| 
			| 
					
						| badnaam_shayar 
								Guest
 | Maine toh tha bas tumhe Chaha......Paa lete tumhe toh kuch aur baat hoti.......
 
 Na Sujate hum apni yeh aankhein......
 Na hee aaj Tanha hamari Raat hoti......
 
 Kon Samjhega Dard mera......
 Aakhir Kiske Jaam me Nashe ki Saugaat hogi......
 
 Lamha Lamha Zindagi ka yoon hee beet raha hai mera.......
 Na jaane tum hote agar aaj toh kya aur baat hoti.......
 
 Madham Madham katta hai Dinn mera......
 Jab Suraj pehenta hai nafrat ka jalta Sehra......
 
 Bewafa Chand bhi Nahi dikhta uske Dard ki Jalan me......
 Raat ko Timtimate taare bhi hote hai Shareek inn Dono ke milan me.......
 
 Pyar na sahi Dost bana ke Azmaa liya hota hume......
 Ab Ulfat hai ghadi chaayi isse accha Intezaar me apne tadpa liya hota hume........
 
 Na hee hai yeh Dard na hee WaQt ki chaya hai......
 Yeh hai Jalan mere Seene ki isi me pala mera SaYa hai.......!!!!!!!!
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| badnaam_shayar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #1 on: June 15, 2006, 09:40:42 AM »  |  | 
 Dil Jala dekh mera meri Sanam thoda muskuraye.....Paas aaye meri Laash ke or mujhe choona chaahe.....
 
 Kambhakht ko Raakh kar dete hum bhi jo woh Laash meri choo lete......
 Karke use bhi KHaak Mahobbat me apni bararabr Kabr nazar kar dete......
 
 Kyu nahi Samajh pata inn Baton ko yeh bedard jamana......
 Ziddi Jindagi se ladke haar jaao jab iss Manzil-e-Kabristaan aana......
 
 Hai aaj itna Dard ke Seene pe khud waar karne ko jee karta hai......
 Nahi Talwaar pe Dhaar nahi toh kambhakt khud ko kaatne ko jee karta hai.....!!!!!!!
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Naya_Daur 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: June 15, 2006, 09:41:40 AM »  |  | 
 wah kya baat hai Gaurav ,. fantastic Bro |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ranjana 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: June 15, 2006, 09:42:18 AM »  |  | 
 bahut khub Gaurav.........
 apne gum ka mujhe kahan gum hai
 teri har khushi mere liye ahem hai
 
 jal raha hat mera dil kisi aag mein toh kya hua
 tere dil ki aag toh ab mere pyaar ki aanch mein kam hai
 
 sakun paaynge hum kahan yeh kya bataye tujhko
 aaj mere seene main bhi hai jalan aur kuch tera reahmo-karm hai
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| badnaam_shayar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: June 15, 2006, 09:43:54 AM »  |  | 
 Thnx Jeet Bro   |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| badnaam_shayar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: June 15, 2006, 09:45:55 AM »  |  | 
 bahut khub Gaurav.........
 apne gum ka mujhe kahan gum hai
 teri har khushi mere liye ahem hai
 
 jal raha hat mera dil kisi aag mein toh kya hua
 tere dil ki aag toh ab mere pyaar ki aanch mein kam hai
 
 sakun paaynge hum kahan yeh kya bataye tujhko
 aaj mere seene main bhi hai jalan aur kuch tera reahmo-karm hai
 Gud Job Ranju |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ranjana 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: June 15, 2006, 09:48:31 AM »  |  | 
 aaj mere daag unko nazar nahi aatejaane kya baat hai ab woh hum per apne karm nahi farmaate
 
 kiya thaa kabhi hamne pyaar unse tut kar
 aaj woh hamko nazar bhar ke dekhne bhi nahi aate
 
 jal rahe hain hum yahan ek shama ki tarah
 aaj woh hum per parwane ki taharh jalane bhi nahi aate
 
 waqt badal gaya hai aaj kuch is taraha
 kyu  fir se woh  gujare hue zamaane nahi aate
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| badnaam_shayar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: June 15, 2006, 09:50:30 AM »  |  | 
 Aao hum apne Dard ki kare Numayish......Dekh ke jo Chup gay meri Sanam bewafa uski kuch kare Sifarish......
 
 Dil na sahi toh Ashiane me mere basar kia hota......
 Kya hua jo tha mein Gareeb tha kya mera Dil bhi tha Chota......
 
 Na utha sakogi tum Nazre uss Mukaam par hume paogi......
 Dard hai mere saath par Tum na kabhi Dard bhi apna jhel paogi......
 
 De Khuda tumhe harr Khushi main yeh Dua karta hu.....
 Par Saath me ho Dard ka ehsaas yeh Baddua karta hu.......!!!!!!!!!
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Naya_Daur 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: June 15, 2006, 09:51:47 AM »  |  | 
 kya kare koi phool agaruski khusbu hi saath chord jaye
 
 kisski pooja phir insaan kare
 jab khuda hi uska ilzam de jaye
 
 kaise naache koi morr
 jab badal baraasne se inkaar kar jaye
 
 kya kare koi basant ki bahaar ka
 jab dilbaar hi uska be-vajah ruth jaye
 
 kisse dikhaye JEET aapne seene ki jalan
 jab uski **** hi usse bewaffa bataye ...!!!
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| badnaam_shayar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: June 15, 2006, 09:53:14 AM »  |  | 
 Wah kya baat hai Suagat hai Ranju and Jeet mere Dard ki mehfil me :D |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Naya_Daur 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: June 15, 2006, 09:54:27 AM »  |  | 
 maloom pardta hai ki Ajj Yoindia Dard ki mehfil sajjane par tulla hai ... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ranjana 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: June 15, 2006, 09:56:29 AM »  |  | 
 aaj bhi dil sulag uthata hai tere diye dard sekahi aaj se fir teri awaz aayi hai......
 
 meri jindgai ne badle hain kai rukh
 aaj fir se mujhe jindagi kuch samjhane aayi hai
 
 main toh hun dubata sitara teri mohabbat ka
 kya tune ab tak mujhe rulane ki kasam khayi hai
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| badnaam_shayar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: June 15, 2006, 09:56:54 AM »  |  | 
 Kya hua jo main Dard me apne sada Muskurata raha.....Dard tha mujhe andar hee andar aur woh mera Seena jalata raha.....
 
 Kuch hai jaise Zindagi me adhoora...door thi woh aur main use bulata raha.....
 Na suni kisi ne bhi Awaaz meri...sab chale gaye kisi ke sung....aur mein Pyar ke liye tarasta raha......
 
 Koi baat nahi apne AshQ dekh paana bhi koi Choti baat nahi......
 Hai aaj Hawa bhi Gul kya hua jo mehekti meri Zindagi nahi.......!!!!!!!
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Naya_Daur 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: June 15, 2006, 10:01:25 AM »  |  | 
 Ranj-o-Gum hai ajj itna ki ajj apne lafzon par lagaam nahidil ro raha hai kissi ki yaad mein,kissi se abb mujhe sarokar nahi
 matt rok mujhe eh mere dost,beh jaane de anson mere in lafzon mein
 pyaar ki iss bazi mein,mere liye ajj,na JEET sahi na Na Haar Sahi..!!![/color]
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ranjana 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: June 15, 2006, 10:02:27 AM »  |  | 
 har kisi ka dil hain yahan dard mein duba huahar kisi ka  dard hai yahan nasur banata hua
 
 kisko yahan samajhane jaaye yahaan
 har shakhs hai yahan bemout marta hua
 
 dekhe hain hamne har aankh main aansu
 aaj lagta hai mujhe har koi dard mein tarpata hua
 
 sitaare tute bhi toh hum usko dekh lenge hanste hue
 per kaise dekh paaynge dil kisi ka tutata hua.........
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |