~:: Tum Mujhe Bhool Jaana ::~

by nirbhay on April 23, 2006, 03:58:24 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
Print
Author  (Read 13877 times)
nirbhay
Guest
«Reply #90 on: May 06, 2006, 07:09:03 AM »
Quote from: "Roshni246"
Aaqidat hi Ibadat hai Ibadat hi bandagi hai
tere naam se jo guzre wahi bas zindagi hai

Ibadat mohbaat main jo diwane hai kerte
wafao se jo bane wahi bas aashqi hai

jiski dosti se zindagi sawar jai
nibhaye jo her moad per wahi bas dosti hai

tere waste jo zindagi luta de
yado main teri jo guzre wahi bas zindagi hai

farishto main bhi jo dekhe tujhe aye kanwal
her chehre main jo dekhe tujhe wahi bas diwangi hai

Aaqidat hi ibadat hai ibadat hi bandagi hai
tere naam se jo guzre wahi bas zindagi hai

Khayafat se haizadgi aaur shehfaQ se mai zinda hoon
Tum to hayaa ho aaur Pairinde bhi kya kisii ke hath lagey hai

Maine tu tumhein chahne ki hi dua hai mangi
Mai nahi samjhta ke Nirbhay tu sacha aasiQ bhi hai

Zamane mein to bai badnaam ye dosti hai
Khul kar mila karo humse ye dosti davaa bhi hai

Waada karr tu mai sabb ko nibha doon
Tere liye agar jiyein to bass wahi zindagi hai

Kichad mein se nikle tum bann kar ek kamal
Bass dard hii meri tishna aur dard hi meri zindagi hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
>>>>Wah Mujhe Bhool Jaana Chata Hai <<&l by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
***Mujhe Bhool Na Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shayri-E-Dard
***Kahi'n Bhool Jaana*** by AVTAR RAYAT in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Mujhko Bhool Jaana by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
nirbhay
Guest
«Reply #91 on: May 06, 2006, 07:13:08 AM »
Quote from: "Jaanasheen"

Dard Lekar Jeeye Jaa Raha Hoon Main Is Zamaane Mein,..
Usne Koi Kasar Na Chordi Jab Hume Mitaane Mein,..

Yaad Karte The Hum Use Din Raat Jaanasheen,..
Aaj Lage Hain Uski Har Yaad Bhoolaane Mein,..

Uski Khushion Par Apna Sab Kuch Khurbaan Kiya,..
Aur Use Khushi Mili Mera Dil Jalaane mein,..

_____________-Azeem-______________

Aag lagaa raha hoon mai khud zindagi ke paimane mein
WaQt bahut lagg rahaa hai tujhe abb bhool jaane mein

likhtey they jiskii naam kii kitaabein nirbhay
aaj lagey hain uss radii ko jalaane mein

Jisko apna banane ke liye sabko begaana kar diya
usse farakh nai lagta apne apno aaur begano mein!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #92 on: May 06, 2006, 07:36:47 AM »
Nice One Nirbhay,..

Unhone Nahi Pehchaana Apno Ko Aur Begaane Ko,..
Unhone Dil Bhi Lagaya Humse To Sab Ko Dikhaane Ko,..

Bahoot Armaan Thi Unke Saath Zindagi Bitaane Ki,..
Jab Unhone Hume Thukraaya Hum Bhi Lage Hain Unke Nishaan Mitaane Ko,..

Gila Hai Pyaar Nahi Mila Mujhe Unse Jaanasheen,..
Aur Wo Baithe Hain Hamari Yaadein Bhoolaane Ko,..

Nahi Lagaoon Ka Dil Main Ab Kisi Se Is Zindagi Mein,..
Jab Sabhi Lage hain Dilon Ko Thukraane ko,...

________________-Azeem-_________________
Logged
roshni246
Guest
«Reply #93 on: May 06, 2006, 08:04:16 AM »
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "Roshni246"
Aaqidat hi Ibadat hai Ibadat hi bandagi hai
tere naam se jo guzre wahi bas zindagi hai

Ibadat mohbaat main jo diwane hai kerte
wafao se jo bane wahi bas aashqi hai

jiski dosti se zindagi sawar jai
nibhaye jo her moad per wahi bas dosti hai

tere waste jo zindagi luta de
yado main teri jo guzre wahi bas zindagi hai

farishto main bhi jo dekhe tujhe aye kanwal
her chehre main jo dekhe tujhe wahi bas diwangi hai

Aaqidat hi ibadat hai ibadat hi bandagi hai
tere naam se jo guzre wahi bas zindagi hai

Khayafat se haizadgi aaur shehfaQ se mai zinda hoon
Tum to hayaa ho aaur Pairinde bhi kya kisii ke hath lagey hai

Maine tu tumhein chahne ki hi dua hai mangi
Mai nahi samjhta ke Nirbhay tu sacha aasiQ bhi hai

Zamane mein to bai badnaam ye dosti hai
Khul kar mila karo humse ye dosti davaa bhi hai

Waada karr tu mai sabb ko nibha doon
Tere liye agar jiyein to bass wahi zindagi hai

Kichad mein se nikle tum bann kar ek kamal
Bass dard hii meri tishna aur dard hi meri zindagi hai

god one nirbhay!!!!!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #94 on: May 06, 2006, 09:09:47 AM »
Thnx Roshni @ Jaanu bhai!

Good one Jaanu bhai!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #95 on: May 06, 2006, 09:11:21 AM »
Shukriya Bhai,..
Logged
roshni246
Guest
«Reply #96 on: May 20, 2006, 02:49:28 PM »
mere baby k thread ko age badao tongue3

bhool jaiga tu ger mohabbat meri
paas laigi tujh ko zarorat teri
tu ager chord ker jaiga mujhe
yaad ayegi fir tujhko surat meri

aankho ka jado ger tu samjh na paiga
kangan aur chordi ka khnakna bulaiga
kheech ke laigi tujhe ye shrarat meri

tire nazer ye mera jab tujh pe waar karega
majboor hoke tu mujh se ankhein chaar karega
meri aadaye tera qatal sare aam karegi
fir na khna ke mohhabt hame badnaam karegi
tujhko eshara derahi thi shrafat meri
kheech laigi tujh ko ye shrarat meri

zulfo ke ye badal jab bijliya giraige
humko yaqeen hai khood pe sanam tum laot aaoge
angdayiya jab jab tumhe yaad aayegi
shame wafa parwane ke saath jaigi
nakhre dikhai gi tujh ko nazakat meri

tum hamara daman chorda na paoge
hai hamara dawa ke tum bhut pachtaoge
dhoondne se bhi na milega tumhe yaar aesa
hargiz na milega kabhi tumhe pyaar ayesa
meri wafaye ban jaigi dekhna qismat teri
tujhko keech laigi mohhabt meri
yaad bahut ayegi tujhe shrarat meri

~rosh~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #97 on: May 20, 2006, 03:10:41 PM »
Lakhon Gham Uthaaye Hain Hum Bhi Is Zamaane Mein,..
Is Liye Hum Darrte Hain Kisi Ke Dil Ko Dukhaane Mein,..

Pal Pal Marte Hain Hum Unhe Yaad Karke Jaanasheen,..
Ke Gham Ki Nadiaan Behti Hai Hamare Muskuraane Mein,..

Maloom Na Tha Jiski Aag Bujhaayi Humne Apne Dil Ko Jalake,..
Ke Usine Lagaadi Ghamon Ki Aag Hamare Ashiaane Mein,...

Aye Khuda Uski Basti Ko To Abaad Rakhne Har Pal,..
Jisne Koi Kasar Na Chordi Meri Hasti Mitaane Mein,..

Ye Bhi Inaamat Hain Mohabbat Mein Ke Hume Dard Mile,..
Jaane Kya Galti Hui Humse Yahan Anjaaane Mein,..

Bhool Na Jaana Tum Kahin Hume Hamari Yaadon Ke Saath,..
Ke Humne Bhi Sab Kuch Lootaya Tha Tumhe Paane Mein,..

Dard Rahega Zindagi Bhar Ke Hume Na Mili Kisi Se Chahat,..
Aur Aaayega Hamara Bhi Naam Kahin Dard Ke Fasaane Mein,...

_____________________-Azeem-___________________

Pehli Baar Dil Ke Dard Ko Khul ke keh Raha Hoon Hope Ke App sab Pasand karenge,..
Logged
roshni246
Guest
«Reply #98 on: May 20, 2006, 03:22:15 PM »

aapne bohot acha likha jaanasheen ji!! lekin ab wah wah bhi nahi karsakte hum!!!

gud one keep writing!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #99 on: May 20, 2006, 03:27:02 PM »
Shukriya Roshni Ji,..

Waah Mein Bhi Ek Awaaz Aati Hai Dard Ki,..
Ke Tum Waah Se W Nikaal Do To Aah Reh Jaata Hai,..
Logged
roshni246
Guest
«Reply #100 on: May 20, 2006, 03:44:40 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Roshni Ji,..

Waah Mein Bhi Ek Awaaz Aati Hai Dard Ki,..
Ke Tum Waah Se W Nikaal Do To Aah Reh Jaata Hai,..

sahi hai!!! Puzzled !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #101 on: May 20, 2006, 03:45:44 PM »
Kya,..
Logged
roshni246
Guest
«Reply #102 on: May 20, 2006, 03:46:58 PM »
wo jo aapne kaha!!! Puzzled !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #103 on: May 20, 2006, 03:47:53 PM »
Oh Sorry,..

Logged
roshni246
Guest
«Reply #104 on: May 20, 2006, 03:48:34 PM »
itz ok!!!
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 04:33:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer