thukra di mohabbat meri

by salil2002 on January 17, 2009, 07:49:36 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2442 times)
salil2002
Guest
kii teri mehfil main ban kar tamasha
main bahut muskuraaya tha
badnaam hua toh kya hua
mera naam tere hothon par toh aaya tha

thukra di tune mohabbat meri
is baat ka gham nahin kiya maine
dil ko tasalli di is baat kii
mera khayal tere jehan main toh aaya tha

tere khwabon main na daakhil hua
toh main udaas nahi mere sanam
soch loonga kii main haqeeqt nhin tere liye
par yeh saaya tere saaye kii jad mein toh aaya tha

chalo main ji loonga teri yaadon k sahare
par tu thukra kar sachche pyaar ko kiska ghar basayega
mujhe toh aadat hai dar dar bhatakne kii
tu yeh sochna kabhi ye shakhs tere dar pe aaya tha
Logged
salil2002
Guest
«Reply #1 on: January 17, 2009, 08:30:09 AM »
hey guys even if u don't like it ......give ur comments
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 17, 2009, 08:34:35 AM »
kii teri mehfil main ban kar tamasha
main bahut muskuraaya tha
badnaam hua toh kya hua
mera naam tere hothon par toh aaya tha

thukra di tune mohabbat meri
is baat ka gham nahin kiya maine
dil ko tasalli di is baat kii
mera khayal tere jehan main toh aaya tha

tere khwabon main na daakhil hua
toh main udaas nahi mere sanam
soch loonga kii main haqeeqt nhin tere liye
par yeh saaya tere saaye kii jad mein toh aaya tha

chalo main ji loonga teri yaadon k sahare
par tu thukra kar sachche pyaar ko kiska ghar basayega
mujhe toh aadat hai dar dar bhatakne kii
tu yeh sochna kabhi ye shakhs tere dar pe aaya tha


Kya Likha Hai mere Bhai Hila diya Tune Mahefil Ko !!! Wah Wah Wah Alfaas kam hain tareef ke liye !! Lab qamush hai taherir ke liye !! maza agaya !! jiyo yaar !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 17, 2009, 08:52:46 AM »
Are Salil Bhai,.
Kya yaar,.

Tum Itna Achcha Likhte Ho, Dekhna To Pardta Hi Hai,.
Bas Thode Busy The Isliye Jaldi Aa Nahi Sake,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: January 17, 2009, 08:53:38 AM »
thnks qadeer bhai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: January 17, 2009, 08:55:07 AM »
Are Salil Bhai,.
Kya yaar,.

Tum Itna Achcha Likhte Ho, Dekhna To Pardta Hi Hai,.
Bas Thode Busy The Isliye Jaldi Aa Nahi Sake,.


shukriya bhai jaan itni tareef k liye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 17, 2009, 08:59:22 AM »
shukriya bhai jaan itni tareef k liye

Bas Bhai Tum Likhte Raho,.
Waqt Jab Bhi Milega,.
Hum Sab Pardhaa Karenge,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: January 17, 2009, 11:36:48 AM »

shukriya bhai

jalta raha chiraag tere intzaar main
tum aaye bhi to hawa ban kar.....................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 17, 2009, 12:13:06 PM »

shukriya bhai

jalta raha chiraag tere intzaar main
tum aaye bhi to hawa ban kar.....................

Roshni Gar Ho Khuda Ko Manzoor,,.
Aandhiyon Mein Bhi Charaag Jalte Hain,.

Khudaa Gawah Hai,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #9 on: January 17, 2009, 02:02:50 PM »
Roshni Gar Ho Khuda Ko Manzoor,,.
Aandhiyon Mein Bhi Charaag Jalte Hain,.

Khudaa Gawah Hai,.
kya baat hai azeem bhai

jalti hai shama parvaane k intzaar main
aur dekhiye khudaai ooose maut bhi deti hai
yoon toh kissii ko shaq nahi khudaai par
saari duniya is mohabbat kii misaal deti hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 17, 2009, 02:54:07 PM »
Nice One,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: January 19, 2009, 08:20:03 AM »
shukriya janasheen
Logged
salma786
Guest
«Reply #12 on: January 19, 2009, 09:51:52 AM »
Bahoot khoob salil ji Applause Applause Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #13 on: January 19, 2009, 10:24:29 AM »
Tadpa kar mehfil me,
Tu muskura to raha tha,
Tujhe muskurata dekh,
Mera dard bhi ja raha tha,
Tere naam ka sahara tha,
Har lamha beet raha tha,
Jo ruswaai ki bhi,
na ki parwa maine,
Mera naam to akhir,
Teri zubaan pe araha tha,
Kya bataye sabko,
manzar-e-bewafai,
Meri khushiyo ki kabr pe,
Tu zindegi saja raha tha,
Na ho kisi Mashuq ki ye halat,
Ya parvardigaar,
Jise zindegi banai thi,
Wo jigar k paar ja raha tha!
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #14 on: January 19, 2009, 10:27:41 AM »
Tadpa kar mehfil me,
Tu muskura to raha tha,
Tujhe muskurata dekh,
Mera dard bhi ja raha tha,
Tere naam ka sahara tha,
Har lamha beet raha tha,
Jo ruswaai ki bhi,
na ki parwa maine,
Mera naam to akhir,
Teri zubaan pe araha tha,
Kya bataye sabko,
manzar-e-bewafai,
Meri khushiyo ki kabr pe,
Tu zindegi saja raha tha,
Na ho kisi Mashuq ki ye halat,
Ya parvardigaar,
Jise zindegi banai thi,
Wo jigar k paar ja raha tha!


Bahoth qoob Janab !! Maza Agaya Padke !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 08:54:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.165 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer