My favourite songs.............

by khushiiiii on June 24, 2005, 04:51:59 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 27
Print
Author  (Read 28356 times)
khushiiiii
Guest
Mere dil ko ye kya ho gaya mein na jaanu kaha kho gaya
Kyun lage din mein bhi raat hai dhoop mein jaise barsaat hai
Aisa kyun hota hai baar baar kya isko hi kahte hai pyaar

Sapne naye sajne lage duniya nayee lagne lagee
Pahle kabhi aisa na hua kya pyaas ye jagne lagee
Madhosiya ka hai sama who jukhne laga aasma
Khamoshi bani hai juban chade hai koi daastaan
Dhadkan pe bhi chaya hai khumaar
Aisa kyun hota hai baar baar……………………


Aaine mein jo dekha khud ko
Aaye sharm aakhein jhuki
Dhak se mera dhadka jiya
ek pal ko ye saanse ruki
ab chudi satane lagi
raaton ko jagaane lagi
mein yun hi machlane lagi
kuch kuch badalne lagi
jaane rahti hoon kyun bekaraar
aisa kyun hota hai baar baar

mere dil ko ye kya ho …………………………
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My All Time Favourite Songs................... by Talat in Songs & Lyrics « 1 2 ... 29 30 »
My 10 favourite songs..... by Rishi Soumya in Songs & Lyrics
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
khushiiiii
Guest
«Reply #1 on: June 24, 2005, 05:06:07 AM »
Waada raha pyaar se pyaar ka ab hum na honge juda
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda
Chaahe tumhe kis kadar mera dil tumko nahi hai pata
Ye meri dhadkane sun raha hai khuda

Waada raha……………………………….

Dono jaha ko bhula hoon mein
Aisi lagi hai thujse lagan
Chahe kaho isse deewangi
Chahe kaho isse deewanapan

Dil ne kaha dil ne suna
Maine tumhe dilbar chuna
Ab dooriyan na rahi darmiyaan
Kya rang laaye dua

Ye meri dhadkane sun raha hai khuda
Chaahe tumhe kis……………………………..

Dekha tumhe to aisa lage
Mujhko mila manzil ka pata
Chalna hai ab humko saath mein
Tu se juda mera raasta

Maine to li hai ye kasam
Paao tumhe janam janam
Sajda kiye maine shaamo sehar
Maanga hai tumko sada

Ye meri dhadkane sun raha hai khuda

Waada raha pyaar se …………………………………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #2 on: June 24, 2005, 05:46:25 AM »
Choti si kahani se baarisho ke paani se
Saari vaadi bhar gaye
Na jaane kyun dil bhar gaya
Na jaane kyun aankh bhar gaye

Shakho pe patte the patto pe
Boonde thi boondo mein paani tha
Paani mein aaso the
Aa …..aa………aa

Choti si kahani se…………………………

Rukti hai thamti hai kabhi barasti hai
Baadal mein paav rakhke baarish machalti hai
La….la…………..la

Choti si kahani se…………………………..

Dil mein gile bhi the pahle mile bhi the
Milke paraaye the do hum saaye the
aa…aa..aaaa…………

choti si kahani se baarisho ke paani
saari vaadi bhar gayee
na jaane kyun dil bhar gaya
na jaane kyun aankh bhar gayee
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #3 on: June 24, 2005, 05:55:12 AM »
Ae meri zindagee tu mere saath hai
Ab mujhe is zamaane ki parvaah nahi
Jaan de doongi mein jaan le loongi mein
Koi keemat chukane parvaah nahi

Ae meri zindagee tu mere saath hai

Teri chahat si koi bhi chahat nahi
Kyunki issme kabhi bhi banawat nahi
Kudratan husn tera hai sabse hasi
Duniyadaar ki issme milawat nahi – 2
Isko paana hai mujhko har ek haal mein – 2
Issme jaan bhi lutaane ki parwaab nahi

Ae meri zindagee tu mere saath hai

Tu khuda hai mera mera imaan hai
Ishq karna tera mujhpe ahsaan hai
Tu subha ka ujaala mere vaaste
Tu mere vaaste dilnashi shaam – 2
Tere dil mein thikana rahe umarbhar – 2
Fhir kisi aashiyaane ki parvaah nahi

Ae meri zindagee tu mere saath hai…………………………………..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #4 on: June 24, 2005, 06:33:35 AM »
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena
Tumbin kya hai jeena

Tumbin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tumbin
Aa jaao laut kar tum
Ye dil kah raha hai – 2

Fhir shaam tanha jaagi
Fhir yaad tum aa rahe hoo
Fhir jaan nikalne lagi hai
Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2
Is dil mein yaado ke mele hai
Tumbin bahut hum akele hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye – 2
Is dil se tofaan gujarte hai
Tumbin to jeete na marte hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Tumbin kya hai jeena…………………………………..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2005, 08:11:42 AM »
Dil to udne laga ye kya hone laga
Ye kaun sa maud hai
Kaise kaise chori chori
Dheere dheere meethe meethe
Sapne sanjoda hai dil

Lahre meri aaghosh mein
Kaise raho mein hosh mein
Dhadkan mein hai kaisi jalan
Bas mein nahi kyun mera mann
Jawan jawan ye sama
Hua hai badguma
Labo ke darmiyaan
Ghuli ghuli daastaan
Ye kaun sa maud hai……………………

Humchul machi kyun aaj hai
Kaisi meri parwaaz hai
Paagal hawa rangeen safar
Manzil hoon mein bekhabar
Naya naya dard hai
Naye ahsaas hai
Naye armaan hai
Nayee nayee pyaas hai
Ye kaun sa maud hai
Kaise kaise chori chori
Dheere dheere meethe meethe
Sapne sanjoda hai dil

dil to udne laga.........................
[/b]
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: June 24, 2005, 08:15:52 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena
Tumbin kya hai jeena

Tumbin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tumbin
Aa jaao laut kar tum
Ye dil kah raha hai – 2

Fhir shaam tanha jaagi
Fhir yaad tum aa rahe hoo
Fhir jaan nikalne lagi hai
Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2
Is dil mein yaado ke mele hai
Tumbin bahut hum akele hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye – 2
Is dil se tofaan gujarte hai
Tumbin to jeete na marte hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Tumbin kya hai jeena…………………………………..



:thumb:
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #7 on: June 24, 2005, 08:18:25 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena
Tumbin kya hai jeena

Tumbin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tumbin
Aa jaao laut kar tum
Ye dil kah raha hai – 2

Fhir shaam tanha jaagi
Fhir yaad tum aa rahe hoo
Fhir jaan nikalne lagi hai
Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2
Is dil mein yaado ke mele hai
Tumbin bahut hum akele hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye – 2
Is dil se tofaan gujarte hai
Tumbin to jeete na marte hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Tumbin kya hai jeena…………………………………..



:thumb:


thanx dumbo lolzzzz
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #8 on: June 24, 2005, 09:13:07 AM »
Tera mera pyaar amar fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi bata kyun dil dhadke rah rah kar

Kya kaha hai chaand ne ke jisko sunke chaandini
Har lahar pe jhoom ke kyun ne naachne lagi
Chahat ka hai harso asar
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………..

Hai shabaab par umang har khushi jawaan hai
Meri dono baahon mein jaise aasmaan hai
Chalti hoon mein taaro par
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………


Kah raha hai mera dil ke ab ye raat na dale
Khusiyon ka ye silsila aise hi chala chale
Tujhko dekho dekho jidhar
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………

Tera mera pyaar…………………………………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #9 on: June 24, 2005, 09:35:12 AM »
Aate aate aa gaye paas hum
Jaate jaate le gaye tum sanam
Meri neende mere saare sapne
Le chalo mujhko bhi saath apne
Tum na maano to tumko kasam

Aate aate…………………………

Chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo
Haanji ha haanji ha …….na ji na na ji na………
Aaj tum humse saara jaha maang lo

Aate aate ……………………………………….

Paas itne aur aata nahi kuch nazar
Humko apni khabar na kisi ki khabar
Dhoond lena hume kho jo jaaye agar

Aate aate ……………………………….
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #10 on: June 24, 2005, 10:13:32 AM »
Tu jo mere sur  mein sur mila le
Sang gaa le to zindagee ho jaaye safal
Tu mere mann ka ghar bana le
Sang gaa le to zindagee ho jaaye safal

Chaandini raaton mein
Haath liye haatho mein – 2
Dhoobe rahe ek doosre ki ras bhari baton mein
Tu jo mere sang mein muskura le
Mann laga le to zindagee ho jaaye safal

Kyun hum baharo se
Khushiya udhaar le – 2
Kyun na milke hum hi khud apna
Jeevan savaar le
Tu jo mere path mein deep jala de
Ho ujaale to bandage jaaye safal


Tu jo mere sur mein………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #11 on: June 24, 2005, 10:35:56 AM »
Aaja re pardesi
Mein to kab se khadi is paar
Ke aankhiyan thak gaye panth nihaar
Aaja re pardesi……………..

Tum sang janam janam ke fhere
Bhool gaye kyun saajan mere
Tadpat hoon mein saanjh saver
Oh aaja re…………………

Mein nadiya fhir bhi mein pyaasi
Bhed ye gahra baat zara si
Aa mil mere jeevan saathi
Aaja re mein to…………………………..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #12 on: June 24, 2005, 10:55:37 AM »
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi chura sanam
Badal ke meri tum zindgaani kahin
Badal na jaana sanam

Bahar banke aao kabhi tumhari duniya mein
Badal na jaaye ye din kahin issi tamnna mein
Tum mere ho oh tum mere ho
Aaj to itna waada karte jaana
Chura liya……………………………….

Sajaonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo zigar ka doonga hasi labo ki laali ko
Hai wafa kya is jahan ko ek din dikhla doonga mein deewanaa
Chura liya ………………………..
Logged
Suhas
Guest
«Reply #13 on: June 24, 2005, 11:11:59 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena
Tumbin kya hai jeena

Tumbin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tumbin
Aa jaao laut kar tum
Ye dil kah raha hai – 2

Fhir shaam tanha jaagi
Fhir yaad tum aa rahe hoo
Fhir jaan nikalne lagi hai
Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2
Is dil mein yaado ke mele hai
Tumbin bahut hum akele hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye – 2
Is dil se tofaan gujarte hai
Tumbin to jeete na marte hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Tumbin kya hai jeena…………………………………..


Nice Song..........................Khushiiiiiiiiiiiiii!!!!!!! and nice collections too!!!!!!!
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #14 on: June 24, 2005, 11:17:34 AM »
Quote from: "Suhas"
Quote from: "khushiiiii"
Tumbin kya hai jeena kya hai jeena
Tumbin kya hai jeena

Tumbin jiya jaaye kaise
Kaise jiya jaaye tumbin
Aa jaao laut kar tum
Ye dil kah raha hai – 2

Fhir shaam tanha jaagi
Fhir yaad tum aa rahe hoo
Fhir jaan nikalne lagi hai
Kyun mujhko tadpa rahe hoo – 2
Is dil mein yaado ke mele hai
Tumbin bahut hum akele hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye – 2
Is dil se tofaan gujarte hai
Tumbin to jeete na marte hai
Aa jaao laut kar tum ye dil kah raha hai – 2

Tumbin kya hai jeena…………………………………..


Nice Song..........................Khushiiiiiiiiiiiiii!!!!!!! and nice collections too!!!!!!!


thanx Suhas.......................
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 07:10:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer