TOOT CHUKI HAI HIMMAT ..........(Jasbir Singh)

by jasbirsingh on December 07, 2008, 07:09:43 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2803 times)
jasbirsingh
Guest



ABB HAMARI TOH HIMMAT TOOT CHUKI HAI
ABB HUM KYA KISI KOH HIMMAT DEH
DAMAN MEH JAB HO ITNEY KAATEY
KYA KHUSHBOO KISI KOH DEH





JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: December 07, 2008, 07:25:07 PM »



ABB HAMARI TOH HIMMAT TOOT CHUKI HAI
ABB HUM KYA KISI KOH HIMMAT DEH
DAMAN MEH JAB HO ITNEY KAATEY
KYA KHUSHBOO KISI KOH DEH





JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

jasbir ji

Himmat ko kabhi tootne nahi dena dost
Musibat toh kabhi aati hai chali jaati hai dost
Dard ko dil ko choone nahi dena
Aapne hothon se muskurate rahena dost

_______honeyrose_______


Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: December 08, 2008, 01:24:26 AM »



ABB HAMARI TOH HIMMAT TOOT CHUKI HAI
ABB HUM KYA KISI KOH HIMMAT DEH
DAMAN MEH JAB HO ITNEY KAATEY
KYA KHUSHBOO KISI KOH DEH


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Good one Jas Ji

Aise kyon himmat haarte ho tum
Doosron ke himmat ke mishaal ho tum
Gulaab ke pedh mein bhi kantein hai itne
Phir bhi khushboo deti hain sab ko utne
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 08, 2008, 01:26:06 AM »
jasbir ji

Himmat ko kabhi tootne nahi dena dost
Musibat toh kabhi aati hai chali jaati hai dost
Dard ko dil ko choone nahi dena
Aapne hothon se muskurate rahena dost

_______honeyrose_______




Nice reply Honey Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #4 on: December 08, 2008, 04:47:19 AM »
Bahut khoob Jas Ji aur Nice reply Honey Ji aur Rajesh Ji.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: December 08, 2008, 08:29:46 AM »
jasbir ji

Himmat ko kabhi tootne nahi dena dost
Musibat toh kabhi aati hai chali jaati hai dost
Dard ko dil ko choone nahi dena
Aapne hothon se muskurate rahena dost

_______honeyrose_______




Thanks Honey

HIMMAT HAMARI UNKEY DAM PEH THI
KHUSHIYA HAMARI UNKEY DAMAN MEH THI
INTEZAAR BHI ABB TOH HIMMAT TOAD CHUKA HAI
YEH JINDAGI HAMARI UNKEY SAPNOH MEH THI


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: December 08, 2008, 08:32:21 AM »
Good one Jas Ji

Aise kyon himmat haarte ho tum
Doosron ke himmat ke mishaal ho tum
Gulaab ke pedh mein bhi kantein hai itne
Phir bhi khushboo deti hain sab ko utne


Thanks Rajesh


KATOH MEH BHI PHOOL KHUSHBOO DETEY HAI
PATHJHAR MEH BHI RUTT HAWAYE DETEY HAI
YEH KAISA MANZAR AA GAYA HAI MERE DOST
HUM TOH KHUSHIYOH MEH BHI GUM DETEY HAI


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 08, 2008, 11:13:04 AM »
Bohat Achche Jasbir Ji,.
Rajesh Bhai,./
Jaya Didi,.

Yunh Likhte Raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 08, 2008, 11:15:11 AM »
Tooti Hui Himmat Ko Jord De Tu,.
Zanjeer Jo Kismat Ke Taaron Par Hai,.
Unhe Apne Hauslon Se Tord De Tu,.

Kab Tak Jeeyega Puraane Khisse Ko Yaad Karke,.
Aye Dost, Puraani Baaton Ko Peeche Chord De Tu,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: December 08, 2008, 11:31:59 AM »
Bohat Achche Jasbir Ji,.
Rajesh Bhai,./
Jaya Didi,.

Yunh Likhte Raho,.



Thanks Jahanasheen

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: December 08, 2008, 11:37:52 AM »
Tooti Hui Himmat Ko Jord De Tu,.
Zanjeer Jo Kismat Ke Taaron Par Hai,.
Unhe Apne Hauslon Se Tord De Tu,.

Kab Tak Jeeyega Puraane Khisse Ko Yaad Karke,.
Aye Dost, Puraani Baaton Ko Peeche Chord De Tu,.

_________________________-Jaanasheen-


WOH ISS KADAR DIL MEH BASS CHUKI HAI
JISM MEH JAISEY KHOON KI LADI HAI
KAISEY MAIN CHODD DU USS BEWAFA KOH
YEH SAAS BHI TOH USI KEY NAAM SEY CHALTI HAI


JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: December 08, 2008, 05:02:58 PM »
Bahut khoob Jas Ji aur Nice reply Honey Ji aur Rajesh Ji.

Thanks Deepati Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: December 08, 2008, 05:04:23 PM »
Tooti Hui Himmat Ko Jord De Tu,.
Zanjeer Jo Kismat Ke Taaron Par Hai,.
Unhe Apne Hauslon Se Tord De Tu,.

Kab Tak Jeeyega Puraane Khisse Ko Yaad Karke,.
Aye Dost, Puraani Baaton Ko Peeche Chord De Tu,.

_________________________-Jaanasheen-
Nice Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 11, 2008, 12:36:12 PM »
Shukriy Rajesh Bhaijaan,'
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #14 on: December 11, 2008, 12:45:41 PM »
Bahut khoob Jas Ji aur Nice reply Honey Ji aur Rajesh Ji.
Thanx Deepati Ji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 09:31:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.278 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer