Aur Baaki Sab Theek Hai "Khwaish"

by khwaish on January 23, 2009, 04:30:42 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 10543 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: January 24, 2009, 05:30:51 AM »
Reply with quote
kya baat hai ,,,khawish ji.....

kab tak hota hai, kuj bhi kiska,
jo paaya tha,wo hi toh khoya hai,
choti si toh baat hai,khoya aaj apna man ka meet hai.
......baaki sab theek hai......

yu toh kabhi nahin,haarta hun mein,
aaj mera beta,mujhko chod gaya hai,
aaj bete ke aage, haar gaya hun mein,
choti si toh baat hai,yeh duniya ki reet hai.
.......baaki sab theek hai........

Bahut Bahut Shukriya Caraji..Aap ne Bhi Khoob Likha Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: January 24, 2009, 07:06:38 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Shukriya Azeem Bro..Issi Soch Par Aap Bhi Kuch Likhte To Chaar Chand Lag Jaate Bro..

Are Bhai, Aap Kahaan, Hum Kahaan,.
Bas Azeem To Seekh raha Hai, Aap Jaise Bade Bhaiyon Ki Shayari Se,.
Aap Bas Hume Seekhne Ka Maukha Dete Rahiye,.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 25, 2009, 06:32:38 AM »
Reply with quote
Bahot Bahoth Khoob Aur umda Kalam Pesh kiya apne Zindagi ki Haqiqath ko asaan se lafzoon rakh diya tumne Maza Agaya mere bhai !! Allah tumhe Khush rakhe !!

Qadeer Toopchi

Bahut Bahut Shukriya Qadeer Saheb..Aapne itna kuch keh diya ke kya kahoon!! Sach to yeh hai ke ,Hum Khud Aap se seekh Rahe hai..Teh Dil Se Shukaguzaar Hoon main aapka..
Logged
Roja
Guest
«Reply #18 on: January 25, 2009, 06:40:27 AM »
Reply with quote
 Applause  Applause  Applause  Applause

Tarif ke liye alfaz nahi... ek behtareen peshkash... Thumbs UP

Kwaish ji.. bahut umda likha hai aapne.... aur

Ab Baki Sab Teek Hai Ji Usual Smile
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #19 on: January 25, 2009, 06:45:35 AM »
Reply with quote
Aaj Se Do Din Pehle,Mere Ek Bahut Kareebi Dost Se Phone Par Meri Baat Ho Rahi Thi,Uss Baatcheet Ke Dauraan,unhone apni Zindagi ke Kuch Mushkile,Pareshaaniyaon Ke Baare Mein Mujhe Bataya..Jis Daur se Woh Guzre hai,Jo Imtehaan Unhone Zindagi Mein diye hai,yeh Kehte-Kehte,Phone Rakhte Waqt,Uss Dost Ne Aakhir Mein Yeh Baat Kahin Kahi Thi Ke,
"Aur Baaki Sab Theek Hai.."
Yeh Line mere Dil Mein Reh Gayi,Yeh Line Bahut Inspire Karti Hai, ke Insaan Chahe Kitna Bhi Pareshaan Kyon Naa Ho,Usse Waqt Ke Mutaabik,Zindagi Mein Chalte Rehne Ke Liye,Yeh Baat Kehni Hi Padhti Hai Ke Haan, Baaki Sab Theek Hai.....

Issi Soch Par,Kuch Likh Raha Hoon..

Neend Ka Kuch Pata Nahi Inn Aankhon Ko,
Neend Se Pehle Inn Aankhon Mein Aansu Aa Jaate Hai,
Waqt-Bewaqt Yeh Palkon Ko Bhiga Jaate Hai,
Sochta Hoon, Kyon Nahi Pahunchti Khuda Tak Yeh Meri Cheek Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai....

Main Jab Hasta Hoon To Duniya Saath-Saath Hasti Hai,
Main Jab Rota Hoon To Koi Parchai Aas-Paas Bhi Nahi Dikhti Hai,
Khushiyon Mein Har Koi Mere Saath Hai,
Gham Mein Sirf Main Aur Mere Jazbaat Hai,
Duniya Ki Yeh Ajeeb Se Reet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai....

Zimmedariyon Ka Bhoj Mujhe Ab Uthaana Hai,
Chal Raha Hoon, Chalna Hai, Aur Chalte Hi jaana Hai,
Teri Hi Kuch Nishaniyaan Ab Mere Meet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai...

Kaanton Ki Parwaah Karta Raha,
Khabar Na Thi Ke Phool Bhi Chot De Jaate Hai,
Par Kisi Ne Sach Hi Kahan Tha Ke,
Kehne walo Ka Kuch nahi Jaata,
Dard Sehne wale Hi Kamaal Kar Jaate Hai,
Tujhe Khokar Main Sab Kuch Haar Gaya Hoon,
Par Ab Mehsoos Hota Hai,
Uss Haar Mein Bhi Shayad  Meri Jeet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai.....

                ~~~~~KHWAISH~~~~~


aapki is nihayat hi umda rachna ne dil ko choo liya ....ek anoothi si pankti aur anokhi rachna.....bahoot khoob khwahish bro...hats of to you .. Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: January 26, 2009, 10:44:48 AM »
Reply with quote
Applause  Applause  Applause  Applause

Tarif ke liye alfaz nahi... ek behtareen peshkash... Thumbs UP

Kwaish ji.. bahut umda likha hai aapne.... aur

Ab Baki Sab Teek Hai Ji Usual Smile

Teh Dil Se Shukriya Roja Aapka..Aap Ko Yeh Kavita Pasand Aayi,jaankar bahut Khushi Hui..

Aur Baaki Sab Theek Hai...
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: January 26, 2009, 10:58:26 AM »
Reply with quote
Aaj Se Do Din Pehle,Mere Ek Bahut Kareebi Dost Se Phone Par Meri Baat Ho Rahi Thi,Uss Baatcheet Ke Dauraan,unhone apni Zindagi ke Kuch Mushkile,Pareshaaniyaon Ke Baare Mein Mujhe Bataya..Jis Daur se Woh Guzre hai,Jo Imtehaan Unhone Zindagi Mein diye hai,yeh Kehte-Kehte,Phone Rakhte Waqt,Uss Dost Ne Aakhir Mein Yeh Baat Kahin Kahi Thi Ke,
"Aur Baaki Sab Theek Hai.."
Yeh Line mere Dil Mein Reh Gayi,Yeh Line Bahut Inspire Karti Hai, ke Insaan Chahe Kitna Bhi Pareshaan Kyon Naa Ho,Usse Waqt Ke Mutaabik,Zindagi Mein Chalte Rehne Ke Liye,Yeh Baat Kehni Hi Padhti Hai Ke Haan, Baaki Sab Theek Hai.....

Issi Soch Par,Kuch Likh Raha Hoon..

Neend Ka Kuch Pata Nahi Inn Aankhon Ko,
Neend Se Pehle Inn Aankhon Mein Aansu Aa Jaate Hai,
Waqt-Bewaqt Yeh Palkon Ko Bhiga Jaate Hai,
Sochta Hoon, Kyon Nahi Pahunchti Khuda Tak Yeh Meri Cheek Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai....

Main Jab Hasta Hoon To Duniya Saath-Saath Hasti Hai,
Main Jab Rota Hoon To Koi Parchai Aas-Paas Bhi Nahi Dikhti Hai,
Khushiyon Mein Har Koi Mere Saath Hai,
Gham Mein Sirf Main Aur Mere Jazbaat Hai,
Duniya Ki Yeh Ajeeb Se Reet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai....

Zimmedariyon Ka Bhoj Mujhe Ab Uthaana Hai,
Chal Raha Hoon, Chalna Hai, Aur Chalte Hi jaana Hai,
Teri Hi Kuch Nishaniyaan Ab Mere Meet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai...

Kaanton Ki Parwaah Karta Raha,
Khabar Na Thi Ke Phool Bhi Chot De Jaate Hai,
Par Kisi Ne Sach Hi Kahan Tha Ke,
Kehne walo Ka Kuch nahi Jaata,
Dard Sehne wale Hi Kamaal Kar Jaate Hai,
Tujhe Khokar Main Sab Kuch Haar Gaya Hoon,
Par Ab Mehsoos Hota Hai,
Uss Haar Mein Bhi Shayad  Meri Jeet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai.....

                ~~~~~KHWAISH~~~~~


Waah waah...bohot bohot bohot khoob Khwaish.....bohot hi achcha likha hai aapne !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: January 26, 2009, 10:59:26 AM »
Reply with quote
aapki is nihayat hi umda rachna ne dil ko choo liya ....ek anoothi si pankti aur anokhi rachna.....bahoot khoob khwahish bro...hats of to you .. Applause Applause Applause Applause

Bahut Bahut Shukriya Sanjeev Bro..Aap ne iss kavita ko saraha,ss baat ki mujhe Behad Khushi Hai..Shukriya icon_salut
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: January 31, 2009, 04:04:22 PM »
Reply with quote
Waah waah...bohot bohot bohot khoob Khwaish.....bohot hi achcha likha hai aapne !

Teh Dil Se Shukarguzaar Hoon Celmira Main aapka ki aapne is Nazm ko Padha Aur Saraha..Shukriya  icon_salut
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #24 on: January 31, 2009, 06:42:26 PM »
Reply with quote
Aaj Se Do Din Pehle,Mere Ek Bahut Kareebi Dost Se Phone Par Meri Baat Ho Rahi Thi,Uss Baatcheet Ke Dauraan,unhone apni Zindagi ke Kuch Mushkile,Pareshaaniyaon Ke Baare Mein Mujhe Bataya..Jis Daur se Woh Guzre hai,Jo Imtehaan Unhone Zindagi Mein diye hai,yeh Kehte-Kehte,Phone Rakhte Waqt,Uss Dost Ne Aakhir Mein Yeh Baat Kahin Kahi Thi Ke,
"Aur Baaki Sab Theek Hai.."
Yeh Line mere Dil Mein Reh Gayi,Yeh Line Bahut Inspire Karti Hai, ke Insaan Chahe Kitna Bhi Pareshaan Kyon Naa Ho,Usse Waqt Ke Mutaabik,Zindagi Mein Chalte Rehne Ke Liye,Yeh Baat Kehni Hi Padhti Hai Ke Haan, Baaki Sab Theek Hai.....

Issi Soch Par,Kuch Likh Raha Hoon..

Neend Ka Kuch Pata Nahi Inn Aankhon Ko,
Neend Se Pehle Inn Aankhon Mein Aansu Aa Jaate Hai,
Waqt-Bewaqt Yeh Palkon Ko Bhiga Jaate Hai,
Sochta Hoon, Kyon Nahi Pahunchti Khuda Tak Yeh Meri Cheek Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai....

Main Jab Hasta Hoon To Duniya Saath-Saath Hasti Hai,
Main Jab Rota Hoon To Koi Parchai Aas-Paas Bhi Nahi Dikhti Hai,
Khushiyon Mein Har Koi Mere Saath Hai,
Gham Mein Sirf Main Aur Mere Jazbaat Hai,
Duniya Ki Yeh Ajeeb Se Reet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai....

Zimmedariyon Ka Bhoj Mujhe Ab Uthaana Hai,
Chal Raha Hoon, Chalna Hai, Aur Chalte Hi jaana Hai,
Teri Hi Kuch Nishaniyaan Ab Mere Meet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai...

Kaanton Ki Parwaah Karta Raha,
Khabar Na Thi Ke Phool Bhi Chot De Jaate Hai,
Par Kisi Ne Sach Hi Kahan Tha Ke,
Kehne walo Ka Kuch nahi Jaata,
Dard Sehne wale Hi Kamaal Kar Jaate Hai,
Tujhe Khokar Main Sab Kuch Haar Gaya Hoon,
Par Ab Mehsoos Hota Hai,
Uss Haar Mein Bhi Shayad  Meri Jeet Hai,
Kuch Gham Hai Paas Mere Par Baaki Sab Theek Hai.....

                ~~~~~KHWAISH~~~~~



 Applause Applause Applause

bohat khoob khwaish ji .... Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: January 31, 2009, 06:44:22 PM »
Reply with quote

 Applause Applause Applause

bohat khoob khwaish ji .... Thumbs UP


Thankyou So Much Honeyrose For Appreciating!!
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #26 on: January 31, 2009, 06:46:49 PM »
Reply with quote
Thankyou So Much Honeyrose For Appreciating!!

Shukriya Khwaish ji aapki har ghazal aur kavita dil ko chou leti hai
...
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #27 on: February 09, 2009, 01:59:56 PM »
Reply with quote
wa wah wah wah khwahish ji maine ye kam se kam 10 baar parha bahut hi achha laga abhi khuch soojg nahin raha magar main apni dairy main likh kar baad main yahaan submit jarur karungaaa wah ji wah.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 12, 2009, 06:05:08 PM »
Reply with quote
Shukriya Khwaish ji aapki har ghazal aur kavita dil ko chou leti hai
...


Aapne Itni Izzat Bakhsi Hai Honey!! Phir se Bahut Bahut Shukriya Aapka..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: February 12, 2009, 06:10:23 PM »
Reply with quote
wa wah wah wah khwahish ji maine ye kam se kam 10 baar parha bahut hi achha laga abhi khuch soojg nahin raha magar main apni dairy main likh kar baad main yahaan submit jarur karungaaa wah ji wah.

Rawattanha Ji,Agar Koi Kavita Itni Baar Padhi Jaaye,To Yeh Uss Kavita Ke Liye Sabse Bada Inaam Hoga..Teh Dil se shukarguzaar Hoon,Jo aapne iss Kavita ko apna itna samay diya..Aur Aapke Kavita ka Besabri se Intezaar hai..Zaroor Kuch Likheyega.. Shukriya
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 01:37:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer