___Aab Tu Adat Si Hai __________

by fakharenaveed on May 17, 2005, 01:12:20 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 935 times)
fakharenaveed
Guest
Reply with quote
na kehna kay ab na jana uss ki gali
kay wahan mujhay janay ki aadat hui hai

ab koi bhi diya nahin julta mujh say
kay apna dil jalany ki aadat hui hai

yeh na kehna kay rok loon ashk apnay
mujhay ashk bahanay ki aadat hui hai

na yeh kahiyay mujh say kay chor doon gila
kay ab dil ko laganay ki aadat hui hai

mujhay hergiz na kahiyay bhol ja ussay
kay rishtay nibhanay ki aadat hui hai

janta hoon main kay khawab nahin achay
mager khawab sajanay ki aadat hui hai

yeh janta hoon main k nahin aaye ga wo
magar wapis bulany ki aadat hui hai
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: May 17, 2005, 07:42:45 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
na kehna kay ab na jana uss ki gali
kay wahan mujhay janay ki aadat hui hai

ab koi bhi diya nahin julta mujh say
kay apna dil jalany ki aadat hui hai

yeh na kehna kay rok loon ashk apnay
mujhay ashk bahanay ki aadat hui hai

na yeh kahiyay mujh say kay chor doon gila
kay ab dil ko laganay ki aadat hui hai

mujhay hergiz na kahiyay bhol ja ussay
kay rishtay nibhanay ki aadat hui hai

janta hoon main kay khawab nahin achay
mager khawab sajanay ki aadat hui hai

yeh janta hoon main k nahin aaye ga wo
magar wapis bulany ki aadat hui hai
beautiful naveed.

"Na chaha thha jaana phir kabhi unki gali,
 phir bhi main dil ko apne rok na saki,
 
 wo nahi dikhe mujhe kahin door door tak,
 phir unke deedar ko ankhein ye tarsin,

 har dua,fariyad me maanga hai maine unko,
 har baar doori aur bhi badhti chali......."
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #2 on: May 17, 2005, 09:39:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
na kehna kay ab na jana uss ki gali
kay wahan mujhay janay ki aadat hui hai

ab koi bhi diya nahin julta mujh say
kay apna dil jalany ki aadat hui hai

yeh na kehna kay rok loon ashk apnay
mujhay ashk bahanay ki aadat hui hai

na yeh kahiyay mujh say kay chor doon gila
kay ab dil ko laganay ki aadat hui hai

mujhay hergiz na kahiyay bhol ja ussay
kay rishtay nibhanay ki aadat hui hai

janta hoon main kay khawab nahin achay
mager khawab sajanay ki aadat hui hai

yeh janta hoon main k nahin aaye ga wo
magar wapis bulany ki aadat hui hai


are naveedbhai aap ne to kamaal kar diya, bahut accha likha.

unhone hamari gali main aana band kar diya,
magar humne unka naam lena nahin chhod diya
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #3 on: May 17, 2005, 10:21:08 AM »
Reply with quote
nice naveed bhai great..
bahut accha likha hai

oo bewafa tumne aisi bewafayee kyun ki
oo bewafa tumne aisi bewafayee kyun ki
humari wafayee ko sare-aam nilaam kar diyaa..
tune toe bewafa naam bhi badnaam kar diyaa..
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #4 on: May 17, 2005, 11:45:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "thelostworld"
nice naveed bhai great..
bahut accha likha hai

oo bewafa tumne aisi bewafayee kyun ki
oo bewafa tumne aisi bewafayee kyun ki
humari wafayee ko sare-aam nilaam kar diyaa..
tune toe bewafa naam bhi badnaam kar diyaa..


TUMRAI MAHOBAT ME HUM TO BARBAD  HO GAYE
TOD KE DIL HAMARA NA JANE AAP KESE AMIR HO GAYE?
HUMNE AAPNA SAB KUCH LUTAYA RAH ME TERE
TUM HUMSE DAMAN CHHUDAYA MANZIL PE MERE

           !!!NAJANE LOG BEWAFA SE HI IL KYUN LAGATE HAI!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: May 17, 2005, 08:53:04 PM »
Reply with quote
Thanx................


Lehron mein doobte rahe..dariya nahi mila,
uss se bichhur ke phir kkoi vaisa nahi mila,
kuch log thodi der to achhe lage par...
hum jiske ho sakein kkoi vaisa nahi mila."
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:11:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.323 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer