competitions?

by bekarar on October 05, 2008, 03:19:26 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3969 times)
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
ye kuch suna suna sa lagta hai Laughing hard aji hansane ki baat nahi hai...kitne dino se maine koi competition ki activity yahan nahi dekhi.....yaaron kuch to hona chahiye na.....kya khayal hai aap logon ka... Is it SO! Is it SO!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Competitions are back with new charm:Kindly nominate by iAdmin in Yoindia's News and Announcement
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: October 05, 2008, 03:38:49 AM »
yaar khayal bura nahi koi topic decide karo jispe sab apne kalam likhege 3 jury member hoge jo milke decide karege kiska kalam best tha kya bolte ho
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #2 on: October 05, 2008, 03:43:43 AM »
thik hai pahle dekhte hain is topic pe kitne reply aate hain?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: October 05, 2008, 04:01:51 AM »
main kabhi bhi Yo per kisi bhi tarah ke competition ke haq main nahi rahi hu...
Logged
baadal102
Guest
«Reply #4 on: October 05, 2008, 05:03:23 AM »
i agree with pooja ji
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #5 on: October 05, 2008, 12:20:08 PM »
kyun ji isme kya buraai hai?
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: October 06, 2008, 07:27:15 AM »
compete karne se darti hogi  Giggle yeh ladkiya hoti hi darpok hain  Laughing hard
Logged
baadal102
Guest
«Reply #7 on: October 06, 2008, 07:47:35 AM »
burai koi nahi hai bekarar ji
humare man main jo tha so bola
baaki jo sab ki iccha wahi hume manjoor
hum tayyar hai haarne ke liye  tongue3
Logged
natural
Guest
«Reply #8 on: October 07, 2008, 06:14:54 PM »

Agar khel bhawna aisi ho to kisi bhi competition mein koyi buraayi nahi hai.. Winking
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #9 on: October 09, 2008, 01:40:54 PM »
bilkul sahi natural...kabhi kabhi tusi bhi samajhdaari wali baaten kar dete ho....ha ha ha ha ha ....aur logone ke comment bhi aane do..
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #10 on: July 25, 2009, 03:13:47 PM »
Ok friends

Aap logon ki chahat aur nazariye dekh ker sooch raha hun ke aik competition kuin na shuru ker diya jaye

Ok tu yeh competition is for the Month of August ,09.ab pahle aap loog yeh batain ke nazm se shuru karain ya ghazal se . o aap loog kahain , to phir uske outline rules and most things
 required , will be briefed.
uski submission last date will be Augst 25,09so guys I m waiting for your response


tx

javed
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #11 on: September 04, 2009, 09:46:35 AM »
Ok friends

Aap logon ki chahat aur nazariye dekh ker sooch raha hun ke aik competition kuin na shuru ker diya jaye

Ok tu yeh competition is for the Month of August ,09.ab pahle aap loog yeh batain ke nazm se shuru karain ya ghazal se . o aap loog kahain , to phir uske outline rules and most things
 required , will be briefed.
uski submission last date will be Augst 25,09so guys I m waiting for your response


tx

javed
Agar tarhi ghazal competition hai to pataana dost.
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #12 on: January 18, 2010, 04:56:56 PM »
Meri guzarish hai ke ek Tarhi Muqaabla karaya jaye.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #13 on: January 20, 2010, 08:24:09 AM »
Main Riyaz106 k khayaal se muttafiq hooN k kyoN na aik tarahi Ghazal ka muqabla rakkha jaaye, is se naye aur maNjhhe hue shaayaroN ko apne apne jauhar dikhaane ka mauqa milega aur adabi tahreek paida hogi. Baaqui aap hazraat decide kareN.
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #14 on: July 04, 2010, 02:32:20 AM »
Ahl e bazm Aadaab!
BaRi Khushi ki baat hai dosto ! KyoN ke ye muqaabila i'lmi aur adabi hai, is se sab ko hi faayeda hoga. Baat sirf jeetne ya haarne ki nahiN, balke kuchh seekhne aur sikhaane ki hai. Agar is muqaabile ko saheeh zawaabit o qawaaid ke saath shuroo kiya jaaye to yaqeenan ye bohot mufeed saabit hoga.
Lekin....
1-muqaabila kis ka hai? Nazm, nasr, ghazal, qata, rubaayi....... Sinf e sukhan mua'yyan honi chaahiye.
2-muqaabile meiN jo sinf e sukhan di gayi hai us ke a'laawah deegar asnaaf ko muqaabile se khaarij kiya jana chaahiye.
3-Muqaabile ke liye muqarrar sinf e sukhan ke lawaazimaat( sharaait) ki wazaahat ki jaaye, taake shareek hone waale afraad ye samajh leN ki kya pesh karna hai aur kya pesh nahiN karna hai.
4-Taake muqaabile ka saheeh result nikaala jaa sake, judges ka intikhaab bhi soch samajh kar kiya jana chaahiye. Mera maqsad ye hai ke jo judge ho use kam se kam ye to pata hona chhahiye ki muqaabila kis cheez ka hai? Us ke kya sharaait hain? Aur jis kalaam ko us ne chuna hai, wo doosroN se kis liye behtar hai?
Aur isi tarah muqaabile ko mufeed banaane ke liye aik naya poll lekar sab ki raaye jaan lene ke baad kaam shuroo karna chaahiye.

Sab ka khair khwaah  :  Haider
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 04:50:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer