Wafaa ke hai rang kai

by Nino on September 18, 2004, 01:16:03 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1142 times)
Nino
Guest
wafaa ke hai rang kai
pyar ke hai dang kai
barbadion mein bhi jo hansta raha
wo tha ek nanha sa dil tha mera
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RANG DO MUJH KO APNE PYAR KE RANG MEIN........ by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
Bey-wafaa ho! Mukeed ho! Wafaa ki baat karey! by abdbundeli in Miscellaneous Shayri
**Yehi Wafaa** by honeyrose in Shayri-E-Dard
HOLI HAI EK RANG RANG JAAO. by SURESH SANGWAN in Shairy-E-Watan
Rang ulfat ka, wafaa ka pyaar ka kam ho gaya. by Ghulam Haider in Miscellaneous Shayri
Nino
Guest
«Reply #1 on: September 18, 2004, 01:16:30 PM »
Gham aur ranj mein yaad kiya
unhe khush rakhne ke liye
khud ko maine barbad kiya
ab to umeed e wafaa bhi nahi
ab to ye dil hansta bhi nahi
Logged
Nino
Guest
«Reply #2 on: September 18, 2004, 01:16:55 PM »
kash unko rehti is ki khaber
kash milti hume maut unke dar per
wo to hume zinda reh kar hi bhul gaye
hum to unhe markar bhi na bhul paye
Logged
Nino
Guest
«Reply #3 on: September 18, 2004, 01:19:23 PM »
ab to zindagi se bhi koi umeed nahi
aur in ankho ko kisi ki deed nahi
jo chood gaye mahjdhar mein
aur ho gaye bewafaa pyaar mein
ab zindagi mein roona hai kis baat ka
ab to ahsas bhi na rah guzri hui raat ka
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: September 18, 2004, 04:20:07 PM »
wah! nino.......nice wording....

Yeh Udaasi Kisi Sabab Say Hai,
Werna Hum Ko Bhi Sanwar Jana Tha !
Apni Awara Kharami Ko Waheed,
Zindagi Bhar Ka Hunar Jana Tha !
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: September 19, 2004, 10:16:49 AM »
Kuch bhi na kaha aur keh bhi gaye
Kuch kehte kehte reh bhi gaye
Baatain jo zubaan tak aa na sakee(n)
Ankhon ne kahee(n) ankhon ne sunee(n)
Kuch nikle kuch bechain hue
Kuch armaan dil main reh bhi gaye
Reh bhi gaye...kuch bhi na kaha...  (NM)
Logged
nishita
Guest
«Reply #6 on: September 20, 2004, 08:36:06 AM »
very nice nino...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7 on: September 21, 2004, 11:28:14 AM »
waah!!!!!!!!!Talat...............nice words................

Kuch armaan dil main reh bhi gaye
Reh bhi gaye...kuch bhi na kaha.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: September 21, 2004, 11:31:06 AM »
Jise Le Gayee Hai Abhi Hava Vo Varaq Thaa Dil Ki Kitaab Kaa
Kahin Aansuon Se Mitaa Huaa Kahin Aa.Nsuon Se Likhaa Huaa...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 11:53:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer