mistufer
Guest
|
Yeh aaKhree salam mera tere naam hai
kar le qubool is ko yeh mera salam hai Yeh aaKhree salam mera tere naam hai
ruKhsat ke waqt palkeN bhigane ki rasm kyuuN babul ke ghar ko choRna beTee ka kaam hai
yadoN ke saye raushnee hone nah deNge ab yeh zindagee hamari andheroN ke sham hai
Woh nazm ho ya ho meri Ghazal sub tire liye Jab se kitab.e dil pe likha tera naam hai
yeh mera kaam tha ki banaya hai aashiyaN Ab bijliyaN giraana falak tera kaam hai
Kya ab bhhi uski yaad ke baqi hain kuch nishaN ? Yeh phir zubaN pe teri jo “Nira” ka naam hai
Nira
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 02, 2009, 06:53:57 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aaina
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 02, 2009, 08:02:32 AM » |
|
Yeh aaKhree salam mera tere naam hai
kar le qubool is ko yeh mera salam hai Yeh aaKhree salam mera tere naam hai
ruKhsat ke waqt palkeN bhigane ki rasm kyuuN babul ke ghar ko choRna beTee ka kaam hai
yadoN ke saye raushnee hone nah deNge ab yeh zindagee hamari andheroN ke sham hai
Woh nazm ho ya ho meri Ghazal sub tire liye Jab se kitab.e dil pe likha tera naam hai
yeh mera kaam tha ki banaya hai aashiyaN Ab bijliyaN giraana falak tera kaam hai
Kya ab bhhi uski yaad ke baqi hain kuch nishaN ? Yeh phir zubaN pe teri jo “Nira” ka naam hai
Nira bhut khoobsurat paishkash nira ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 02, 2009, 12:42:56 PM » |
|
Bahut Bahut Khoob Nira Ji,
Shally. hausla afzaayi ka bahut bahut shukriya.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 02, 2009, 12:44:54 PM » |
|
madhuwesh ji aapko pasand aayi rachna dilse shukriya adaa karti hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 02, 2009, 12:46:44 PM » |
|
bhut khoobsurat paishkash nira ji...
aaina ji aapko yahan dekhkar bahut acha laga aapko yeh peshkash pasand aayi aapki shukrguzaar hoon yunhi saath dete rahiyega. nira
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salil2002
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 02, 2009, 12:50:10 PM » |
|
bahut achche nira dear...keep it up
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 02, 2009, 12:58:56 PM » |
|
bahut achche nira dear...keep it up
salil ji shukriya aapne sahraya aapko pasand aayi meri rachna
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 02, 2009, 04:16:14 PM » |
|
hausla afzaayi ka bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 02, 2009, 04:21:48 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 7 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #11 on: June 02, 2009, 04:26:21 PM » |
|
Bahut Bahut Khoob Nira..
Bahut Acha Likhte Ho Aap..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 02, 2009, 04:27:37 PM » |
|
Bahut bahut khoob Nira sis
roja sis so nice to see u thanks a lot for liking my poem
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mistufer
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 02, 2009, 04:28:55 PM » |
|
Bahut Bahut Khoob Nira..
Bahut Acha Likhte Ho Aap.. aap sab ki zaraanawazi aapko pasand aata hain mera likha bahut bahut shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bobbynr
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 02, 2009, 05:30:32 PM » |
|
Apka Jawab nahi hai ...MAin is poem ko aacha khe kar iski toheen nahi karta chahata hoon apne isko itne jasbat see likha hai usko bus aacha khena yah galat hoga.. Main Apko Salam karta hoon Aur Yah Manta hoon ki apne jis khubsoorati see isko likha hai is ka koi jawab nahi hai..Bobby
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|