My All Time Favourite Songs...................

by Talat on May 20, 2005, 07:08:13 AM
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28 29 30
Print
Author  (Read 34134 times)
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #390 on: October 18, 2008, 12:08:50 AM »
Shukriya Sayyid....aap bhi yahan apne pasandida gaane post kar sakte hain Usual Smile

Shukriya celmira ji.

Digar arz-e-khidmat hai ke shaayad aap ne safa no. 24-25 nahi dekha, zarur apne khayalaat ka izhar farmayen, shukriya.... Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My favourite songs............. by khushiiiii in Songs & Lyrics « 1 2 ... 26 27 »
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
Talat
Guest
«Reply #391 on: October 18, 2008, 05:25:16 PM »
Bhot koob Celmira ji aap ke pasandidah geet asal me hamare bhi pasandidah hen, balke hardil aziz hen, behtareen intekhab he aapka, khas kar ye geet to behad pasand hen hame:

wo jab yaad aaye bahot yaad aaye

Lag ja gale ki phir ye haseen raat ho na ho

Mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam

Yaad me teri jaag jaag kar hum

Aaj hum apni duaaon ka asar dekhenge

Chalo ek baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono

ye mera deewaanapan hai, ya mohabbat ka suroor

Jaane wo kaise log the jinke pyaar ko pyaar mila

Agar tum mil jao....zamana chorh denge hum

Ho ke majboor mujhe usne bhulaya hoga

Ham Ne Dekhi Hai In Aankhoon Ki Mahakati Khushboo

qareeb sabhi geet dad bhare hen magar "ho ke majboor mujhe" ye geet ne to dil hila diya sachmuch aankh me paani aagaya ye padh kar, {wo din jab yaad aate hen kaleja munh ko aata he} yahan oron ne bhi apni pasand ke moti bikhere hen, or is majlis ko jagmagaya he, sab ne bohot khoob likha he.


Shukriya Sayyid Usual Smile waqai ye sab gaane behad khoobsurat hain  icon_king
Logged
Roja
Guest
«Reply #392 on: January 11, 2009, 04:01:33 PM »
Movie: Namak Haraam
Singer : Kishore Kumar


diye jalate hai.n, phUl khilate hai.n
ba.Dii mushkil se magar, duniyaa me.n log milate hai.n

jab jis vaqt kisiikaa, yaar judaa hotaa hai.n
kuchh naa pUchho yaaro.n dil kaa, haal buraa hotaa hai
dil pe yaado.n ke jaise, tiir chalate hai.n
diye ...

daulat aur javaanii, ek din kho jaatii hai,
sach kahataa huu.N, saarii duniyaa
dushman ban jaatii hai
umr bhar dost lekin, saath chalate hai.n
diye ...

is ra.Ng-dhuup pe dekho, haragij naaz naa karanaa,
jaan bhii maa.Nge, yaar to de denaa, naaraaz naa karanaa
ra.Ng u.D jaate hai.n, dhuup Dhalate hai.n
diye ...

Logged
Talat
Guest
«Reply #393 on: February 24, 2009, 01:33:55 PM »
Very Nice Song Roja.....mujhe bhi pasand hai ye song Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #394 on: March 15, 2009, 10:35:13 AM »
Movie: Aas Paas

Hamako bhii Gam ne maaraa
tumako bhii Gam ne maaraa
ham sabako Gam ne maaraa
is Gam ko maar Daalo

hamako bhii Gam ne maaraa
tumako bhii Gam ne maaraa
ham sabako Gam ne maaraa
is Gam ko maar Daalo -2

ye Gam kabhii Kushii kaa aramaan ban ke aayaa
ha.Nsate huye ye dil me.n mehamaan ban ke aayaa
ghar se ise nikaalo
is Gam ko maar Daalo

Hamako bhii Gam ne maaraa
tumako bhii Gam ne maaraa
ham sabako Gam ne maaraa
is Gam ko maar Daalo

din ko ta.Dapate hai.n wo raato.n ko jaagate hai.n
naadaan hai.n ba.De wo jo Gam se bhaagate hai.n

Ha.Ns kar gale lagaa lo
is Gam ko maar Daalo
hamako bhii Gam ne maaraa
tumako bhii Gam ne maaraa
ham sabako Gam ne maaraa
is Gam ko maar Daalo -2

har aarazuu hai chhoTii ye zi.ndagii ba.Dii hai
wo saamane nazar ke dekho Kushii kha.Dii hai
aawaaz do bulaa lo
is Gam ko maar Daalo
hamako bhii Gam ne maaraa
tumako bhii Gam ne maaraa
ham sabako Gam ne maaraa
is Gam ko maar Daalo
hamako bhii Gam ne
tumako bhii Gam ne
ham sabako Gam ne
is Gam ko maar Daalo
Logged
Talat
Guest
«Reply #395 on: April 03, 2009, 08:03:11 PM »
Humsafar Mere Humsafar, Pankh Tum Parvaaz Hum
Zindagi Kaa Saaz Ho Tum, Saaz Ki Aawaaz Hum
Humsafar Mere Humsafar, Pankh Tum Parvaaz Hum
Zindagi Kaa Geet Ho Tum, Geet Kaa Andaaz Hum

Aa.Nkh Ne Sharmaa Ke Kah Dii
Dil Ke Sharmaane Kii Baat
Pyaar Kii Tum I.Ntahaa Ho
Pyaar Kii Aaghaaz Tum
Humsafar Mere Humsafar ...

Jii Mein Ho Jab Aasman Ki
Yaa Zamin Kii Baat Ho
Khatm Hoti Hai Tumhii.N Par
Ab Kahin Kii Baat Ho
Ho Hasin Tum, Mahjabin Tum
Aur Tumhaaraa Naaz Hum
Humasafar Mere Humasafar
Logged
Roja
Guest
«Reply #396 on: April 05, 2009, 05:00:30 PM »
Movie: Muqaddar Ka Sikandar
Singer: Kishore Kumar

ishq vaalo.n se na puu.nchho ki
unakii raat kaa aalam tanahaa kaise guzarataa hai
judaa ho hamasafar jisakaa, vo usako yaad karataa hai
na ho jisakaa koI vo milane kii fariyaad karataa hai

salaam-e-ishq merii jaa.N zaraa qubuul kar lo
tum hamase pyaar karane kii zaraa sii bhuul kar lo
meraa dil bechain, meraa dil bechain hai hamasafar ke liye

mai.n sunaauu.N tumhe.n baat ik raat kii
chaa.nd bhii apanii puurii javaanii pe thaa
dil me.n tuufaan thaa, ek aramaan thaa
dil kaa tuufaan apanii ravaanii pe thaa
ek baadal udhar se chalaa jhuum ke
dekhate dekhate chaa.nd par chhaa gayaa
chaa.nd bhii kho gayaa usake aagosh me.n
uf ye kyaa ho gayaa josh hii josh me.n
meraa dil dhaDakaa,
meraa dil taDapaa kisiikii nazar ke liye
salaame-ishq merii jaa.n zaraa qubuul kar lo ...

isake aage kii ab daastaa.n mujhase sun
sunake terii nazar DabaDabaa jaaegii
baat dil kii jo ab tak tere dil me.n thii
meraa daavaa hai ho.nTho.n pe aa jaaegii
tuu masiihaa muhabbat ke maaro.n kaa hai
ham teraa naam sunake chale aae hai.n
ab davaa de hame.n yaa tuu de de zahar
terii mahafil me.n ye dilajale aae hai.n
ek ehasaan kar, ehasaan kar,
ik ehasaan kar apane mehamaan par
apane mehamaan par ek ehasaan kar
de duaae.n, de duaae.n tujhe umr bhar ke liye
salaame-ishq merii jaa.n zaraa qubuul kar lo ...

Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #397 on: April 18, 2009, 08:00:17 AM »
nice collection...
Logged
Talat
Guest
«Reply #398 on: April 20, 2009, 05:41:23 PM »
Thanks Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #399 on: May 14, 2009, 02:56:53 PM »
Movie: Sangam
Singer : Mohammad Rafi


ye meraa premapatra pa.Dha kara ke
ki tuma naaraaja naa honaa
ki tuma merii zi.ndagii ho - 2

tujhe mai.n chaa.Nda kahataa thaa
magara usame.n bhii daaG hai
tujhe suuraja mai.n kahataa thaa
magar usame.n bhii aaga hai
tujhe itanaa hii kahataa huu.N
ki mujhako (tumase pyaara hai - 3)
ye meraa premapatra ...

tujhe ga.ngaa mai.n samajhuu.Ngaa
tujhe jamunaa mai.n samajhuu.Ngaa
tuu dil ke paasa hai itanii
tujhe apanA mai.n samajhuu.Ngaa
agara mara jaaU.N rUh bhaTakegI
tere (i.ntajaara me.n - 3)
ye meraa premapatra pa.Dha kara ke
ki tuma naaraaja naa honaa
ki tuma merii zi.ndagii ho
ki tuma merii ba.ndagii ho
Logged
Talat
Guest
«Reply #400 on: May 14, 2009, 02:58:53 PM »
Wow...one of my favourites Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #401 on: May 14, 2009, 03:47:07 PM »
fav  for me too... Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #402 on: May 20, 2009, 02:21:43 PM »
Mujhe Chhu rahi hain, teri garm saansen,
Mere raat aur din mahekne lage hain
Teri narm saanson ne aise chhua hai,
Ke mere to paun, bahekne lage hai
Mujhe chhu rahi hain...

Labon se agar tum, bula naa sako to,
Nigahon se tum naam, lekar bula lo
Tumhari nigahen bahot bolti hain,
Zara apni aankhon par, palken gira do
Mujhe chhu rahi hain....

Pata chal gaya hai ki, manzil kaha hai,
Chalo dil ke lambe, safar pe chalenge
Safar khatm kar denge hum to wahin par,
Jahan tak tumhare, kadam le chalenge

Mujhe Chhu rahi hain, teri garm saase,
Mere raat aur din mahekne lage hain
Logged
Roja
Guest
«Reply #403 on: May 20, 2009, 02:25:12 PM »
aahaa... nice song dear...I love this song..
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #404 on: May 29, 2009, 09:31:40 PM »
Bohot umda celmira ji saath me roja ji bhi shamil hogaye, sone pe suhaga.....
Logged
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28 29 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 03:34:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer