Insaan Nahi Hai,.

by Jaanasheen on May 04, 2009, 10:21:03 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2443 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi Hai,.

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Se Log Yahan,.
Samajh Rahe Hain Sabhi Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam Par,.
Afsos Ke Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi Hai,.

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi Hai,.

Kyun Buraa Ban Raha Hai "Azeem, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waale Ka Koi Khadardaan Nahi Hai,.

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein "Azeem, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Teri Pehchaan Nahi Hai,.

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehnchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi Hai,.

_____________________________________-Azeem-






Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #1 on: May 04, 2009, 10:26:20 AM »
Reply with quote
subhan subhan allah kya kahon azeem badi damdaar peshkash hai shayari me aisa nikar aya apki ke tareef karna to suraj ko raushni dikhane ke bara bar hoga har ashar sacha-e-mabni aur eak dusre par bhari hai kya rawani di hai wah ustaad wah ab chuta bhai nahi bada bahi kahena padega apko itne bade paimane pe tanz dena bahoth bada hunar hai azeem ..allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 04, 2009, 10:32:43 AM »
Reply with quote
subhan subhan allah kya kahon azeem badi damdaar peshkash hai shayari me aisa nikar aya apki ke tareef karna to suraj ko raushni dikhane ke bara bar hoga har ashar sacha-e-mabni aur eak dusre par bhari hai kya rawani di hai wah ustaad wah ab chuta bhai nahi bada bahi kahena padega apko itne bade paimane pe tanz dena bahoth bada hunar hai azeem ..allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer

Bohat Bohat Shukriya Qadeer Bhai, Apna Waqt Yahaan Dene Ke Liye, Aur Aapki Itna Encrouage Karne Ke Liye, Bohat Khushi Hui Aapki Aur Se daad Paake, May Allah Bless You Too,.

Aameen,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: May 04, 2009, 10:38:53 AM »
Reply with quote
really too good Azeem : icon_salut
bahut hi accha likha hai aapne
yunhi likhte rahiye...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 04, 2009, 10:41:10 AM »
Reply with quote
really too good Azeem : icon_salut
bahut hi accha likha hai aapne
yunhi likhte rahiye...

Thank U Kashish For Ur Lovely Comments,.
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #5 on: May 04, 2009, 10:41:56 AM »
Reply with quote
wah wah..mashaallah mashaallah..
qadeer ne bilkul sahi farmaya...aap to chote nahin bade bhai ho..aur bade ustaad bhi..
Kya baat kahi hai...really good...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 04, 2009, 10:47:11 AM »
Reply with quote
wah wah..mashaallah mashaallah..
qadeer ne bilkul sahi farmaya...aap to chote nahin bade bhai ho..aur bade ustaad bhi..
Kya baat kahi hai...really good...

Shukriya Dost Hausla Afzaai Ke Liye, Khushi Hui, Tumhaari Daad paake,.

Thank U Yaara,.

May Allah Bless You,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #7 on: May 04, 2009, 10:48:13 AM »
Reply with quote
Sach Mea Azeem bahoot  bahoot khoob likha hai.. Superb!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 04, 2009, 10:49:01 AM »
Reply with quote
Sach Mea Azeem bahoot  bahoot khoob likha hai.. Superb!

Thank U Sophi For Your Lovely Comments Yaar,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #9 on: May 04, 2009, 10:59:50 AM »
Reply with quote

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mein Ab Insaan Nahi Hai,.

Kar Rahe Hain Gunaah Is Taarah Se Log Yahan,.
Samajh Rahe Hain Sabhi Ke Baghwaan Nahi Hai,.

Lard Rahe Hain Sabhi Dharm Mazhab Ke Naam Par,.
Afsos Ke Dilon Mien Kisi Ke Imaan Nahi Hai,.

Karte Hain Pal Pal Nafarmaani Khudaa Ki,.
Aur Kehte Hain Ke Khudaa Humpar Meharbaan Nahi Hai,.

Is Taraah Se Mitaa Diya Mohabbat Ko Jahaan Se,.
Kaheen Bhi Ab Wafaa Ka Naam-o-Nishaan Nahi Hai,.

Kyun Buraa Ban Raha Hai "Azeem, Sab Par Tanz Dekar,.
Haq Par Chalne Waale Ka Koi Khadardaan Nahi Hai,.

Tu Bhi Rang Ja Is Rang Mein "Azeem, Kab Tak Bhatkega,.
Ab Tak Dekh Is Zamaane Mein Teri Pehchaan Nahi Hai,.

Bhale Logon Ki Yahaan Koi Pehnchaan Nahi Hai,.
Insaano Ki Is Basti Mien Ab Insaan Nahi Hai,.

_____________________________________-Azeem-










 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wah Bohat Khoob Azeem Bhai...


Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 04, 2009, 11:01:24 AM »
Reply with quote


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wah Bohat Khoob Azeem Bhai...


Thumbs UP

Shukriya Jaya Didi,.
Thank U Very Much Ji,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #11 on: May 04, 2009, 11:40:24 AM »
Reply with quote
bade ustaad sahee naam diya hai Qadeer Bhai ne... aap tho usttadon k bhi ustaad nikle...
May Allah bless you, today, tomorrow, and forever!

Saare jahaan me insaan kee kadar nahi hai, hum khuda ko yaad nahi karte tho unse shiqayat kaise?
Chobees (24) gahnton me bahot kum loug paanch baar sar jhukate hain, unnpe se dhalee gee koi qayamat kaise?
Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: May 04, 2009, 11:43:30 AM »
Reply with quote

Bahut Khoob Bahut Khoob Bahut Hi Umda, Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley
Iss shayri se tumhara ek aalag hi wajood nazar aaya hai Azeem Brother,
 notworthy  notworthy

Shally.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 04, 2009, 11:59:59 AM »
Reply with quote
bade ustaad sahee naam diya hai Qadeer Bhai ne... aap tho usttadon k bhi ustaad nikle...
May Allah bless you, today, tomorrow, and forever!

Saare jahaan me insaan kee kadar nahi hai, hum khuda ko yaad nahi karte tho unse shiqayat kaise?
Chobees (24) gahnton me bahot kum loug paanch baar sar jhukate hain, unnpe se dhalee gee koi qayamat kaise?

Shukriya Sidraah Hausla Badhaane Ke Liye,.
ur Sahi Kaha Tumne,.

Nice Line,s.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 04, 2009, 12:00:59 PM »
Reply with quote

Bahut Khoob Bahut Khoob Bahut Hi Umda, Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley
Iss shayri se tumhara ek aalag hi wajood nazar aaya hai Azeem Brother,
 notworthy  notworthy

Shally.



Bohat Bohat Shukriya shally Behna, Ye Bas Dekhna Ka Nazariya Hai yaar,.

Thank U For Ur Lovely Comments,.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 02:16:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer