Dil, Main Aur......Tum !!!

by Talat on June 12, 2009, 01:33:20 PM
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 4278 times)
Talat
Guest
Reply with quote

Pehle socha Shayari-e-Ishq main post karun.......phir laga ye Shayari-e-Dard main sahi rahegi.........Magar laut ke Ghazal section main aa gayi, jo ki aajkal mera favourite section hai !!!

Ummed karti hoon, pasand aaye aap doston ko..!!


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
(Kyun Main na sahe kaha na) shairi ka bara main plz. read by muneeb in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Main nashay main hoon by Syed Imran in Ghazals
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Hindi main haziri ...Kis kis ke samajh main aayi hindi ? by Talat in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3  All »
aabaad hu main,barbaad hu main by Prateek Mardia in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: June 12, 2009, 01:53:13 PM »
Reply with quote
Tallu,

Oye hoye ! Mujhe toh Khumar he khumar chuppa nazar aa raha hai ismein Winking

Beautiful !  Thumbs UP

Kaun hai yeh lucky Jaanam?  Giggle
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #2 on: June 12, 2009, 02:00:13 PM »
Reply with quote
wow sweet behna ek ek lafz muhabbat mai juda honay walon kay dil ki awaaz hay,her piyar kernay walay aur judayi ka drd sehnay walay ko yay apni hi dil ki awaz lagay gi ,really bhot hi omda creation hai daad  dainay kai liyay shabd nahi mil rahay ,GOD bless u
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: June 12, 2009, 02:02:10 PM »
Reply with quote
Very romantic line Talat sis..Bahut accha laga Dil, Mai aur Tum ko padkar... love4
Logged
sagarprateek
Guest
«Reply #4 on: June 12, 2009, 02:30:49 PM »
Reply with quote
Wo mera intezaar karna aur us ka Ghar ki Chhat pe aanaa,
Saare jahaan ki Khushi ko bhul ke usi ki yaad me Aansu bahana,

Wo Apane Dil ki aawaaz ko Alfaazo se us ki Rooh tak Pahuchana,
Meri kalam ki dhar dekhkar uska akele me Ashqo ke "Sagar" bahana,

WO humari Kismat-e-khak ki Us ka Saath "Ta-Umra" na nibhana,
Us ki Baaraat ko Dekh kar Dil ke Armaano ko Dhoondh me Jalaanaa,

Us ki Adaaon aur Wafaon ko Yaad kar ke toote armano ko fir se jagaana,
Fir se kambakht Judayee ki rasm ka meri zindagi me Dhire-Dhire se aana,

Aur wo hi silsila, us ki yaadon me akele Ashq bahate huye Raaten Bitaana,
Bas ye hi hai "Sagar" ki tanhaeeyon, Gehraaeeyon ka dard bhara Fasana.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 12, 2009, 03:20:29 PM »
Reply with quote

Pehle socha Shayari-e-Ishq main post karun.......phir laga ye Shayari-e-Dard main sahi rahegi.........Magar laut ke Ghazal section main aa gayi, jo ki aajkal mera favourite section hai !!!

Ummed karti hoon, pasand aaye aap doston ko..!!



Haaye!!! Itni Sweeeeeeeeeeeeeeeeet Ghazal.. love4

Ishq Ke Nashe Mein Choor...Bahut Khoobsurat Talat!!! Ek Pyaar Ka Nagma Sa Tha..

Bahut Bahut Bahut khoob Dost!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: June 12, 2009, 03:24:15 PM »
Reply with quote
Wo mera intezaar karna aur us ka Ghar ki Chhat pe aanaa,
Saare jahaan ki Khushi ko bhul ke usi ki yaad me Aansu bahana,

Wo Apane Dil ki aawaaz ko Alfaazo se us ki Rooh tak Pahuchana,
Meri kalam ki dhar dekhkar uska akele me Ashqo ke "Sagar" bahana,

WO humari Kismat-e-khak ki Us ka Saath "Ta-Umra" na nibhana,
Us ki Baaraat ko Dekh kar Dil ke Armaano ko Dhoondh me Jalaanaa,

Us ki Adaaon aur Wafaon ko Yaad kar ke toote armano ko fir se jagaana,
Fir se kambakht Judayee ki rasm ka meri zindagi me Dhire-Dhire se aana,

Aur wo hi silsila, us ki yaadon me akele Ashq bahate huye Raaten Bitaana,
Bas ye hi hai "Sagar" ki tanhaeeyon, Gehraaeeyon ka dard bhara Fasana.

Sagar Ji Bahut Bahut Khoob Likha Hai Apane.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Par Yeh ghazal Iss Thread Mein Nahi Jam Rahi Hai..Aap iss Ghazal Ko Ek Naya Topic Dekar Phir post kare..Thankyou
Logged
angel4u
Guest
«Reply #7 on: June 12, 2009, 03:56:33 PM »
Reply with quote

Pehle socha Shayari-e-Ishq main post karun.......phir laga ye Shayari-e-Dard main sahi rahegi.........Magar laut ke Ghazal section main aa gayi, jo ki aajkal mera favourite section hai !!!

Ummed karti hoon, pasand aaye aap doston ko..!!



As usual very very very beautiful Talat... Clapping Smiley
Logged
aaina
Guest
«Reply #8 on: June 12, 2009, 10:00:19 PM »
Reply with quote

Pehle socha Shayari-e-Ishq main post karun.......phir laga ye Shayari-e-Dard main sahi rahegi.........Magar laut ke Ghazal section main aa gayi, jo ki aajkal mera favourite section hai !!!

Ummed karti hoon, pasand aaye aap doston ko..!!



celmira ji bhut aur bhut hi khoobsurat ghazal aap isko kahin bhi post krti.n iski waza mai koi kami nhi aati, ek aur bhut hi dil ko choo laine waali paishkash, khush rahiye aur you.n hi likti rahiye
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: June 12, 2009, 10:19:11 PM »
Reply with quote
Nice one Talat di aur Sager jee
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: June 12, 2009, 10:29:43 PM »
Reply with quote
Bahut pasand aayee Talat ji,beautiful creation. Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping
very nice.
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #11 on: June 13, 2009, 02:00:00 AM »
Reply with quote
Wah wah Talat Ji bahut khoob
Makta bada khubsurat sher hai, wah
SARVESH RASTOGI
Logged
shab
Guest
«Reply #12 on: June 13, 2009, 03:22:34 AM »
Reply with quote
NICE 1 TALAT JI,EVERY WORD ATTACKED MY HEART
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #13 on: June 13, 2009, 08:54:26 AM »
Reply with quote
Wow ! Its really very Touching Dear Talat(got ur name)
ek ek sher sidhe dil me utarta hai....SuperBBBBBBB...... Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #14 on: June 13, 2009, 09:14:59 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
viraha ka dard aur judai ke shikwe...hain bhi aur nahi bhi....bahoot khoob TALAT
 Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:47:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer