My favourite songs.............

by khushiiiii on June 24, 2005, 04:51:59 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 27
Print
Author  (Read 28424 times)
bhambra
Guest
«Reply #45 on: June 28, 2005, 10:33:46 AM »
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)
Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My All Time Favourite Songs................... by Talat in Songs & Lyrics « 1 2 ... 29 30 »
My 10 favourite songs..... by Rishi Soumya in Songs & Lyrics
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
khushiiiii
Guest
«Reply #46 on: June 28, 2005, 10:34:04 AM »
Quote from: "bhambra"
You’re mine, say you’re mine
What do you think?

Piyu bole piya bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na

Not bad, ab yeh suno
Dil ki jo baatein hain, baatein jo dil ki hain

Dil hi mein rakhna piya

Lab to na kholoon main, kholoon na lab to par

Aakhon se sab keh diya
Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na

Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na

Ek nadi se maine poochha itla ke chaldi kahan
Door tere peekha ghar hai balkhaake chaldi kahan
Thoda woh ghabraayi thoda sa sharmaayi
Ujhli yahaan se wahaan
Saagar se milne ka uska jo sapna tha meri hi tarah piya
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na

Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Maine poocha ek ghata se itra ke chaldi kahan
Pyaas ki bari zameen hai barson bhi tarsao na
Thoda woh gurraayi thoda sa tharraayi
Gajhri yahaan se wahaan
Preet rootha thi phir cham cham woh barsi hi teri tarah piya

Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Piyu bole piya bole kya yeh bole jaanu na
Jiya dole hole hole kyon yeh dole jaanu na
Piyu bole piya bole jaanu na


hey thanx bhambra..........
and ya call me khushi plzzz not khushi ji
Logged
bhambra
Guest
«Reply #47 on: June 28, 2005, 10:39:46 AM »
ok, khushi when u r insisting me :D  then i'll call u KHUSHI, by the way, do u like the song 'aane wala pal', i like it verymuch ~~~ .
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #48 on: June 28, 2005, 10:44:05 AM »
Quote from: "bhambra"
ok, khushi when you r insisting me :D  then i'll call you KHUSHI, by the way, do you like the song [you]'aane wala pal'[/you], i like it verymuch ~~~ .[/i][/color]


yup bhambra....i like this song...........and thanx for yr contribution
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #49 on: June 30, 2005, 06:24:15 AM »
Na jaane kyun hota hai ye zindagee ke saath
Achaanak ye mann kisi ke jaane ke baad
Kare fhir uski yaad choti choti si baat
Na jaane kyun…………………………

Jo anjaan pal dhal gaye kal
Aaj woh rang badal badal
Mann ko machal machal
Rahe hai chall
Na jaane kyun  na jaane kyun………..jo anjaan pal
Saje bina mere naino
Toote haai re sapno ke mahal
Na jaanu kyun…………………………….


Wahi hai safar wahi hai dagar
Hai nahi saath mere magar ab mera humsafar
Dhoonde nazar idhar udhar
wahi hai safar…………….
Kaha gayee shaame madbhari
woh mere mere woh din gaye kidhar

Na jaane kyun………………………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #50 on: June 30, 2005, 06:47:33 AM »
Jaadu hai tera hi jaadu jo mere dil pe chaane laga
Deewaane mere ye to bata kya kiya tune
Meetha sa dard hone laga

Ye kya hua pahle na  aise hota tha mein hoon kaha mein jaanu na……….2
Koi muhe itna bata de ghar ke mere mujhko pata de………

Jaadu hai tera hi jaadu………………………………….

Jaaneman oh jaanejaa kya hai iraada bata
Chune de in hootho ko hootho se mere zara

Kya khoob hai mein bhi kaisa deewana tha yun ishq se anjaana tha………2
Paagal mujhe tune banaya
Chahat hai kya mujhko shikhyaya..

Jaadu hai tera hi jaadu ………………………..

Maine to ye jaana na hota hai kya intzaar
Mera dil kyun maane na mujhko to ho gaya hai pyaar

Mein chain se pahle raato ko soti thi
Tune meri neende looti………………..2
Ye rog kya tune lagaya….deewanapan kaisa jagaya………..

Jaadu hai tera hi jaadu…..…………………………..
Logged
bhambra
Guest
«Reply #51 on: June 30, 2005, 07:10:30 AM »
I dont know if u like this song, but i like this very much.

jaane vaalon zaraa, mud ke dekho mujhe
ek insaan hoon main tumhaari tarah
jaane vaalon zaraa, mud ke dekho mujhe
ek insaan hoon main tumhaari tarah

jisane sabako rachaa, apane hi roop se
usaki pahachaan hoon main tumhaari tarah
jaane vaalon zaraa ...

is anokhe jagat ki main taqadeer hoon -2
main vidhaataa ke haathon ki tasaveer hoon
ek tasaveer hoon
is jahaan ke liye, dharati maan ke liye
shiv kaa varadaan hoon, main tumhaari tarah
jaane vaalon zaraa...

man ke andar chhipaae milan ki lagan -2
apane suraj se hoon ek bichhadi kiran
ek bichhadi kiran
phir rahaa hoon bhatakataa, main yahaan se vahaan
aur pareshaan hoon, main tumhaari tarah
jaane vaalon zaraa...

mere paas aao chhodo yah saaraa bharam -2
jo meraa dukh vahi hai tumhaaraa bhi Ghum
hai tumhaaraa bhi Ghum
dekhataa hoon tumhein, jaanataa hoon tumhein
laakh anjaan hoon, main tumhaari tarah
jaane vaalon zaraa...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #52 on: June 30, 2005, 07:18:37 AM »
lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun(2)
nasha hi nasha raat din hai na pucho yeh kaisa pyar hai

lafzon mein...

halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,
pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,
chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi paagal mujhko kar gayi janeman
janeja
na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai(2)
nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai

lafzon mein

mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar
kehti hai chahate deewana mein ho gaya
teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya
yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar kab jaaga kab so gaya jane man
janeja

lafzon mein.......
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #53 on: June 30, 2005, 07:22:34 AM »
Quote from: "bhambra"
lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun(2)
nasha hi nasha raat din hai na pucho yeh kaisa pyar hai

lafzon mein...

halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,
pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,
chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi paagal mujhko kar gayi janeman
janeja
na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai(2)
nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai

lafzon mein

mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar
kehti hai chahate deewana mein ho gaya
teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya
yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar kab jaaga kab so gaya jane man
janeja

lafzon mein.......


nice songs bhambra..........................
Logged
bhambra
Guest
«Reply #54 on: June 30, 2005, 07:24:17 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "bhambra"
lafzon mein keh na sakun bin keh bhi reh na sakun(2)
nasha hi nasha raat din hai na pucho yeh kaisa pyar hai

lafzon mein...

halki si barsaat mein, pehli mulakat mein,
pehli hi baar mein dil ko mere le gayi,
chahat ke ikrar mein anjaana gham de gayi.
aayi jab saamne jaane kyun woh darr gayi paagal mujhko kar gayi janeman
janeja
na jaane kya baat hai lage ki din mein raat hai(2)
nayi hai subah to nayio shaam ajab haal mera yaar hai

lafzon mein

mera dil meri jaan mein yahan tu hai kahan
mein dekhun mudke jidhar,aaye mujhe tu nazar
kehti hai chahate deewana mein ho gaya
teri chahat mein sanam najaane kab kho gaya
yeh kaisa hai asar mujhko na itni khabar kab jaaga kab so gaya jane man
janeja

lafzon mein.......


nice songs bhambra..........................
Thanks Khushiii.....
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #55 on: June 30, 2005, 08:37:39 AM »
Aur kya ahd-e-wafa hote hai
log milte hai
log milte hai juda hote hai
aur kya ahd-e-wafa hote hai

Kab bichhar jaye hum safar hi to hai
kab badal jaye ek nazar hi to hai
Jaan-o-dil jis pe
Jaan-o-dil jis pe fida hote hai
aur kya ahd-e-wafa hote hai

Baat nikli thi ek zamane ki
jis ko aadat hai bhool jaane ki
Aap kyu hum se
Aap kyu hum se khafa hote hai
aur kya ahd-e-wafa hote hai

Jab rula lete hai jee bhar ke hume
Jab sata lete hai jee bhar ke hume
Tab kahi khush woh
Tab kahi khush woh zara hote hai
Aur kya ahd-e-wafa hote hai
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #56 on: June 30, 2005, 08:40:21 AM »
Quote from: "Saba_Saba"
Aur kya ahd-e-wafa hote hai
log milte hai
log milte hai juda hote hai
aur kya ahd-e-wafa hote hai

Kab bichhar jaye hum safar hi to hai
kab badal jaye ek nazar hi to hai
Jaan-o-dil jis pe
Jaan-o-dil jis pe fida hote hai
aur kya ahd-e-wafa hote hai

Baat nikli thi ek zamane ki
jis ko aadat hai bhool jaane ki
Aap kyu hum se
Aap kyu hum se khafa hote hai
aur kya ahd-e-wafa hote hai

Jab rula lete hai jee bhar ke hume
Jab sata lete hai jee bhar ke hume
Tab kahi khush woh
Tab kahi khush woh zara hote hai
Aur kya ahd-e-wafa hote hai


hey saba i was just thinking about this song............................. i like this song.............thanx for yr contribution.......................
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #57 on: June 30, 2005, 09:12:33 AM »
Kabhi neem neem kabhi shehad shehad kabhi naram naram kabhi sakt sakt(2)
mora piya mora piya moya piya ho....
nazro ke teer mein basa hai pyar ...jab bhi chala hai woh dil ke paar
lajja se mare re yeh jiya piya re ...lajja se mare yeh jiya

 Shondha ki laali mukh chamkaye.... sohndhi sohndhi khushboo mann behkaye.... zulfo ki raina aaj kyon na chhaye ...
Oh…….. chaand sitaare dekhenge saare chand sitare dekhenge saare ..
.lajja se mare re yeh jiyaa ..piyaa...lajja se mare yeh jiya...

kabhi neem...................…………………………….
Goirage mann tera hai saheb ji ......mere seene mein hai qaid woh ab ji...
Preet ki rakho na aye mere rab ji....ho ruswa huyi toh duniya hanse toh(2)
lajja se mare yeh jiya...piyaa...lajja se mare re yeh jiya ....

Kabhi neem....................... ………………….
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #58 on: June 30, 2005, 11:09:52 AM »
Ehsaan tera hoga mujhpar dil chahta hai jo kahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gaye hai mujhe palko ki chaav mein rahne do

Ehsaan tera……………………………………………..

Tumne mujhko hasna shikhya rone kahoge rolenge ab …
Rone kahoge rolenge ab
Aaso ke humaare gum na karo ye bahte to bahne do
Mujhe tujhse mohabbat ho gaye hai mujhe palo ki chaav mein rahne do

Ehsaan tera …………………………………

Chaahe bana do chaahe mita do
Mar bhi gaye to denge duae………..2
Ud ud ke kahegi khaak sanam
Ye darde mohabbat sahne do
Mujhe tumse mohabbat ho gaye hai mujhe palko ki chaav mein rahne do

Ehsaan tera…………………………..
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #59 on: June 30, 2005, 11:11:09 AM »
Kuch bolke khaamoshiya tadpaane lagi hai
Chup rahne pe majboriya yaad aane lagi hai
Tu bhi meri tarah has le aanso palko pe thaam ke
Jitni hai khushi  ye bhi ashko mein na bah jaaye
Jitni hai khushi ye bhi ashko mein na bah jaaye
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 10, 2024, 02:47:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.16 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer