...aadat si ho gayi hai...

by diya786 on April 04, 2009, 10:57:15 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1276 times)
diya786
Guest
Jab se chaha hai tumhe
har sitam sehne ki aadat si ho gayi hai

Bas intezaar hi karte hai hum tumhara
tumhe to na aane ki aadat si ho gayi hai

Kabhi baat baat pe muskurane waale hum the
ab to rone ki aadat si ho gayi hai

Jab se socha hai tumhe
humein raat raat bahr jaagne ki aadat si ho gayi hai

Chod gaya har woh shaks jise chaha
ab to khone ki aadat si ho gayi hai

Na koi shikwa na shikaayat hai tumse
bas khud se hi shikaayat karne ki aadat si ho gayi hai

Kabhi tumhare pyaar ke saath rehte the hum
ab to tumhari berukhi ki aadat si ho gayi hai

Tum agar chaho to chod bhi do humein
tum bin rehne ki jo aadat si ho gayi hai

Baatei bahut ki saath tumhare
ab na jaane kyun chup rehne ki aadat si ho gayi hai

Har pal, har lamha bas khush raho tum
yehi dua khuda se maangne ki aadat si ho gayi hai...

Not Mine
Logged
k.shael
Guest
«Reply #1 on: April 04, 2009, 11:02:29 AM »

 Applause   Applause
Very Nice Diya Dear,

Shally.
Logged
diya786
Guest
«Reply #2 on: April 04, 2009, 11:05:01 AM »
bahut bahut shukriya shally dear
bas aise hi mujhe hausla dete rahiye
thanks a ton ! notworthy
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: April 04, 2009, 12:43:31 PM »
Sajid sahab aapka shukriya jo aapne taareef ki meri  notworthy
aapki nazm maine bhi padhi hai aur uspar comment bhi kiya hai shayad aapki hi nazar nahin padi

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: April 04, 2009, 02:16:47 PM »
Sajid sahab aapka shukriya jo aapne taareef ki meri  notworthy
aapki nazm maine bhi padhi hai aur uspar comment bhi kiya hai shayad aapki hi nazar nahin padi

Aji mujse bada free shayer tumhe chirag lekar dhoondne se bhi nahi milega, kam wam to kuch karte nahi hain ha roz kuch na kuch zaroor likh dete hain Yo par  DOH.

Ab roz ke hisab se dekha jaye to kafi kalam pending hain tumhari nazre inayat ke liye. Waise tumne kisi ek par dad di yahi kya kam hain. Bohat shukriyaan achcha lagta hain dosto se kabhi kabhi yu shikwa karna so kar dete hain.

Warna hamare kalamo ki kaha itni haisiyat jo kisi se kisi ka waqt mange.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: April 04, 2009, 05:39:54 PM »
Jab se chaha hai tumhe
har sitam sehne ki aadat si ho gayi hai

Bas intezaar hi karte hai hum tumhara
tumhe to na aane ki aadat si ho gayi hai

Kabhi baat baat pe muskurane waale hum the
ab to rone ki aadat si ho gayi hai

Jab se socha hai tumhe
humein raat raat bahr jaagne ki aadat si ho gayi hai

Chod gaya har woh shaks jise chaha
ab to khone ki aadat si ho gayi hai

Na koi shikwa na shikaayat hai tumse
bas khud se hi shikaayat karne ki aadat si ho gayi hai

Kabhi tumhare pyaar ke saath rehte the hum
ab to tumhari berukhi ki aadat si ho gayi hai

Tum agar chaho to chod bhi do humein
tum bin rehne ki jo aadat si ho gayi hai

Baatei bahut ki saath tumhare
ab na jaane kyun chup rehne ki aadat si ho gayi hai

Har pal, har lamha bas khush raho tum
yehi dua khuda se maangne ki aadat si ho gayi hai...

Not Mine

Nice Sharing Diya
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: April 04, 2009, 06:56:30 PM »

Applause Applause Beautiful Diya jee
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: April 05, 2009, 05:01:12 AM »
 Applause Applause

Bohat khoob Diya...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #8 on: April 06, 2009, 05:30:08 AM »
Jab se chaha hai tumhe
har sitam sehne ki aadat si ho gayi hai

Bas intezaar hi karte hai hum tumhara
tumhe to na aane ki aadat si ho gayi hai

Kabhi baat baat pe muskurane waale hum the
ab to rone ki aadat si ho gayi hai

Jab se socha hai tumhe
humein raat raat bahr jaagne ki aadat si ho gayi hai

Chod gaya har woh shaks jise chaha
ab to khone ki aadat si ho gayi hai

Na koi shikwa na shikaayat hai tumse
bas khud se hi shikaayat karne ki aadat si ho gayi hai

Kabhi tumhare pyaar ke saath rehte the hum
ab to tumhari berukhi ki aadat si ho gayi hai

Tum agar chaho to chod bhi do humein
tum bin rehne ki jo aadat si ho gayi hai

Baatei bahut ki saath tumhare
ab na jaane kyun chup rehne ki aadat si ho gayi hai

Har pal, har lamha bas khush raho tum
yehi dua khuda se maangne ki aadat si ho gayi hai...

Not Mine

Waah..Taweel Nazam Hai.Likhne waale Ne Bahut Khoob Likha Hai..
Aur Usse Achchaa Yeh Ki Nazar Mein Aaya Aane wale ki..
Jisne Yahaan Sharing Ki Hain..Un Nazron Ki Kashish Kya Kahein.. 
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #9 on: April 12, 2009, 01:33:25 AM »
Very Nice Diya..
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 11:27:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer