jaate jaate( on the death of my father on 7th march 2009) poet taasir siddiqui

by Taasir siddiqui on May 12, 2009, 12:43:05 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 21069 times)
Taasir siddiqui
Guest
Reply with quote
jaate jaate woh apne jaane ka gham de gaye;
sab bahaaren le gaye rone ka mausam de gaye;

dhundti hai  nigaahen par woh ab kahin nahin,
apne hone ka woh muje kaisa bharam de gaye;

mujhe mere papa ki  surat yaad aati hai,
woh to na rahe apni yaadon ka sitam de gaye;

ek ajeeb sa sannaata hai aaj kal  is ghar me,
ghar ki dar-o-deewar ko  udaasi peham de gaye;

badal gai hai ab taasir, taasir ki zindagi ki,
tum kya gaye aakhon ko manzar-e-maatam de gaye;
    

  
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RAAT KE KHAAB(poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
AAJ PHIR DIL UDAAS HAI (poet: taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
kyun? gujarat me dange hote hai?(poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
KAHAN HAI TU MERE ALLAH (Poet Taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
ajab tamasha hai( on the birth of my niece in april 2009)poet taasir siddiqui by Taasir siddiqui in Ghazals
Talat
Guest
«Reply #1 on: May 12, 2009, 12:50:57 PM »
Reply with quote
Bohot afsos hua aap ke father ke guzar jaane ka sun kar, Taasir Ji .. Allah Ta'ala unhe Jannat main aalaa jagah ata karen aur aap ko aur gharwalon ko sabr ata karen.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #2 on: May 12, 2009, 12:56:01 PM »
Reply with quote
Taasir ji,

May the departed  soul of your father rest in peace !
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: May 12, 2009, 03:35:13 PM »
Reply with quote
Allah aapke father ko jannat-e-firdos mein jaga de, Ameen. Aap khud b, aur sub gahr waalon ko bhi sabr daen, ye tho zindigee ka falsafa hai na?

May Allah Bless You and your family, Ameen

Behud khubsurat nazm lihkee hai aapne, MA
Logged
Madhu Bhardwaj
Guest
«Reply #4 on: October 05, 2016, 03:04:23 PM »
Reply with quote
jaate jaate woh apne jaane ka gham de gaye;
sab bahaaren le gaye rone ka mausam de gaye;

dhundti hai  nigaahen par woh ab kahin nahin,
apne hone ka woh muje kaisa bharam de gaye;

mujhe mere papa ki  surat yaad aati hai,
woh to na rahe apni yaadon ka sitam de gaye;

ek ajeeb sa sannaata hai aaj kal  is ghar me,
ghar ki dar-o-deewar ko  udaasi peham de gaye;

badal gai hai ab taasir, taasir ki zindagi ki,
tum kya gaye aakhon ko manzar-e-maatam de gaye;
    

  
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 10:54:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer