Zindagi Ko Guzar Te Dekhta Hoon.

by majid on December 22, 2008, 08:20:06 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Author  (Read 5119 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: December 30, 2008, 09:54:07 PM »
bahoot khoob shihab and good sharing lil bro
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jidhar dekhta hoon khizaa dekhta hoon by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Ye Kya Dekhta Hoon Main,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Taare Dekhta Hoon,. by Azeem Azaad in Ghazals « 1 2  All »
~Ajab Haal Aey Jane Jigar Dekhta Hoon~By Shihab by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
dekhta hoon ab teri by saahill in Ghazals
k.shael
Guest
«Reply #16 on: January 01, 2009, 09:27:31 AM »
Ji Bohat Khoob Aur Koshish Karta Hoon.

Toote Hue Khwabon Ko Aankhon Mein Hi Rehne Do
Jitne Bhi Mile Pyar Mein Ghum, Dil Ko Sehne Do.

Kya Faayda Ab Yahan Haal.e.Dil Logon Ko Sunane Se
Ho Chahe Kitna Bhi Dil Bhari Ye Bojh Bad Jane Do.

  Apne Dil.o.Dimag Se Mita Do Sari Umeedon Ko
Aaj Saare Armaan Aur Tamannao.n Ko Mar Jaane Do.

Ik Naya Seher Basa Lo Dil-e-Barbad Mein Tum Bhi
In Tahaaiyon Ko hI Ab Apna Muqadar Ban Jaane Do.

Mita Do Apni Zubaan Se Saari Pyaar Ki Baaton Ko,IS
Bachi Hui Zindagi Ko Khamoshi Mein Hi Guzar Jane Do




Bahut Khoob Shihab ji,

Na yaad aap hame aao ki aaj raat bahut sard hai,
kisi tarah se ye raat gujar jaane do,

Subah ko baat karenge wafa-bewafyi ki aabhi hai
nasha hame bahut so jaane do,
 
Saalo se sambhaal rakha hai inn paiso ko,chura
raha hai koi to le jaane do,

Arse se tanha hi gujaari hai zindagi hamne aaj
agar saj rahi hai mehfil to sajj jaane do,

Phir kabhi beth kar sunayenge tumhe iss dil ki
kahani aaj dard bahut hai sirf aansoo ko beh jaane do,

Shally.


Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #17 on: January 01, 2009, 09:43:40 AM »
Bohat khoob shihab specially ur second last sher was terrific maza aa gaya..
 Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: January 01, 2009, 12:51:10 PM »

Bahut Khoob Shihab ji,

Na yaad aap hame aao ki aaj raat bahut sard hai,
kisi tarah se ye raat gujar jaane do,

Subah ko baat karenge wafa-bewafyi ki aabhi hai
nasha hame bahut so jaane do,
 
Saalo se sambhaal rakha hai inn paiso ko,chura
raha hai koi to le jaane do,

Arse se tanha hi gujaari hai zindagi hamne aaj
agar saj rahi hai mehfil to sajj jaane do,

Phir kabhi beth kar sunayenge tumhe iss dil ki
kahani aaj dard bahut hai sirf aansoo ko beh jaane do,

Shally.




Bohat Bohat Achcha Likha Hai Shally JI,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: January 01, 2009, 12:55:42 PM »
Zindagi Hume Teri Tamanna Kab Hai,.
Jee Rahe Hain Is Aas Mein, Ke Marna Kab Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: January 01, 2009, 03:41:59 PM »
Waah Bhai Waah,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #21 on: January 07, 2009, 08:52:08 AM »
   Na Jaane Woh Yaar Kya Kya Baatein Kehta Hai
   Jab Dekho Tab Bas Apni Hi Dhun Mein Rehta Hai.

    Lab Khamosh Aur Aankhon Mein Hai Kahin Sawaal
     Woh Aksar Jaise Khud Se Hi Ladta Rehta Hai.

     De Raha Hai Subah Tak Ka Waqt Mujhey Woh
    Par Waqt Ka Dariya To Har Pal Behta Rehta Hai

  Bada Nadaan Hai Mujhe Khud Se Judaa Rakhta Hai Woh
   Usse Koi Keh De Wahi To Har Waqt Mujhme Rehta Hai.



 Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB REPLY KIYA SHIHAB JI,


Kabhi suna hai kya tumne ki iss jahaan me hai koi
aisa bhi jo sansoon ke bina zinda rehta hai,

Lout aa o jaane waale tujhse sirf ye mein hi nahi
har rasta kehta hai,

Ham to dar dar bhatke hai tere didaar ki hasrat liye,
khuda jaane tu kis mehfil me rehta hai,

Tujhe boolne ki bewafayi ham kare bhi to kaise suna
hai har insaan me khuda rehta hai...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: January 07, 2009, 02:14:01 PM »
Nice One Again Majid Bhai,.
And Shally Ji,.

Yunhi Likhte Raho,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #23 on: January 11, 2009, 06:17:45 AM »
   Na Jaane Woh Yaar Kya Kya Baatein Kehta Hai
   Jab Dekho Tab Bas Apni Hi Dhun Mein Rehta Hai.

    Lab Khamosh Aur Aankhon Mein Hai Kahin Sawaal
     Woh Aksar Jaise Khud Se Hi Ladta Rehta Hai.

     De Raha Hai Subah Tak Ka Waqt Mujhey Woh
    Par Waqt Ka Dariya To Har Pal Behta Rehta Hai

  Bada Nadaan Hai Mujhe Khud Se Judaa Rakhta Hai Woh
   Usse Koi Keh De Wahi To Har Waqt Mujhme Rehta Hai.



Majid... bahut umda likha hai aapne
Logged
Roja
Guest
«Reply #24 on: January 11, 2009, 06:42:56 AM »
Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB REPLY KIYA SHIHAB JI,


Kabhi suna hai kya tumne ki iss jahaan me hai koi
aisa bhi jo sansoon ke bina zinda rehta hai,

Lout aa o jaane waale tujhse sirf ye mein hi nahi
har rasta kehta hai,

Ham to dar dar bhatke hai tere didaar ki hasrat liye,
khuda jaane tu kis mehfil me rehta hai,

Tujhe boolne ki bewafayi ham kare bhi to kaise suna
hai har insaan me khuda rehta hai...

Shally.

Shally bahut khoob  Applause Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #25 on: January 11, 2009, 08:42:34 AM »
 Applause Applause

Bohat khoob Shihab

Bohat khoob Azeem bhai

Bohat khoob shally..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: January 18, 2009, 02:32:18 PM »
Shukriya Jaya Did,.
And Nice One Again majid Bhaijaan,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #27 on: January 21, 2009, 05:22:32 AM »
Shukariya Shael Ji
Achhi Rep Di Hai Aapne
Baad Main Kuch Bana To Jarur
Rep Karenge.


Shukriya Shihab Ji,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #28 on: January 21, 2009, 05:23:19 AM »
Shally bahut khoob  Applause Applause


Shukriya Roza didi,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #29 on: January 21, 2009, 05:24:02 AM »
Applause Applause

Bohat khoob Shihab

Bohat khoob Azeem bhai

Bohat khoob shally..


Shukriya Honey didi,

Shally.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 12:04:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.172 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer