My favourite songs.............

by khushiiiii on June 24, 2005, 04:51:59 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 27
Print
Author  (Read 28450 times)
qayda
Guest
«Reply #90 on: July 31, 2005, 02:12:42 PM »
Quote from: "khushiiiii"
Tera mera pyaar amar fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi bata kyun dil dhadke rah rah kar

Kya kaha hai chaand ne ke jisko sunke chaandini
Har lahar pe jhoom ke kyun ne naachne lagi
Chahat ka hai harso asar
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………..

Hai shabaab par umang har khushi jawaan hai
Meri dono baahon mein jaise aasmaan hai
Chalti hoon mein taaro par
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………


Kah raha hai mera dil ke ab ye raat na dale
Khusiyon ka ye silsila aise hi chala chale
Tujhko dekho dekho jidhar
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………

Tera mera pyaar…………………………………




lekin khushi jee ye mohabbat amar ho jaye ye jaroori nahi hai, phir bhi aapko lagta hai ki ye sachmuch amar hai to........ shayad aap theek hi hongi.
lekin......

amar hota hai mohabbat tabhi to tazmahal hai
lekin ye dastoor bas mumtaz tak thi..........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
My All Time Favourite Songs................... by Talat in Songs & Lyrics « 1 2 ... 29 30 »
My 10 favourite songs..... by Rishi Soumya in Songs & Lyrics
My Favourite songs by redwhitegang in Songs & Lyrics
Your Favourite Songs by pandit in Songs & Lyrics
qayda
Guest
«Reply #91 on: July 31, 2005, 02:13:27 PM »
Quote from: "khushiiiii"
Tera mera pyaar amar fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi bata kyun dil dhadke rah rah kar

Kya kaha hai chaand ne ke jisko sunke chaandini
Har lahar pe jhoom ke kyun ne naachne lagi
Chahat ka hai harso asar
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………..

Hai shabaab par umang har khushi jawaan hai
Meri dono baahon mein jaise aasmaan hai
Chalti hoon mein taaro par
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………


Kah raha hai mera dil ke ab ye raat na dale
Khusiyon ka ye silsila aise hi chala chale
Tujhko dekho dekho jidhar
Fhir kyun mujhko lagta hai darr
Mere jeevan saathi………………………

Tera mera pyaar…………………………………
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #92 on: August 01, 2005, 09:20:35 AM »
Mujhe tum yaad karna aur mujho yaad aana tum
Magar tum laut ke aaoge ye mat bhol jaana tum


Akeli hogi tum dekho
Kahi aisa na ho jaaye
Jo ab hotho pe hai muskaan
Woh muskaan kho jaaye
Zara logo se milna tum
Zara hasna hasana tum

Magar tum laut ke aaoge ye mat bhol jaana tum

Mujhe tum yaad…………………………

Agar ladki koi mile
Tumhe jo khoobsurat hoo
Tumhari dosti ki sayad usko bhi zaroorat hoo
Agar woh paas aaye muskuraaye
Muskuraana tum
Magar mein laut aaonga ye mat bhol jaana tum

Mujhe tum yaar karna aur mujhko yaad aana tum
Logged
bhambra
Guest
«Reply #93 on: August 01, 2005, 09:26:34 AM »
Hey khushi i heard this song just once, but nice lyrics. Anil kapoor aur Rati agnihotri hai is film me, naam yaad nahin............but nice song. Par Ya main laut k to jaroor aaunga, hai na? :D
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #94 on: August 01, 2005, 09:27:50 AM »
Quote from: "bhambra"
Hey khushi i heard this song just once, but nice lyrics. Anil kapoor aur Rati agnihotri hai is film me, naam yaad nahin............but nice song. Par Ya main laut k to jaroor aaunga, hai na? :D


lolzzzzzzzz bhambra................haanji jaroor aaoge..................
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #95 on: August 01, 2005, 09:40:27 AM »
Sili hawa cho gayee
Sila badan sil gaya
Neeli nadi ke pare
Neela sa chaand khil gaya

Tumse mili thi jo zindagee
Humne abhi khoyee nahi…………..2
Tere siva koi na tha
Tere bagair koi nahi
Sili hawa cho gayeee………………..

Jaane kaha kaise sahar
Leke chala ye dil mujhe……………2
Tere bagair din na dala
Tere bagair shab na bhuje
Sili hawa cho gayee……………..

Jitne bhi tay karte gaye
Badte  gaye ye faasle…………….2
Milo se din chod aayee..
Saalo se raat leke chale
Sili hawa cho gayee……………
Logged
bhambra
Guest
«Reply #96 on: August 01, 2005, 09:42:16 AM »
Wo its one of my fav. song yaar, thanx, and nice choice........................... :wink:
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #97 on: August 01, 2005, 09:43:34 AM »
thanx bhambra...............i luv this song.....................
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #98 on: August 01, 2005, 09:56:35 AM »
Agar tum mil jaao zamaana chod denge hum…..2
Tumhe paakar zamaane bhar se rishta thod lenge hum
Agar tum mill jaao zamana chod denge hum

Bina tere koi dilkash nazaara hum na dekhenge….2
Tumhe na ho pasand usko dubaara hum na dekhene
Teri surat na ho jisme
Teri surat na ho jisme who sheesha thod denge hum
Tumhe paakar zamaane bhr se rishta tod lenge hum
Agar tum mil jaao……………………

Tere dil mein rahenge tujhko apna ghar bana lenge……….2
Tere khyaalo ko pahlu ki tarah khud par saja lenge
Kasam teri kasam
Kasam teri kasam takhdir ka rukh maud denge hum
Tumhe paakar zamaane bhr se rishta tod lenge hum
Agar tum mil jaao……………………


Tumhe hum apne jismo-jaan mein kuch aisa basa lenge…2
Teri khushbo ko apne jism ki khushbo bana lenge
Khuda se bhi jo na toote
Khuda se bhi jo na toote woh rishta jod denge hum
Tumhe paakar zamaane bhr se rishta tod lenge hum


Agar tum mil jaao zamaana chod denge hum
Tumhe paakar zamaane bhar se rista thod lenge hum
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #99 on: August 02, 2005, 06:18:45 AM »
Rajnigandha phool tumhare mahke yun hi jeevan mein
Yun hi mahke preet piya ki mere anuraagi mann mein

Adhikaar ye jab se saajan ka
Har dhadkan par maana maine
Mein jabse unke saath bandhi
Ye bhed tabhi jaana maine
Kitna shukh hai bandhan mein

Rajnigandha phool tumhari mahke yun hi jeevan mein

Har pal meri in aaakhon mein
Bas rahte hai sapne unke
Mann kahta hai mein
Rango ki ek badli banke
Barso unke aangan mein

Rajnigandha phool tumhare mahke yun hi jeevan mein
Yun hi mahke preet piya ki mere anuraagi mann mein
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #100 on: August 02, 2005, 07:02:05 AM »
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye
Bin tere tere bin sajna
Saans mein saans aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Jab bhi khyaalo mein tu aaye
Mere badan se khushboo aaye……….2
Mahke badan mein raha na jaaye
Raha jaaye na
Tere bina jiyaa jaaye na
Tere bina jiyaa jaaye na

Reshmi raatein roz na hongi
Ye saugaate roz na hongi…….2
Zindagee tujhbin raas na aaye
Raas aaye na

Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye
Bin tere tere bin sajna
Saans mein saans aaye na
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #101 on: August 02, 2005, 10:53:24 AM »
I just luv this song......................

Dil mere na aur intzaar kar
Dil mere na aur intzaar kar
Ishq hai to ishq ka izhaar kar
Ishq hai to ishq ka izhaar kar
I luv u luv you like crazy
I want u want u like crazy

Kisi aur ki na hone dun mein
Meri zindagaani hai tu
Jise raat din mein padta raha
Meri woh kahani hai tu
Maine teri baaton pe yakeen kar liya
Bahoon ki panaaho mein tujhe bar liya aa jaa
Jaan kahti hai jaan kahti hai
Mujhpe jaan nisaar kar

Ishq hai to ishq ka izhaar kar
I luv u luv you like crazy
I want u want u like crazy

Deewano se bhi deewana hai tu
Teri zidd se haari hoon mein
Meri saathiya mujhe hai pata
Teri bekaraari hoon mein
Kwaabo mein khyaalo mein chupa ke rakho
Mein to tujhe palko mein bitha ke rakho aa jaa
Mahbooba tu mahbooba tu
Mera aitbaar kar
Ishq hai to ishq ka izhaar kar
I luv u luv you like crazy
I want u want u like crazy
Logged
bhambra
Guest
«Reply #102 on: August 02, 2005, 10:56:04 AM »
Nice song khushi, i like this one............................. :lol:
Quote from: "khushiiiii"
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye
Bin tere tere bin sajna
Saans mein saans aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Jab bhi khyaalo mein tu aaye
Mere badan se khushboo aaye……….2
Mahke badan mein raha na jaaye
Raha jaaye na
Tere bina jiyaa jaaye na
Tere bina jiyaa jaaye na

Reshmi raatein roz na hongi
Ye saugaate roz na hongi…….2
Zindagee tujhbin raas na aaye
Raas aaye na

Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye
Bin tere tere bin sajna
Saans mein saans aaye na
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #103 on: August 02, 2005, 11:00:47 AM »
Quote from: "bhambra"
Nice song khushi, i like this one............................. :lol:
Quote from: "khushiiiii"
Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye
Bin tere tere bin sajna
Saans mein saans aaye na
Tere bina jiya jaaye na

Jab bhi khyaalo mein tu aaye
Mere badan se khushboo aaye……….2
Mahke badan mein raha na jaaye
Raha jaaye na
Tere bina jiyaa jaaye na
Tere bina jiyaa jaaye na

Reshmi raatein roz na hongi
Ye saugaate roz na hongi…….2
Zindagee tujhbin raas na aaye
Raas aaye na

Tere bina jiya jaaye na
Tere bina jiya jaaye
Bin tere tere bin sajna
Saans mein saans aaye na


Thanx Bhambra.................................
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #104 on: August 03, 2005, 06:33:36 AM »
Bahta hai mann kahi
Kaha jaanti nahi
Koi rok le yahi
Bhaage re mann kahi aage re mann
Chala jaane kidhar jaanu na

Hhmm…chali thandi hawa sang mann bhi chala
Dhoondo mein kaha isko batlade koi mjhko
Ke sun sun sun
Bhaage re mann kahi aage re mann
Chala jaane kidhar jaanu na


Hoo…. Haai aisa sama fhir hoga kaha
Jeelo mein ise khul ke
Saawan mein zara dhul ke
Arre sun sun sun
Bhaage re mann kahi aage re mann
Chala jaane kidhar jaanu na

Bahta hai mann kahi
Kaha jaanti nahi
Koi rok le yahi
Bhaage re mann kahi aage re mann
Chala jaane kidhar jaanu na
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 20, 2024, 02:16:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer