~:: Tum Mujhe Bhool Jaana ::~

by nirbhay on April 23, 2006, 03:58:24 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
Print
Author  (Read 13861 times)
nirbhay
Guest
«Reply #30 on: April 25, 2006, 11:21:43 AM »
Dard to humein bhai bohat hota hai
Jab ye zehan Yaadon se humein milwaata hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
>>>>Wah Mujhe Bhool Jaana Chata Hai <<&l by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
***Mujhe Bhool Na Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shayri-E-Dard
***Kahi'n Bhool Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Mujhko Bhool Jaana by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
tushar_4u_im
Guest
«Reply #31 on: April 25, 2006, 12:14:18 PM »
ek din aasia aayega tu mujhe bhool jayega ......
tu gum kahega mujhe or khushi ki taraf bhag jayega ....
magar gum nahi mujhe tu yadd rakhe ya na rakhe mujhe....
mai to her pal jiya hu tere liye tere waste mer jayunga ....

ise pehle tu laut ker wapas aaye MAI TERA SHAHER CHoD JAYUNGA...........
Logged
roshni246
Guest
«Reply #32 on: April 25, 2006, 12:49:13 PM »
Quote from: "vikas2210"
kaya baat hai bhai Neer kaya hogaya.....

Rosh tum bhi kaya baat hai

sabne bahut accha likha hai.......

keep it  up......


kya baat hai koi baat nahi !!! Puzzled !
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #33 on: April 25, 2006, 01:26:40 PM »
nice tushar good. yaar shahr to mai jaa raha hun chor kar......

sambhal ke....
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #34 on: April 25, 2006, 01:28:18 PM »
Quote from: "roshni246"
Quote from: "vikas2210"
kaya baat hai bhai Neer kaya hogaya.....

Rosh tum bhi kaya baat hai

sabne bahut accha likha hai.......

keep it  up......


kya baat hai koi baat nahi !!! Puzzled !


na jhatko mera daaman aye haseen
mera kaya kasuur tere nayan bhi kam gunehgar to nahi....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: April 25, 2006, 01:57:10 PM »
Nice One Nirbhay and Vikas Bhai,..

Daman Tera Sajaa Hai Meri Barbaadion Ki Wajah SE,..
Gar Main Barbaad Na Hota To Tujhe Khusiaan na Milti,..
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #36 on: April 25, 2006, 05:38:43 PM »
Quote from: "nirbhay"
Maine tumse wahi keh diya
Jo tum suntey gaye jaan-e-jaana
Abb sach much mujhe tum bhool jaana
Warna badnaam kardega tumko ye zalim zamana
Jaagti aakhon ke khwaab thi wo baatein
Abb bhool jana wo mulakatein
Acha nahi lagta tumhein ghum suna.na
Mera roothba fhir tera manana
Harr chooti chooti baat par fhi wo
Tumhari kasmein khana
Mai tumhein pyar karta hoon
Aaisa ehsaas kiya maine
Parr fhir bhi kehta hoon
Abb tum mujhe bhool jaana
Mai tumhein jee jaan se chahta hoon
bardasht nahi hoga gar ungli uthaye tujhpe zamana
Thokar nahi thes lagi hogi tere dil ko
Mai chahta hoon tum mujhe bhool jaana
Basar kar lena abb zindagi kaheen
Mera khayal bhi apne zehan mein na laana
Maine to dii hai khud ko saza kalapaani se badhkar
Bass keh raha hoon dil par pather rakh kar
Aye jaan-e-jaana “Tum Mujhe Bhool Jaana”!!!


~! nirbhay !~


Bohat din baad kuch aisa padha jise padhke sach me aankhein nam ho gayin,baaki saari poems bhi bohat achi hain nirbhay,keep writing.Nice one Aryaan also.
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #37 on: April 25, 2006, 05:49:59 PM »
Nidhi jee, kya kahoon acha laga aapne itne gour se pada isko!!! BOhat Shukriya Nidhi Jee...! :smile:
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: April 26, 2006, 09:09:49 AM »
Aaj Kuch Aisa Kiya Maine,..
Dilse Usko Mitaa Diya Maine.,..
Jab Usne Mera Dil Torda Bedard Di Se,..
Aaj Uski Tasweer Ko Jalaa Diya Maine,..
Arzoo Thi Us Se Wafa Paane Ki Jaanasheen,..
Aaj Us Ko Dil se Mitaa Diya Maine..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #39 on: April 27, 2006, 06:00:59 PM »
Jafa pesha nikle aap to bahut
Kar diya door bana diya begana
Maine ek baar jo kaha ke tum mujhe bhool jana
Kartey they waadtey bahut
Shikhlatey they humein wafaein nibhana
Shayad sach hee kehta tha ye zalim zamana
Ye pyar kuch nahi hai tu bass ek fasana
Wo kehtey they mujhe aye jaan-e-jana
Key tum uss sey do chaar mulaakaat nibhana
Par uski kasmein aur uski baaton mein na anaa
Mai kehta tha key aaisii nahi hai meri jaan-e-jana
Usko aata hai wafa ka sila khoob nibhana
Parr tabeelyeat jo dekhi teri
Na koi haya mujhe, kahan gaya wo sharmana
Wo reh reh kar baatein karna, wo naya naye kiss sey mujhe batana
Wo aapni gesuon ki chaoun mein mujhe sulaa.na
Kabhie karna juftju, kabhie ranjish mein mujhe satana
Wo tera muskurana, wo tera mujhe chupke se choom jana
Kabhie dekhna mere hathon ki lakeerein
Kabhie usmein apna naam khoj kar laanaa
Kya tumne wo sabb bhula diya meri jaan-e-tamana, Aaye meri jaan-e-jana….
Agar nahi bhoola paaye to abb unhein bhoola jaanaa
Main rahun na rahun kal iss jahaan mein kahin
Tu too Kaheen terii kismet ko fhir se aazmanaa
Bass abb kehna itna hii hai mera fasana
Tum mujhe bhool jana, haan tum mujhe bhool jana!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #40 on: April 27, 2006, 07:29:16 PM »
Quote from: "nirbhay"
Jafa pesha nikle aap to bahut
Kar diya door bana diya begana
Maine ek baar jo kaha ke tum mujhe bhool jana
Kartey they waadtey bahut
Shikhlatey they humein wafaein nibhana
Shayad sach hee kehta tha ye zalim zamana
Ye pyar kuch nahi hai tu bass ek fasana
Wo kehtey they mujhe aye jaan-e-jana
Key tum uss sey do chaar mulaakaat nibhana
Par uski kasmein aur uski baaton mein na anaa
Mai kehta tha key aaisii nahi hai meri jaan-e-jana
Usko aata hai wafa ka sila khoob nibhana
Parr tabeelyeat jo dekhi teri
Na koi haya mujhe, kahan gaya wo sharmana
Wo reh reh kar baatein karna, wo naya naye kiss sey mujhe batana
Wo aapni gesuon ki chaoun mein mujhe sulaa.na
Kabhie karna juftju, kabhie ranjish mein mujhe satana
Wo tera muskurana, wo tera mujhe chupke se choom jana
Kabhie dekhna mere hathon ki lakeerein
Kabhie usmein apna naam khoj kar laanaa
Kya tumne wo sabb bhula diya meri jaan-e-tamana, Aaye meri jaan-e-jana….
Agar nahi bhoola paaye to abb unhein bhoola jaanaa
Main rahun na rahun kal iss jahaan mein kahin
Tu too Kaheen terii kismet ko fhir se aazmanaa
Bass abb kehna itna hii hai mera fasana
Tum mujhe bhool jana, haan tum mujhe bhool jana!!!


wooow!!! just great !!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #41 on: April 27, 2006, 07:30:10 PM »
Thanks a Tonn Roshni...
Logged
roshni246
Guest
«Reply #42 on: April 27, 2006, 07:31:30 PM »
ur always welcum NIRBHAY!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: April 27, 2006, 08:43:35 PM »
wah neer kaya baat hai, bahoot khoob!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #44 on: April 28, 2006, 02:41:48 AM »
Thanks a Lot Pooja didi..
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 04, 2024, 02:12:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer