Halaat Se Ladte Rehna,Ek Aadat Si Ban Gayi Hai Ab Toh.........

by khwaish on January 29, 2009, 06:47:15 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3131 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: February 02, 2009, 05:56:27 PM »
Reply with quote
bahoth bahoth qoob kuwish sahab Jawab nahi apke is kalami inqalaab ka hazaro parde gira gaya apka ye kalam janab ishare ba qobi diya apne aur humne samjh bhi liye wo wapas bhi agaya yoindia per jiska gahera rista tha ab ye samjho ke maine bolaya usko ya waqath ne bath juda nahi !! aur janab qayal hiagye apki nazam ke hum kya saaf tariqe se shikayath ki hai apne mashallah ,allah apke sare kalamoo ko miyar izzath bakshe sahab dil se dad qobol karen !! aur mazirath chahunga ke nazar zara der se pade apke kalam pe magar ahsen hai ye nazar ke miyari padi !! he he he

Qadeer Toopchi

Bahut Bahut Shukriya Qadeer saheb,Jo aapne is Kalam ko Baarikhi se padha aur samjha..
Mere Diye hue Ishaare ko aapne samajhna,yeh bhi aapki khoobi hai..
 aur qadeer saheb, jo baat hum personally nahi keh paate,ussi baat ko alfaazo mein utaarne ki koshish ki hai,aapne saraha mujhe iss kalam ka inaam mil gaya..
Aur Teh dil se shukriya aapka,jo aapne apni taraf se itni koshish ki hai..Khuda aapko har khushi de..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
...aadat si ho gayi hai... by diya786 in Shayri-E-Dard
----- /// Aadat si ho gayi hai /// ----- by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aadat Si Ho Gayi Hai..........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
zindagi se ladte ladte haare hain............ by SURESH SANGWAN in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Woh bhool jaane ki aadat nahi gayi uski by livingbytheday in Ghazals
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: February 02, 2009, 05:58:02 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

Bahut khoob Khwaish jii.... Wonderful creation...  Applause Thumbs UP

Bahut Bahut Shukriya Roja Aapka..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: February 02, 2009, 05:58:59 PM »
Reply with quote
Applause Applause

Wah khawish ji aapne bohat khoob likha hai wonderfull work ji... Thumbs UP

Thankyou so much Honey!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: February 02, 2009, 06:30:19 PM »
Reply with quote
Bahut hi achha likha hia khwahish...

Mere ashqon pe ungli uthanewale the mehfil mein har koi,
Kisne Dil mein jalte hue armanoke sailaab ko nahi dekha,
kehne ko to kehti hia duniya bhool jaate hai musaafir,
kisine un rehguzaron ki naummeedon ko nai dekha...

Bhaut Bahut Khoob Angel.. Applause Applause Applause

Mere Ashko Ne Jo iss Mehfil mein sawaal uthaye hai,
Tune unn Sawalo Ka Abhi Anjaam Nahi Dekha..

Main Chup Hoon,Magar Meri Khamoshi Bhi Bahut Kuch Kehti hai,
Tune Chup Rehne Walo Ke Dil Mein Chipe Hue Jazbaat ko Nahi Dekha...

Humne Dekha Hai Yahan Waqt Ke saath Badalte hue Rishto ko,
Dard Ke Samundar Mein Rehte hai par yeh na samaj,
ke Humne kabhi Khushiyan Ka Kinaara nahi Dekha...

Humne Khoya Hai Woh, Jisse Humne Kabhi Paaya Hi Nahi,
Mere Iss Halaat Se Kabhi Kisi Ne Guzar Kar Nahi Dekha....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: February 02, 2009, 07:13:27 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Khwaaish Bhai, Nice One,.
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #20 on: February 02, 2009, 07:18:16 PM »
Reply with quote
Khoob rahi khawish ji... Masha Allah

Sajid Hadayat
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: February 03, 2009, 07:03:02 PM »
Reply with quote
Yeh Nazm Khaas Kar,Uss Shaks Ko Zehan Mein Rekh Kar Likh Raha Hoon,Jinka Yoindia Ki Mehfil Se Ek Gehra Rishta Raha Hai,Umeed Karta Hoon,Woh Yeh Nazm Zaroor Padhe..

Kashti Ke Musafir Ne Samundar Nahi Dekha,
Kabhi Kisi Aur Ke Jazbaat Mein Behkar Nahi Dekha...

Aaene se Chupa Raha Dil Ko Woh Zakhm Umar Bhar,
Bahaar Ki Khoobsurti Dekhi Usne,
kabhi Insaan Ke Andar Nahi Dekha....

Halaat Se Ladte Rehna,Ek Aadat Si Ban Gayi Hai Ab toh,
Gardish-e-safar Mein Bahut Khuch Khoya Hai Par,
Usne Kabhi Peeche Mud Kar Nahi Dekha....

Woh Shaks Saath Mein Reh Kar Bhi Saath-Saath Naa Reh Saka,
Aankhon ke Saamne Tha Par Kabhi Dil Mein Utar Kar Nahi Dekha....

Mehfilo Mein Daad Dene Walo Ki Kami Nahi Hai "KHWAISH"
Par Kabhi Kisi Ne Auro Ke Gham Par Rokar Nahi Dekha....

Yuh To "Khwaish" Kabhi Majbooriyon Ke Basti Ka Bashinda Naa Tha,
Par Pehle Usne Kabhi Yuh Bebasi Ke Aalam Se Guzar Kar Nahi Dekha....

Yeh Baat Sach Hai Ke Guzre Waqt Ke Saath,
Yahan Logon Ke Khayalaat Badal Jaate hai,
Par Pathar Hi Samajte Rahe Usse Samajne Wale,
Woh To Mom Ki Tarah Hai,
Kabhi Kisi Ne Usse Chukar Nahi Dekha....


      ~~~~~~KHWAISH~~~~~~



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah kaya baat hai khwaish ji... bahoot khoob likha hai apne... ek ek line dil ko chu gai.... magar yah lines sab se achi lagi.... aor sahi bhi hai...

Halaat Se Ladte Rehna,Ek Aadat Si Ban Gayi Hai Ab toh,
Gardish-e-safar Mein Bahut Khuch Khoya Hai Par,
Usne Kabhi Peeche Mud Kar Nahi Dekha....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: February 03, 2009, 07:05:15 PM »
Reply with quote
Bhaut Bahut Khoob Angel.. Applause Applause Applause

Mere Ashko Ne Jo iss Mehfil mein sawaal uthaye hai,
Tune unn Sawalo Ka Abhi Anjaam Nahi Dekha..

Main Chup Hoon,Magar Meri Khamoshi Bhi Bahut Kuch Kehti hai,
Tune Chup Rehne Walo Ke Dil Mein Chipe Hue Jazbaat ko Nahi Dekha...

Humne Dekha Hai Yahan Waqt Ke saath Badalte hue Rishto ko,
Dard Ke Samundar Mein Rehte hai par yeh na samaj,
ke Humne kabhi Khushiyan Ka Kinaara nahi Dekha...

Humne Khoya Hai Woh, Jisse Humne Kabhi Paaya Hi Nahi,
Mere Iss Halaat Se Kabhi Kisi Ne Guzar Kar Nahi Dekha....



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob khwaish ji.... hamesha ki tarah lajawab....Good creation... yah lines sabse achi lagi..

Main Chup Hoon,Magar Meri Khamoshi Bhi Bahut Kuch Kehti hai,
Tune Chup Rehne Walo Ke Dil Mein Chipe Hue Jazbaat ko Nahi Dekha...
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: February 03, 2009, 07:06:32 PM »
Reply with quote
Bhaut Bahut Khoob Angel.. Applause Applause Applause

Mere Ashko Ne Jo iss Mehfil mein sawaal uthaye hai,
Tune unn Sawalo Ka Abhi Anjaam Nahi Dekha..

Main Chup Hoon,Magar Meri Khamoshi Bhi Bahut Kuch Kehti hai,
Tune Chup Rehne Walo Ke Dil Mein Chipe Hue Jazbaat ko Nahi Dekha...

Humne Dekha Hai Yahan Waqt Ke saath Badalte hue Rishto ko,
Dard Ke Samundar Mein Rehte hai par yeh na samaj,
ke Humne kabhi Khushiyan Ka Kinaara nahi Dekha...

Humne Khoya Hai Woh, Jisse Humne Kabhi Paaya Hi Nahi,
Mere Iss Halaat Se Kabhi Kisi Ne Guzar Kar Nahi Dekha....


Ek baar phir se bohot achcha likha hai Khwaish aapne.
Mujhe bhi ye lines badi achchi lagin:

Main Chup Hoon,Magar Meri Khamoshi Bhi Bahut Kuch Kehti hai,
Tune Chup Rehne Walo Ke Dil Mein Chipe Hue Jazbaat ko Nahi Dekha...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: February 04, 2009, 06:20:20 AM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah kaya baat hai khwaish ji... bahoot khoob likha hai apne... ek ek line dil ko chu gai.... magar yah lines sab se achi lagi.... aor sahi bhi hai...

Halaat Se Ladte Rehna,Ek Aadat Si Ban Gayi Hai Ab toh,
Gardish-e-safar Mein Bahut Khuch Khoya Hai Par,
Usne Kabhi Peeche Mud Kar Nahi Dekha....


Bahut Bahut Shukriya Pooja Aapka..Aapne Isse Padha Aur Saraha..

Aapka Yahan Par Comment Padhte Waqt,Yuhi Ek Geet Zehan Mein Aaya Hai..

"Der lagi aane mein Tumko,
Shukar Hai Phir Bhi Aaye To,
Aas ne Dil Ka Saath Na Choda,
Waise Hum Ghabraye To,
Aayiye Aap Ka Intezaar Tha.. happy3[/color][/b]
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #25 on: February 04, 2009, 06:24:24 AM »
Reply with quote
Bhaut Bahut Khoob Angel.. Applause Applause Applause

Mere Ashko Ne Jo iss Mehfil mein sawaal uthaye hai,
Tune unn Sawalo Ka Abhi Anjaam Nahi Dekha..

Main Chup Hoon,Magar Meri Khamoshi Bhi Bahut Kuch Kehti hai,
Tune Chup Rehne Walo Ke Dil Mein Chipe Hue Jazbaat ko Nahi Dekha...

Humne Dekha Hai Yahan Waqt Ke saath Badalte hue Rishto ko,
Dard Ke Samundar Mein Rehte hai par yeh na samaj,
ke Humne kabhi Khushiyan Ka Kinaara nahi Dekha...

Humne Khoya Hai Woh, Jisse Humne Kabhi Paaya Hi Nahi,
Mere Iss Halaat Se Kabhi Kisi Ne Guzar Kar Nahi Dekha....


Bahoth bahoth qoob janab apki shayari ka jawab mere bhai har alfaz eak gahere raaz me lipta hota hai apka janab !!

Qadeer Toopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: February 04, 2009, 04:09:38 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Khwaaish Bhai, Nice One,.

Bahut Bahut Shukriya Azeem Bro..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 04, 2009, 04:11:17 PM »
Reply with quote
Bohat khoob... keep it up

Sajid Hadayat

Khoob rahi khawish ji... Masha Allah

Sajid Hadayat

Teh Dil Se Shukriya Sajid Hadayat Saheb Aapka..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 04, 2009, 04:16:08 PM »
Reply with quote
Ek baar phir se bohot achcha likha hai Khwaish aapne.
Mujhe bhi ye lines badi achchi lagin:

Main Chup Hoon,Magar Meri Khamoshi Bhi Bahut Kuch Kehti hai,
Tune Chup Rehne Walo Ke Dil Mein Chipe Hue Jazbaat ko Nahi Dekha...


Talat Saheba,Aapka Teh Dil Se Shukarguzaar Hoon,Jo aapne iss Nazm Ko Padha Aur saraha.. icon_salut
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: February 04, 2009, 04:18:45 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob Khwaish Ji

Thankyou So Much Rajesh Ji..
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 05:06:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.166 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer