ghazal

by ajayagyat on April 29, 2013, 11:05:39 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 611 times)
ajayagyat
Guest
Reply with quote
wo mere houslo.n ko aazmaana chahta hai
katar kar par mere mujh ko udaana chahta hai

wo apna zore baazu aazmana chahta hai
muqaddar se wo ab panja ladaana chahta hai

mujhe pehchan ne se kar diya inkaar us ne
purana aaina chehra purana chahta hai

tujhe is baat par kuch gour farmana hi hoga
kyun tujh se har koi daaman chudaana chahta hai

jise maine hi sikhlaya tha ginti likhna padhna
pahaade wo mujhe ulte padhaana chahta hai

azab shay hai ajay agyat is duniya mei.n tu bhi
liye aankho.n mein aansoo muskuraana chahta hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
a ghazal by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
ghazal by roomaharis in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Ghazal by Pooja in Ghazals
ghazal by Faisal Husain in Ghazals
ghazal mein unka zikar * ghazal * by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #1 on: April 30, 2013, 12:55:09 AM »
Reply with quote
Waah waah bahut hi khoob, excellent, kya khoob she'r kahe aapne. Maza aa gaya.
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 24 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #2 on: April 30, 2013, 01:03:19 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: April 30, 2013, 01:35:53 PM »
Reply with quote
wo mere houslo.n ko aazmaana chahta hai
katar kar par mere mujh ko udaana chahta hai

wo apna zore baazu aazmana chahta hai
muqaddar se wo ab panja ladaana chahta hai

mujhe pehchan ne se kar diya inkaar us ne
purana aaina chehra purana chahta hai

tujhe is baat par kuch gour farmana hi hoga
kyun tujh se har koi daaman chudaana chahta hai

jise maine hi sikhlaya tha ginti likhna padhna
pahaade wo mujhe ulte padhaana chahta hai

azab shay hai ajay agyat is duniya mei.n tu bhi
liye aankho.n mein aansoo muskuraana chahta hai


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: May 02, 2013, 05:41:56 PM »
Reply with quote
wo mere houslo.n ko aazmaana chahta hai
katar kar par mere mujh ko udaana chahta hai

wo apna zore baazu aazmana chahta hai
muqaddar se wo ab panja ladaana chahta hai

mujhe pehchan ne se kar diya inkaar us ne
purana aaina chehra purana chahta hai

tujhe is baat par kuch gour farmana hi hoga
kyun tujh se har koi daaman chudaana chahta hai

jise maine hi sikhlaya tha ginti likhna padhna
pahaade wo mujhe ulte padhaana chahta hai

azab shay hai ajay agyat is duniya mei.n tu bhi
liye aankho.n mein aansoo muskuraana chahta hai


bahot khoob Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: August 31, 2013, 03:21:03 PM »
Reply with quote
tujhe is baat par kuch gour farmana hi hoga
kyun tujh se har koi daaman chudaana chahta hai

jise maine hi sikhlaya tha ginti likhna padhna
pahaade wo mujhe ulte padhaana chahta hai

Bahut bahut ghazal janaab
dil ko bha gaye aapke ye sher
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 06:00:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer