Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ... ! NARESH MEHRA

by Anshumali on April 14, 2011, 12:36:44 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3386 times)
Anshumali
Guest
Reply with quote
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii
Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...

Aaii Thii Mujh Bimaar Ka Haal Puchhne
Phool Haath MeN Thamaa Kar Chali Gaii ...

Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasii Se
Har Ummiid Na-Ummiid Bankar Chali Gaii ...

Jo Aaii Thii Sunke Meri Aawaaz Hanstii Huii
Anjaani Aahat Se Ulte Pair Ghar Chali Gaii ...

TuuTii Chhat Kab Tak Saath Nibhaatii
Aaii Raat Baarish Neend uDhaakar Chali Gaii ...

Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai
Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ...
Logged
nirala
Guest
«Reply #1 on: April 14, 2011, 01:05:11 PM »
Reply with quote
umda behad umda ghazal…
daad dil se
Logged
ishk ek ibadat
Guest
«Reply #2 on: April 14, 2011, 02:34:51 PM »
Reply with quote
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii
Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...

TuuTii Chhat Kab Tak Saath Nibhaatii
Aaii Raat Baarish Neend uDhaakar Chali Gaii ...

Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai
Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ...


Bahut Khooooooooob ..... Naresh Ji !
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: April 14, 2011, 02:38:09 PM »
Reply with quote
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii
Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...

Aaii Thii Mujh Bimaar Ka Haal Puchhne
Phool Haath MeN Thamaa Kar Chali Gaii ...

Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasii Se
Har Ummiid Na-Ummiid Bankar Chali Gaii ...

Jo Aaii Thii Sunke Meri Aawaaz Hanstii Huii
Anjaani Aahat Se Ulte Pair Ghar Chali Gaii ...

TuuTii Chhat Kab Tak Saath Nibhaatii
Aaii Raat Baarish Neend uDhaakar Chali Gaii ...

Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai
Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ...

Bahoot Khoobsoorat Ghazal Likhi hai Naresh ji.. Bahoot Khoobsoorati se Har Sher ko likha hai jo padte waqt ak puri kahani ko darsha raha hai... Bahoot Bahoot Umda .. Lajawaab!!
Logged
Imdad
Guest
«Reply #4 on: April 14, 2011, 02:57:24 PM »
Reply with quote
bahut khoob. bahut hi badhiya
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #5 on: April 14, 2011, 03:10:54 PM »
Reply with quote
Bahut Khub Naresh Ji Bahut Hi Sunder Rachna Hai Aapki
Logged
Radhika_2
Guest
«Reply #6 on: April 14, 2011, 05:50:51 PM »
Reply with quote
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii
Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...

Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasii Se
Har Ummiid Na-Ummiid Bankar Chali Gaii ...

Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai
Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ...


bahut umdaa soch ke saath adaa kiye hai sabhi ashaar ... Naresh Ji !
ek badiya peshkash rahi ... dil se daad ...
Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: April 14, 2011, 06:11:20 PM »
Reply with quote
Naresh jee Aadaab!

Waah janab kia kahne ais se badhkar aik ashaar kahe haiN...
Behad la jawaab ashaar aur umdaa ahsaas O khayaal rahe aapke is kalaam meiN... Usual Smile

Bus aik baat ki kami nazar aayi ke aapne kafiye meiN  vibhinta nahi dikhai.. ? aapne "KAR" kafiye ko chaar se paNch baar istemaal kiya ?

Khair par sabhi ashaar behad khoob kahe hai dil se daad hazir hai..
Khususi taur par hume yeH ashaar behad khoob lage hai         



Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii
Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...

Aaii Thii Mujh Bimaar Ka Haal Puchhne
Phool Haath MeN Thamaa Kar Chali Gaii ...

Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai
Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ...

Aise hi umdaa kalaam kahte rahiye..
Aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye...
Khuda Hafez..... Usual Smile         

Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: April 14, 2011, 06:14:03 PM »
Reply with quote
Bahaut bahaut khubsoorat Naresh bhai..
"Waqt ne haath milaya iss udaasi se,
Har umeed na-umeed bankar chali gayi"
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
Parimal Jain
Guest
«Reply #9 on: April 15, 2011, 02:09:50 AM »
Reply with quote
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii
Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...

Aaii Thii Mujh Bimaar Ka Haal Puchhne
Phool Haath MeN Thamaa Kar Chali Gaii ...

Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasii Se
Har Ummiid Na-Ummiid Bankar Chali Gaii ...

Jo Aaii Thii Sunke Meri Aawaaz Hanstii Huii
Anjaani Aahat Se Ulte Pair Ghar Chali Gaii ...

TuuTii Chhat Kab Tak Saath Nibhaatii
Aaii Raat Baarish Neend uDhaakar Chali Gaii ...

Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai
Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ...

behad umdaa aur sacche sher likhe haiN ... Naresh Ji !
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #10 on: April 15, 2011, 04:56:22 AM »
Reply with quote
bht khoob anshumali ji...
Logged
Naghmaa
Guest
«Reply #11 on: April 15, 2011, 08:06:55 AM »
Reply with quote
Mere Kamre Ki Dhoop RooThkar Chali Gaii
Jaise Ghar Ki Har Baat Baahar Chali Gaii ...

Aaii Thii Mujh Bimaar Ka Haal Puchhne
Phool Haath MeN Thamaa Kar Chali Gaii ...

Waqt Ne Haath Milaayaa Iss Udaasii Se
Har Ummiid Na-Ummiid Bankar Chali Gaii ...

Jo Aaii Thii Sunke Meri Aawaaz Hanstii Huii
Anjaani Aahat Se Ulte Pair Ghar Chali Gaii ...

TuuTii Chhat Kab Tak Saath Nibhaatii
Aaii Raat Baarish Neend uDhaakar Chali Gaii ...

Shaam Kaa Dhaltaa Suraj YuuN Lagtaa Hai
Jaise "Naresh" Ki Har Baat Kal Par Chali Gaii ...

Nice Sher ... Naresh Ji !
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Logged
manjum
Guest
«Reply #12 on: April 15, 2011, 08:22:43 AM »
Reply with quote
bahut khub anshuji.... bahut badiya....

 Applause Applause Applause
Logged
Samaantaa
Guest
«Reply #13 on: April 15, 2011, 12:21:31 PM »
Reply with quote
bahut khoooooooob ....... Naresh Ji !
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #14 on: April 15, 2011, 03:10:20 PM »
Reply with quote
Kya Kehne Bahut Khub Janab Naresh Ji
Aagaz Se Anjam Tak Sabhi Ashaar Khub Rahe
Is Khoobsurat Peshkash Pe Dili Dad Hazir Hai

Shad o Aabad Rahiye...

~Shihab~
Bahut bahut Shukriya ... Shihab Ji ! koshish ko samajhne aur hauslaa afzaai kaa !!!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 08:25:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer