"jaadu nagri wala koi"

by aaina on March 25, 2009, 11:16:17 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1744 times)
aaina
Guest
Reply with quote
jaadu nagri wala koi paas bula kar daikho to
kaise unmay mein duboonga aankh mila kar daikho to

khaab suhane kitne sundar aur kitne awaara hain
yaad ki kirne apne pehloo sath sula kar daikho to

kitni thandak kitni narmi iske upar chaaii hui hai
raat diwaani aos ki chaadar tan se laga kar daikho to

aasaan ho jayenge saare pal jo tum par bhari hain
apne dil ke saare qisse huko suna kar daikho to

saare dard jo paihum tumko apni simt bulate hain
phool bana dunga mai unko, mujhme sama kar daikho to

aslam zikr mera jo aaye aankh tumhari kiyn bhr aaye
itni qurbat hai jab unse haath badha kar daikho to
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
~~"KAISE FAKIROON WALA HAAL HUA"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
"Saza Dene Wala, Jaza Dene Wala" -SKY- by SkykiTears in Shayari-e-Parastish
salma786
Guest
«Reply #1 on: March 25, 2009, 11:18:38 AM »
Reply with quote
jaadu nagri wala koi paas bula kar daikho to
kaise unmay mein duboonga aankh mila kar daikho to

khaab suhane kitne sundar aur kitne awaara hain
yaad ki kirne apne pehloo sath sula kar daikho to

kitni thandak kitni narmi iske upar chaaii hui hai
raat diwaani aos ki chaadar tan se laga kar daikho to

aasaan ho jayenge saare pal jo tum par bhari hain
apne dil ke saare qisse huko suna kar daikho to

saare dard jo paihum tumko apni simt bulate hain
phool bana dunga mai unko, mujhme sama kar daikho to

aslam zikr mera jo aaye aankh tumhari kiyn bhr aaye
itni qurbat hai jab unse haath badha kar daikho to

Bahoot khoob Aslam ji Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: March 25, 2009, 11:28:26 AM »
Reply with quote
Nice one Aaina Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: March 25, 2009, 11:38:35 AM »
Reply with quote
jaadu nagri wala koi paas bula kar daikho to
kaise unmay mein duboonga aankh mila kar daikho to

khaab suhane kitne sundar aur kitne awaara hain
yaad ki kirne apne pehloo sath sula kar daikho to

kitni thandak kitni narmi iske upar chaaii hui hai
raat diwaani aos ki chaadar tan se laga kar daikho to

aasaan ho jayenge saare pal jo tum par bhari hain
apne dil ke saare qisse huko suna kar daikho to

saare dard jo paihum tumko apni simt bulate hain
phool bana dunga mai unko, mujhme sama kar daikho to

aslam zikr mera jo aaye aankh tumhari kiyn bhr aaye
itni qurbat hai jab unse haath badha kar daikho to


Beautiful ghazal... bohot achcha likha hai Aslam Ji   Applause Applause Applause
Logged
aaina
Guest
«Reply #4 on: March 25, 2009, 12:34:44 PM »
Reply with quote
Nice one Aaina Ji

shukriya harish ji...................
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: March 25, 2009, 12:38:08 PM »
Reply with quote
Beautiful ghazal... bohot achcha likha hai Aslam Ji   Applause Applause Applause

thnxxxxxx so much celmira ji.................
Logged
asma zehra
Guest
«Reply #6 on: March 25, 2009, 01:06:47 PM »
Reply with quote
Bahut hi umda likha hai Aslam ji aapne. Bahut hi sundar. Aap isi tarha likhte jaayen aur hum padhte jaayen aisa lagta hai aaj.
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: March 25, 2009, 02:02:26 PM »
Reply with quote
Wah wah aslam dear... bahut accha likha hai aapne. daad kabul kijiye
Logged
aaina
Guest
«Reply #8 on: March 26, 2009, 07:00:07 AM »
Reply with quote
Bahut hi umda likha hai Aslam ji aapne. Bahut hi sundar. Aap isi tarha likhte jaayen aur hum padhte jaayen aisa lagta hai aaj.

shukriya asma ji..............is hosla afzaaii ke liyn bhut bhut skhukriya
Logged
aaina
Guest
«Reply #9 on: March 26, 2009, 07:01:21 AM »
Reply with quote
Wah wah aslam dear... bahut accha likha hai aapne. daad kabul kijiye

thnxxxxxxx so much roja........................
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: April 05, 2009, 09:48:38 AM »
Reply with quote
Bahut khoob aslam ji... Usual Smile
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: April 06, 2009, 09:14:25 PM »
Reply with quote
shukriya
Bahut khoob aslam ji... Usual Smile
[/quote

bhut bhut shukriya angel ji...................
Logged
Azeem 4 Ghazals
Guest
«Reply #12 on: April 09, 2009, 02:48:22 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Aaina Ji,.
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: April 11, 2009, 10:20:06 AM »
Reply with quote
Bohat Achche Aaina Ji,.

bhut bhut shukriya azeem sahab...............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 14, 2009, 02:03:47 PM »
Reply with quote
Bohat Achche Phirse Aaina Ji, Pardhkar Bohat Achcha Laga, Aapki Is Ghazal KO,.

yunhi Likhte Rahiye,.

May Allah Bless You,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 11:21:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer