Gareeb Ki Daastaan

by Jaanasheen on February 11, 2009, 04:01:12 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3173 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Ye Daastaan Maine Gareeb Logon Ki Sunaai Hai, Agar Kisi Ko Buraa Lage To Maaf Karna,.


Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

Ghar Ki Chatt Tooti Hai, Kismat Bhi Apni Roothi Hai,.
Ghamon Ke Raaste Pe Khada Hoon Dekho,.
Khushiyon Ki Gaadi Chooti Hai,.

Biwi Ke Sab Kharche Uthaaoon, Tohfe Use Main Kya Dilaaoon..
Bachche Khilone Maangte Hain, Bachchon Ko Kaise Samjhaaoon,.
Maa Ki Bimaari Door Karne Ko, Paise Main Kahaan Se Laaoon,.
Behan Bhi Meri Badi Hogayi, Iski Doli Kab Sajaaoon,.

Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

Bhai Pardhaai Karta Hai, Kismat Se Apni Wo Lardta Hai,.
Bojh Uspe Main Kaise Daalon, In Sab Cheezon Se Wo Darta Hai,.

Main Akela Hi Ghar Sambhaaloon, Main Akela Hi Sabko Paaloon,.
Mere Bachche Bhyi Bade Hogaye Inhe School Mein Kab Daaloon,.

Sochta Hoon Aur Rota Hoon,.
Jaagta Zyada Aur Kam Sota Hoon,.
Gareebi Ka Daag Jo Daaman Mein Laga Hai,.
Use Main Har Roz Mehnat Se Dhota Hoon,.

Phir Bhi Jaane Log Kyun, Dekhte Nahi Hume,.
Pyaar Ke Do Meethe Bol Kehte Nahi Hume,.

Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

______________________________-Jaanasheen-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Betiyaan Gareeb Ki........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
*~*Gareeb Kya Ishq Karega*~* I(NM) by Roja in Miscellaneous Shayri
Gareeb se Gareeb tha.....( Ghayel ) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Gareeb Kii Baraat by Rajesh Harish in Share:Miscellaneous Shayari
Gareeb ki mahobbat.. by ishu_singh10 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #1 on: February 11, 2009, 04:10:49 PM »
Reply with quote
very nice... kya ye sub yunhee dimaagh mei aajata hai? ya kuch mehsus kartay hain lihkne se pehlay?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 11, 2009, 04:25:43 PM »
Reply with quote
very nice... kya ye sub yunhee dimaagh mei aajata hai? ya kuch mehsus kartay hain lihkne se pehlay?

Rab Ne Hume Insaan Banaaya Hai, Aur Har Insaan Ka Farz Hai ke Wo sabka Dard Mehsus Kare, Taaki Wo Rab Ka Shukriya Adaa Kar Sake,.

Bas Main Likhne Se Pehle Khudko Us Rang Mein Dhal Deta Hoon, KHud Ko Wahaan Le Jaata Hoon, Jis Topic Pe Likhta Hoon,.

Thank U,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 11, 2009, 07:01:50 PM »
Reply with quote
Ye Daastaan Maine Gareeb Logon Ki Sunaai Hai, Agar Kisi Ko Buraa Lage To Maaf Karna,.


Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

Ghar Ki Chatt Tooti Hai, Kismat Bhi Apni Roothi Hai,.
Ghamon Ke Raaste Pe Khada Hoon Dekho,.
Khushiyon Ki Gaadi Chooti Hai,.

Biwi Ke Sab Kharche Uthaaoon, Tohfe Use Main Kya Dilaaoon..
Bachche Khilone Maangte Hain, Bachchon Ko Kaise Samjhaaoon,.
Maa Ki Bimaari Door Karne Ko, Paise Main Kahaan Se Laaoon,.
Behan Bhi Meri Badi Hogayi, Iski Doli Kab Sajaaoon,.

Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

Bhai Pardhaai Karta Hai, Kismat Se Apni Wo Lardta Hai,.
Bojh Uspe Main Kaise Daalon, In Sab Cheezon Se Wo Darta Hai,.

Main Akela Hi Ghar Sambhaaloon, Main Akela Hi Sabko Paaloon,.
Mere Bachche Bhyi Bade Hogaye Inhe School Mein Kab Daaloon,.

Sochta Hoon Aur Rota Hoon,.
Jaagta Zyada Aur Kam Sota Hoon,.
Gareebi Ka Daag Jo Daaman Mein Laga Hai,.
Use Main Har Roz Mehnat Se Dhota Hoon,.

Phir Bhi Jaane Log Kyun, Dekhte Nahi Hume,.
Pyaar Ke Do Meethe Bol Kehte Nahi Hume,.

Hay Main Gareeb Hua, Ye Kaisa Mera Naseeb Hua,.
Roti Kapdon Se Door Hua, Tangdasti Ke Kareeb Hua,.

______________________________-Jaanasheen-



BHAI JAAN ALLAH NE AAP KO KHLOOS KI DAULAT BAKSHI HAI MERI NAZAR MAIN AAP BAUT AMEER HAIN SDAA ISSI TARAH LIKHTE REHAIN.ASGHR
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: February 11, 2009, 07:04:15 PM »
Reply with quote
Bohot achcha likha hai Azeem..Khuda sab ki pareshaniyan door kare..kisi ko muflis na banaye...!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: February 11, 2009, 07:06:11 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob lil bro.. kamaal ka likha hai... Good creation
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: February 12, 2009, 12:41:02 PM »
Reply with quote
BHAI JAAN ALLAH NE AAP KO KHLOOS KI DAULAT BAKSHI HAI MERI NAZAR MAIN AAP BAUT AMEER HAIN SDAA ISSI TARAH LIKHTE REHAIN.ASGHR


Shukriya Ashgr Bhaiya, May Allah Bless You Too,.
Khush Raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: February 12, 2009, 12:41:39 PM »
Reply with quote
Bohot achcha likha hai Azeem..Khuda sab ki pareshaniyan door kare..kisi ko muflis na banaye...!


Aameen,.

Shukriya Talat Didi,.

May Allah Bless you,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #8 on: February 12, 2009, 12:42:34 PM »
Reply with quote
Rab Ne Hume Insaan Banaaya Hai, Aur Har Insaan Ka Farz Hai ke Wo sabka Dard Mehsus Kare, Taaki Wo Rab Ka Shukriya Adaa Kar Sake,.

Bas Main Likhne Se Pehle Khudko Us Rang Mein Dhal Deta Hoon, KHud Ko Wahaan Le Jaata Hoon, Jis Topic Pe Likhta Hoon,.

Thank U,.

hmmmmm...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 12, 2009, 12:43:59 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob lil bro.. kamaal ka likha hai... Good creation

Shukriya Didijaan,.Bas Duaa Karein,.
May Allah Bless You Too,.
Logged
deewaani
Guest
«Reply #10 on: February 13, 2009, 01:41:32 PM »
Reply with quote
jo ghareeb hoon unpar Allah ki rehmat hai, kyu k hashr k din unka hisaab wagairah jaldi hoga kyu k doulat k use k bary mai thoray sawal jawab hongay

isi liyay apnay aap ko khushnaseeb samajh lijiyay
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 13, 2009, 02:01:51 PM »
Reply with quote
jo ghareeb hoon unpar Allah ki rehmat hai, kyu k hashr k din unka hisaab wagairah jaldi hoga kyu k doulat k use k bary mai thoray sawal jawab hongay

isi liyay apnay aap ko khushnaseeb samajh lijiyay

Sahi Kaha Aapne,.
Logged
1nina1
Guest
«Reply #12 on: February 13, 2009, 04:09:08 PM »
Reply with quote
  :clapping:very beautiful,x
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #13 on: February 14, 2009, 05:46:06 PM »
Reply with quote
nice
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: February 15, 2009, 12:27:09 PM »
Reply with quote
Thank U,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 11:02:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer