Teri Bewafayi __________ {Angel}

by angel4u on June 01, 2009, 06:00:53 PM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 3810 times)
angel4u
Guest

Teri Bewafayi Ki Kya Misaal Doon Paas Mere Koi Lafz Nahi Hai,
Rulake Meri Rooh Ko, Muskurane Mein Tujhe Koi Aitraaz Nahi Hai,

Har Mod Pe Thokar Kha Ke Bhi Tere Saath Chalte Gaye Ye Qadam,
Pata Bhi Tha Inko Is Raah Ki Koi Manzil, Koi Shaamyana Nahi Hai,


Dhadkano Ka Shor Gunjta Hai To Khalal Padti Hai Meri Tanhaiyon Mein,
Kaise Bardasht Karun, In Mein Teri Dhadkano Ka Nagma Ab Shaamil Nahi Hai,

Ye Phoolon Ki Rutt, Ye Bahaar, Ye Patte, Lagte Hai Na-Maayne Mujhe,
In Waadiyon Mein Jo Mehek Sake Teri Wafa Ki Ab Mehek Nahi Hai,


Chheen Li Tune Meri Aakhri Muskurahat Bhi Ruswayi Meri Karke,
Ankhon Ke Ghar Ko AshQon Se Kiya Khali, Inhone Tujhe Maaf Kiya Nahi Hai,

Raat Ki Khaamoshiyon Ko Bana Di Hai Tune Kyon Ab Aadat Meri,
Chubho Raha Hai Meri Saanson Ko Apni Chandni, Chaand Ab Pehle Sa Nahi Hai,


Na Aana Meri Maiyyat Pe, Mera Qafan Kaamp Uthega Teri Maujudgi Se,
Mere Hisse Ki Khushiyan Mile Tujhe, Lab Pe Ab Koi Baddua Bhi Nahi Hai,

Teri Bewafa Rooh Ka Saaya Jo Padega Meri Qabr Bhi Sisak Uthegi,
Dard Ye Aakhri Sehne Ka Ab Is Bejaan Jism Mein Hausla Bhi Nahi Hai...

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

  tearyeyed tearyeyed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
___Aab Tu Adat Si Hai __________ by fakharenaveed in Shayeri for Dard -e- Bewafai
:-:-:-: Teri Bewafayi :-:-:-: by angel4u in Shayri-E-Dard
Teri Bewafayi Dhoond Raha Hoon Main by angel4u in Shayri-E-Dard
~*~*~*~Teri Dulhan~*~*~*~______ {Angel} by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Kuch idhar udhar ki bateen __________ ROY by roy in Miscellaneous Shayri
Talat
Guest
«Reply #1 on: June 01, 2009, 06:07:24 PM »
Ufff...kitna dard hai.........!!!

 Applause Applause Applause

Bohot Khoob Angel
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: June 01, 2009, 06:08:37 PM »
Thank You sooo much Talat  tearyeyed tearyeyed
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #3 on: June 01, 2009, 06:20:02 PM »
Huzena,

Itna dard bhara kalam kyun likha sad5
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 01, 2009, 06:20:42 PM »
Iss Nazm Ka Har Lafz Apne Hisse Ki Zindagi jee Raha Tha..Itna dard Tha Iss Nazm Mein Ke Kya Kahoon!!!

Bahut Bahut Bahut Khoob Angel!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
angel4u
Guest
«Reply #5 on: June 01, 2009, 06:21:28 PM »
Huzena,

Itna dard bhara kalam kyun likha sad5

Aise hi bhaiya.. Bas aaj mann kiya..........
Logged
angel4u
Guest
«Reply #6 on: June 01, 2009, 06:22:23 PM »
Iss Nazm Ka Har Lafz Apne Hisse Ki Zindagi jee Raha Tha..Itna dard Tha Iss Nazm Mein Ke Kya Kahoon!!!

Bahut Bahut Bahut Khoob Angel!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Bahut bahut shukriya Khwaish Ji...
Thank you so much for understanding and appreciating, dil ke chhupe hue dard ka shayad aayina aaj toota to bas lafz bikhar gaye...
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #7 on: June 01, 2009, 06:34:27 PM »

Teri Bewafayi Ki Kya Misaal Doon Paas Mere Koi Lafz Nahi Hai,
Rulake Meri Rooh Ko, Muskurane Mein Tujhe Koi Aitraaz Nahi Hai,

Har Mod Pe Thokar Kha Ke Bhi Tere Saath Chalte Gaye Ye Qadam,
Pata Bhi Tha Inko Is Raah Ki Koi Manzil, Koi Shaamyana Nahi Hai,


Dhadkano Ka Shor Gunjta Hai To Khalal Padti Hai Meri Tanhaiyon Mein,
Kaise Bardasht Karun, In Mein Teri Dhadkano Ka Nagma Ab Shaamil Nahi Hai,

Ye Phoolon Ki Rutt, Ye Bahaar, Ye Patte, Lagte Hai Na-Maayne Mujhe,
In Waadiyon Mein Jo Mehek Sake Teri Wafa Ki Ab Mehek Nahi Hai,


Chheen Li Tune Meri Aakhri Muskurahat Bhi Ruswayi Meri Karke,
Ankhon Ke Ghar Ko AshQon Se Kiya Khali, Inhone Tujhe Maaf Kiya Nahi Hai,

Raat Ki Khaamoshiyon Ko Bana Di Hai Tune Kyon Ab Aadat Meri,
Chubho Raha Hai Meri Saanson Ko Apni Chandni, Chaand Ab Pehle Sa Nahi Hai,


Na Aana Meri Maiyyat Pe, Mera Qafan Kaamp Uthega Teri Maujudgi Se,
Mere Hisse Ki Khushiyan Mile Tujhe, Lab Pe Ab Koi Baddua Bhi Nahi Hai,

Teri Bewafa Rooh Ka Saaya Jo Padega Meri Qabr Bhi Sisak Uthegi,
Dard Ye Aakhri Sehne Ka Ab Is Bejaan Jism Mein Hausla Bhi Nahi Hai...

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

  tearyeyed tearyeyed
apne ghusse ko jafa mein badalne ka isse achcha nagma aur kuchch nhi ho sakega angel ji , bewafaaei ki khoob dhajjiyan uda dhali hain tumne. bahut khoob
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #8 on: June 01, 2009, 06:37:36 PM »
angel tumhare liye ek sh_er arz hai ki...
jisme mere rone ka kissa hai
meri umr ka wo behterin hissa hai/
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 01, 2009, 06:51:22 PM »
angel tumhare liye ek sh_er arz hai ki...
jisme mere rone ka kissa hai
meri umr ka wo behterin hissa hai/

Wah Wah!! Ek Chota Sa Sher Par Matlab Kitna Gehra Hai..

Bahut Khoob Saaz Haldwanviji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: June 01, 2009, 07:30:43 PM »
 Applause Applause Applause ApplauseBahaut hi acha likha hai di...Bahaut dard bhara likha hai apne

Mere dil main tere liye mohobat nahin hai,
Isiliye mere khayalon main tu shamil nahin hai...

Likta rahunga tere bare main apne shaeron main har baar,
Par yaad rakhna tu mere shaeron main bhi sacha ashiq nahin hai...

Bhale diya ho tune dard mujhe par teri khushi ki dua mangenge,
Tujhe khush dekhne ke liye Rahim ke chehre par hansi bhi nahin hai...
Logged
sapana
Guest
«Reply #11 on: June 01, 2009, 11:19:24 PM »

Teri Bewafayi Ki Kya Misaal Doon Paas Mere Koi Lafz Nahi Hai,
Rulake Meri Rooh Ko, Muskurane Mein Tujhe Koi

Aitraaz Nahi Hai,

Har Mod Pe Thokar Kha Ke Bhi Tere Saath Chalte Gaye Ye Qadam,
Pata Bhi Tha Inko Is Raah Ki Koi Manzil, Koi Shaamyana Nahi Hai,


Dhadkano Ka Shor Gunjta Hai To Khalal Padti Hai Meri Tanhaiyon Mein,
Kaise Bardasht Karun, In Mein Teri Dhadkano Ka Nagma Ab Shaamil Nahi Hai,

Ye Phoolon Ki Rutt, Ye Bahaar, Ye Patte, Lagte Hai Na-Maayne Mujhe,
In Waadiyon Mein Jo Mehek Sake Teri Wafa Ki Ab Mehek Nahi Hai,


Chheen Li Tune Meri Aakhri Muskurahat Bhi Ruswayi Meri Karke,
Ankhon Ke Ghar Ko AshQon Se Kiya Khali, Inhone Tujhe Maaf Kiya Nahi Hai,

Raat Ki Khaamoshiyon Ko Bana Di Hai Tune Kyon Ab Aadat Meri,
Chubho Raha Hai Meri Saanson Ko Apni Chandni, Chaand Ab Pehle Sa Nahi Hai,


Na Aana Meri Maiyyat Pe, Mera Qafan Kaamp Uthega Teri Maujudgi Se,
Mere Hisse Ki Khushiyan Mile Tujhe, Lab Pe Ab Koi Baddua Bhi Nahi Hai,

Teri Bewafa Rooh Ka Saaya Jo Padega Meri Qabr Bhi Sisak Uthegi,
Dard Ye Aakhri Sehne Ka Ab Is Bejaan Jism Mein Hausla Bhi Nahi Hai...

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

  tearyeyed tearyeyed
Very sad !!
Sapana
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #12 on: June 02, 2009, 02:43:25 AM »
Excellent,very very nice Angel ji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
angel4u
Guest
«Reply #13 on: June 02, 2009, 02:55:41 AM »
angel tumhare liye ek sh_er arz hai ki...
jisme mere rone ka kissa hai
meri umr ka wo behterin hissa hai/

Bahut khoob Saaz Ji..

Thanks for liking and appreciating the work...

Rone rulane ke waaste hi umr reh gayi hai baaqi shayad,
ke meri wafao ka sila mere ashq aur aahein ban gayi hai...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #14 on: June 02, 2009, 02:56:11 AM »
Applause Applause Applause ApplauseBahaut hi acha likha hai di...Bahaut dard bhara likha hai apne

Mere dil main tere liye mohobat nahin hai,
Isiliye mere khayalon main tu shamil nahin hai...

Likta rahunga tere bare main apne shaeron main har baar,
Par yaad rakhna tu mere shaeron main bhi sacha ashiq nahin hai...

Bhale diya ho tune dard mujhe par teri khushi ki dua mangenge,
Tujhe khush dekhne ke liye Rahim ke chehre par hansi bhi nahin hai...


Thanks Rahim and a nice one from you too... Applause
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:25:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.429 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer