zindagi kya hai ,shayad yeh nahi jaan payi mein ............

by diva on January 23, 2005, 05:54:13 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2636 times)
diva
Guest
zindagi kya hai ,shayad yeh nahi jaan payi mein
chaha toh bahut tha use , par yeh chahat nahi dikha payi mein
dekhti hi rah gayi use ,par pyaar  nahi jata payi mein
saath chalne ka wada toh kiya ,par wada nahi nibha payi mein
baat toh bahut thi karne ko , par kuch keh na payi mein
zindagi dekhti rahi meri taraf ,par nazar na mila payi mein
dard toh bahut tha dil mein ,par dard samajh na payi mein
zindagi saath chali thi mere ,par usse kadam na mila payi mein
phir door ho gayi zindagi mujhse ,aur kuch bhi kar na payi mein


*nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
J0 Zindagi mein mera h0 nahi sakaa by zeisha in Shayri for Dard -e- Judai
Shayad hum jee nahi sakte jiske bina by pkgoyal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
zindagi mein jaan.............. by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri
Har Mehfil Mein Ab Hamne Tanhaai Payi Hain by sinha_0005 in Shayri for Dard -e- Judai
diva
Guest
«Reply #1 on: January 23, 2005, 05:56:32 PM »
jin mutthion mein sitare the band kabhi
un mein mushkil se band ho pati hai hawaye bhi abhi
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #2 on: January 23, 2005, 06:03:02 PM »
Quote from: "diva"
jin mutthion mein sitare the band kabhi
un mein mushkil se band ho pati hai hawaye bhi abhi


woaaah!!!! bahot khoob
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: January 24, 2005, 01:01:37 AM »
Bohat khoob diva, kya baat hai....
Logged
a_simple_boy_4u
Guest
«Reply #4 on: January 24, 2005, 05:22:10 AM »
Very very Touchin'
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2005, 06:19:25 PM »
NICE WORDINGS DIVA!!!!!
Logged
diva
Guest
«Reply #6 on: January 25, 2005, 06:39:42 AM »
thanx everyone
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #7 on: January 25, 2005, 06:54:07 AM »
Quote from: "diva"
zindagi kya hai ,shayad yeh nahi jaan payi mein
chaha toh bahut tha use , par yeh chahat nahi dikha payi mein
dekhti hi rah gayi use ,par pyaar  nahi jata payi mein
saath chalne ka wada toh kiya ,par wada nahi nibha payi mein
baat toh bahut thi karne ko , par kuch keh na payi mein
zindagi dekhti rahi meri taraf ,par nazar na mila payi mein
dard toh bahut tha dil mein ,par dard samajh na payi mein
zindagi saath chali thi mere ,par usse kadam na mila payi mein
phir door ho gayi zindagi mujhse ,aur kuch bhi kar na payi mein


*nm


very nice one diva

zindagi ehssaas hoti hai koi pyaas nahi hoti
zindagi visvaas hoti hai koi aas nahi hoti
zindagi dil ke riston se banti hai koi majburi nahi hoti
zindagi tanha ho tuh aduri hoti hai kabhi puri nahi hoti
zindagi pyar hoti hai koi dillagi nahi hoti
jee lo iss zindagi ko pyar mein
kyunki anmol hai zindagi koi khel nahi hoti
Logged
a_simple_boy_4u
Guest
«Reply #8 on: January 25, 2005, 07:09:39 AM »
good one sandhya....again a nice post.....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #9 on: January 25, 2005, 07:40:21 AM »
Quote from: "a_simple_boy_4u"
good one sandhya....again a nice post.....


thank u simple boy
meri himmat badane ke liye bahut sukriya
Logged
diva
Guest
«Reply #10 on: January 25, 2005, 07:55:48 AM »
wowwwwwwwwwwwwwww
 sandhya nice reply
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: January 25, 2005, 04:19:17 PM »
Good one Sandhaya!!!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #12 on: January 26, 2005, 05:47:43 AM »
aap sab ka sukariya dosto pooja diva simple boy
thank u very much
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 10:08:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.184 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer