Satte Ka Patta,.

by Jaanasheen on April 07, 2009, 01:10:24 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2161 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
Reply with quote
Doston Mahaul Apne Desh Ka Dekhkar, Socha Kuch Likhoon Siyasat Ke Baare Mein,.
Yahaan Maine Tanz Diye Hain, Kuch Ishaare Diye Hain, Pardhne Ke Baad Agar Samajh Aajaaye, To Izaat Bakhsh Dena,.

Aaya Hai Phir Mausam Satta Badalne Ka,.
Ek Party Ka Suraj Ugne Ka, Ek Ka Dhalne Ka,.

Apne Voton Ko Zaaya Na Karo,.
Comunnal Netaaon Ko, Takht Par Laaya Na Karo,.
Ab Waqt Hai, Sab Ko Milkar Saath Chalne Ka,.
Aaya Hai Phir Mausam Satta Badalne Ka,.

Jo Baante Desh Ko, Mazhab Ka Naam Lekar,.
Wo Log Sirf Lardaayenge, Desh Ki Kamaan Lekar,.
Dhoondo Sab Hal Milkar, Pareshaniyon Se Nikalne Ka,.
Aaya Hai Phir Mausam Satta Badalne Ka,.

Unhe Na Chunno Neta Apna, Jo Kisi Khaum Ki Hifazat Na Kar Sake,.
Unhe Na Chunno Neta Apna, Jo Minority Se Mohabbat Na Kar Sake,.
Na Do Kisi Ko Maukha, Gunaah Karke Sambhalne Ka,.
Aaya Hai Phir Mausam Satta Badalne Ka,.

Sab Dharmon Ka Haq Jo Jaane,.
Muslim, Isaai Ko Apna Bhai nJo Maane,.
Unhe Maukha Do, Desh Mein Jhanda Lehraane Ka,.
Aaya Hai Phir Mausam Satta Badalne Ka,.

_______________________________________-Jaanasheen-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
patta patta naram by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
Main tuteya patta kisse birk da.......... by JEET* in Pain in Love : Punjabi poetry « 1 2  All »
Patta Patta Boota Boota by Shihab in Share Video
shaakh ka patta nahin by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Patta-patta phool Kaliyan khil gaye........... by SURESH SANGWAN in Ghazals
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: April 07, 2009, 02:31:22 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Chote, aur apne fellow indian se guzarish hain ke usi ko vote de jo desh ki tarakki ke liye kam karna chahta hain aur usko vote na de jo Hindustaniyo ko baat kar apni rajniti ki dukan chalana chahta hain.

Main janta hu aaj har party kisi na kisi bahane zaat ke nam par dharam ke nam par bhasha ke nam logho ko behka rahi hain, aur hum bhi itne masoom hain ke unki bato me aa jate hain.

Lekin aaj jo maujuda haal hain apne desh ka bohat zaruri ho gaya hain infact yeh hamara farz hain ke hum apni soch ko badle aur achche aur bure ki pehchaan kare.

Jai Hind

Ghayel
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #2 on: April 07, 2009, 02:35:05 PM »

Thank U Sajid Bhai,.

Jai Hind,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #3 on: April 07, 2009, 03:02:22 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob..Bahut Achi Soch..Azeem Bro,Bahut acha likha hai aapne.. Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: April 07, 2009, 05:09:10 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping SmileyGood work Lil bro!!!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: April 07, 2009, 08:48:16 PM »
Reply with quote
Bahaut hi khoob Azeem bhaijan...Applause Applause

Netaon par desh ka boj hota hai...agar kamzor kandhe chunenge toh desh ka haal bahaut bura hoga...Afsos hota hai dekh kar log desh se zada kursi se pyaar karte hai...Gussa ata hai par kya karen...ek awaaz se badi awam hoti hai...Saab milke kaam karenge toh hi desh chalega...akeli awaz kuch nahin kar sakti...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #6 on: April 08, 2009, 07:56:33 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob..Bahut Achi Soch..Azeem Bro,Bahut acha likha hai aapne.. Applause Applause Applause

Shukriya Khawish Bhaiya,.

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping SmileyGood work Lil bro!!!

Shukriya Pooja Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #7 on: April 08, 2009, 07:57:10 AM »
Reply with quote
Bahaut hi khoob Azeem bhaijan...Applause Applause

Netaon par desh ka boj hota hai...agar kamzor kandhe chunenge toh desh ka haal bahaut bura hoga...Afsos hota hai dekh kar log desh se zada kursi se pyaar karte hai...Gussa ata hai par kya karen...ek awaaz se badi awam hoti hai...Saab milke kaam karenge toh hi desh chalega...akeli awaz kuch nahin kar sakti...

Shukriya Rahim Bhai,.
And A Good Message From You,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008

View Profile
«Reply #8 on: October 09, 2009, 11:38:42 AM »
Reply with quote
nice job jaan...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #9 on: October 09, 2009, 04:28:30 PM »
Reply with quote
nice job jaan...

Thank U,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 04:38:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer