi
Logaan De Pathara Di
Mainu Peed Zara Vi Naa Hoyi....

Jab Mere yaar ne mujhe sirf phool phenk kar maara
to meri Rooh  Aasman Tak Jaakar Ro Padi
Jabki Mujhe Auron Ke Phenke Hue Patharo Ki Chot Ne
Koi dard Bhi Naa Diya.....



Zara Si Baat Par Barso Ke Yaarane Gaye
Shukar Hai Kuch Dost Waqt Par Pehchane gaye

Kuch Na Tum Keh Sake,Kuch Na Hum Keh Sake
Alag-Alag Raah Mein Jaise Do Anjaane Gaye

Khatawaar kaun Tha!!!! yeh Jaankar Ab Kya Haasil!!!!
Ghuroor Ke Nashe Mein Bas Do Deewane Gaye.

Ab Jahan Par Bhi Milo, Haath Zaroor Milaya karo..!!!!
Do Dost Kabhi To Saath The,Chaahe Ab Woh Zamane gaye

Khud-ba-khud Kuch Guzre Hue Pal Humse Aakar Milenge Zarur
phir kyon   Aansuon Ko Palkon Mein Chupane Gaye[/b]

"Khwaish" Kuch Rishte Tootkar Bhi Juude Rehte Hai..!!!!
Dard Rakh Kar Dil Mein Kyon Hum Muskuraane Gaye

                     ~~~~~Khwaish~~~~~


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: March 12, 2012, 10:57:42 AM »
 Applause Applause Bahut khoob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: March 12, 2012, 10:59:45 AM »
Khwaish ji, Bahut khoob.Bahut achhe, pur-dard jazbaat
aur tajrubaat se pur ashaar se nawaaza hai.Mubarak ho.
                                                - Hasan
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: March 12, 2012, 11:25:40 AM »
Yaar Ne Jad Phool Maareya
Meri Rooh Falak Tak Royi
Logaan De Pathara Di
Mainu Peed Zara Vi Naa Hoyi....

Jab Mere yaar ne mujhe sirf phool phenk kar maara
to meri Rooh  Aasman Tak Jaakar Ro Padi
Jabki Mujhe Auron Ke Phenke Hue Patharo Ki Chot Ne
Koi dard Bhi Naa Diya.....



Zara Si Baat Par Barso Ke Yaarane Gaye
Shukar Hai Kuch Dost Waqt Par Pehchane gaye  Applause Applause Applause

Kuch Na Tum Keh Sake,Kuch Na Hum Keh Sake
Alag-Alag Raah Mein Jaise Do Anjaane Gaye   Applause Applause Applause

Khatawaar kaun Tha!!!! yeh Jaankar Ab Kya Haasil!!!!
Ghamand Ke Nashe Mein Bas Do Deewane Gaye.  Applause Applause Applause

Ab Jahan Par Bhi Milo, Haath Zaroor Milaya karo..!!!!
Do Dost Kabhi To Saath The,Chaahe Ab Woh Zamane gaye  Applause Applause Applause

Khud-ba-khud Kuch Guzre Hue Pal Humse Aakar Milenge Zarur
Chaahe laakh Baar Hum Aansuon Ko Palkon Mein Chupane Gaye  Applause Applause Applause

"Khwaish" Kuch Rishte Tootkar Bhi Juude Rehte Hai..!!!!
Dard Rakh Kar Dil Mein Kyon Hum Muskuraane Gaye  Applause Applause Applause Applause Applause

                     ~~~~~Khwaish~~~~~

Kya baat hai khwaish ji

aaj itna dard..kuch to hai jaroor jiski vajah se ye behatreen kalaam saamney aayi hai..
Bahut bahut khoob..  Applause Applause
dard rahta hai dil me, par mukarana laajimi hai
aankho ke saamne se na jaane kitne fasaane gaye
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #5 on: March 12, 2012, 11:39:40 AM »
"Yaar Ne Jad Phool Maareya
Meri Rooh Falak Tak Royi
Logaan De Pathara Di
Mainu Peed Zara Vi Naa Hoyi."


great poetry khwaish bhai.... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Thumbs UP Thumbs UP
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #6 on: March 12, 2012, 04:02:29 PM »
Yaar Ne Jad Phool Maareya
Meri Rooh Falak Tak Royi
Logaan De Pathara Di
Mainu Peed Zara Vi Naa Hoyi....

Jab Mere yaar ne mujhe sirf phool phenk kar maara
to meri Rooh  Aasman Tak Jaakar Ro Padi
Jabki Mujhe Auron Ke Phenke Hue Patharo Ki Chot Ne
Koi dard Bhi Naa Diya.....



Zara Si Baat Par Barso Ke Yaarane Gaye
Shukar Hai Kuch Dost Waqt Par Pehchane gaye

Kuch Na Tum Keh Sake,Kuch Na Hum Keh Sake
Alag-Alag Raah Mein Jaise Do Anjaane Gaye

Khatawaar kaun Tha!!!! yeh Jaankar Ab Kya Haasil!!!!
Ghamand Ke Nashe Mein Bas Do Deewane Gaye.

Ab Jahan Par Bhi Milo, Haath Zaroor Milaya karo..!!!!
Do Dost Kabhi To Saath The,Chaahe Ab Woh Zamane gaye

Khud-ba-khud Kuch Guzre Hue Pal Humse Aakar Milenge Zarur
Chaahe laakh Baar Hum Aansuon Ko Palkon Mein Chupane Gaye

"Khwaish" Kuch Rishte Tootkar Bhi Juude Rehte Hai..!!!!
Dard Rakh Kar Dil Mein Kyon Hum Muskuraane Gaye

                     ~~~~~Khwaish~~~~~


Waaaaaaaaaaaaah! Waaaaaaaaaaaaah! Khwaish ji,behtareen kalaam.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 12, 2012, 04:14:50 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile


Qalb Ji Aapke Sujhaau Ka Aur Aapke Waqt Ke Liye ABahut Bahut Shukriya... icon_flower icon_flower
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: March 12, 2012, 06:21:46 PM »
bahott bahott khoob Khawaish ji--
ache aur behtareen ehsaason ko alfaaz die hain aapne
daad kubul karen

khus rahen
muskurate rahen
Logged
raajaindra
Guest
«Reply #9 on: March 12, 2012, 06:53:10 PM »
Yaar Ne Jad Phool Maareya
Meri Rooh Falak Tak Royi
Logaan De Pathara Di
Mainu Peed Zara Vi Naa Hoyi....

Jab Mere yaar ne mujhe sirf phool phenk kar maara
to meri Rooh  Aasman Tak Jaakar Ro Padi
Jabki Mujhe Auron Ke Phenke Hue Patharo Ki Chot Ne
Koi dard Bhi Naa Diya.....



Zara Si Baat Par Barso Ke Yaarane Gaye
Shukar Hai Kuch Dost Waqt Par Pehchane gaye

Kuch Na Tum Keh Sake,Kuch Na Hum Keh Sake
Alag-Alag Raah Mein Jaise Do Anjaane Gaye

Khatawaar kaun Tha!!!! yeh Jaankar Ab Kya Haasil!!!!
Ghamand Ke Nashe Mein Bas Do Deewane Gaye.

Ab Jahan Par Bhi Milo, Haath Zaroor Milaya karo..!!!!
Do Dost Kabhi To Saath The,Chaahe Ab Woh Zamane gaye

Khud-ba-khud Kuch Guzre Hue Pal Humse Aakar Milenge Zarur
Chaahe laakh Baar Hum Aansuon Ko Palkon Mein Chupane Gaye

"Khwaish" Kuch Rishte Tootkar Bhi Juude Rehte Hai..!!!!
Dard Rakh Kar Dil Mein Kyon Hum Muskuraane Gaye

                     ~~~~~Khwaish~~~~~


Wah Khwahis ji... bahut khuoobbbb.... likhte rahiye....
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: March 12, 2012, 08:52:20 PM »
Jab bhi dard pe likhte ho, dil mehsoos karta hai uss nazm ko..
Main 'speechless' hojata hoon dost..
Wah Wah Wah Wah..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: March 12, 2012, 08:56:08 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #12 on: March 13, 2012, 03:35:15 AM »
bahut khub khwaishji...

 Applause Applause Applause
Logged
pawan16
Guest
«Reply #13 on: March 13, 2012, 12:58:40 PM »
वाह !वाह! वाह !!!!!!!!!!!!!!!!!!!...............
{
उनका दिल तडपता रहा,हमारा दिल भी तडपता रहा,
मिले हुये ना जाने कितने जमाने गये,
बादल बनकर हम गरजते रहे,
पर कभी ना मिलने के उनके बहाने गये,
कितने मोसम बदल गये,
हम थे कभी साथ,  अपने दिल से उनके तराने ना गये}
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 13, 2012, 02:48:05 PM »
Applause Applause Bahut khoob

Aapka Bahut Bahut Shukriya Saheb icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 04:09:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer