jarori tho nahi

by amit_is_always_cool on March 18, 2005, 12:51:30 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2793 times)
lover_boy
Guest
«Reply #15 on: October 11, 2005, 08:16:57 AM »
Reply with quote
Yoon Na Mil Mujh SaY khafa ho Jaise
Sath Chal Mooj-e-saba ho Jaise
log Yoon dekh ke Hans Dete Hain
Tu Mujhe Bhool Gaya Ho Jaise
ishq ko shirk ki Had Tak Na Barha
Yoon Na Mil Humse khuda Ho Jaise
Maut Bhi Ayi To iss Naz k Sath
Mujh Pe Ehsaan kiya Ho Jaise
Aise Anjaan Bane Bethe Ho
Tum ko kuch pata Bhi Na Ho jaise
HichkiYan Raat Ko Ati Hi Rahien
Tu Ne Phir Yaad kiya Ho jaise
Zindagi Beet Rahi Hia Yoon Hi
ik Be-jurm Saza Ho Jaise!!!!!!
Logged
raj_sensitive
Guest
«Reply #16 on: October 11, 2005, 08:58:40 AM »
Reply with quote
wahh wahh !!! huzoor chha gaye bahut khoob

Quote from: "lover_boy"

ishq ko shirk ki Had Tak Na Barha
Yoon Na Mil Humse khuda Ho Jaise

Zindagi Beet Rahi Hia Yoon Hi
ik Be-jurm Saza Ho Jaise!!!!!!
Logged
raj_sensitive
Guest
«Reply #17 on: October 11, 2005, 09:06:46 AM »
Reply with quote
Benaam sa yeh dard, thahar kyon nahi jaata
jo beet gaya hai vo, guzar kyon nahi jaata

Sab kuch to hai, kya dhoondti rahti hain nigaahein
Kya baat hai, main waqt pe ghar kyoon nahi jaata

Vo ek hi chahra toh nahi, saare jahan main
Jo door hai vo dil se, utar kyon nahi jata

Main apni hi uljhi hui, raahon ka tamasha
Jaate hai jidhar sab, main udhar kyoon nahi jata

Vo naam jo barson se, na chehra hai na badan hai
vo khwab agar hai toh, bikhar kyoon nahi jata


Jo beet gaya hai vo, guzar kyoon nahi jata
benaam sa yeh....


Edited*

Post Edited by Yoindia.com Moderators.
Reason : Note according to rules
Commets : Please see our Rules and Regulation and also maintain harmony.

NOTE: Raj app same psots bar bar likh rahe hai. Jo app nahi kar sakty. App kisi aor ki likhi shayri likh rahe hai aor us lekhak ka naam bhi nahi likh rahe hai. agar apko naam nahi pata to sath mai "NM" jaroor likhy.
Logged
ruksana
Guest
«Reply #18 on: January 14, 2006, 05:57:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "amit_is_always_cool"
Iss Duniya Ki Bheer Mein
Koi Tanha Na hoo
Ye Zaroori Tu Nahi
Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Ye Dil Under Say Tootey
Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi
TereNaam
Code:
[color=darkblue][/color]
amazing
zindagi ki haar rahan aasan ho koi jarrori to nahi
zindagi ka har safar tere saath taya ho jarrori to nahi
meri manzil tujh tak aa kar ruke koi jarorri to nahi
zindagi ki har sham teri bahon mein gujara koi jarrori to nahi

[/i][/b]
Logged
ruksana
Guest
«Reply #19 on: March 14, 2006, 05:44:34 AM »
Reply with quote
TUM NE BHI KAUN SA CHAHA THAA MUJHE
MERI BAATEIN BHI GHALAT, MERE IRAADE BHI GHALAT
BEWAFAEE KA YE SAAKHTA BAHANA BHI TASLEEM MUJHE
YE BHI MAANA KE HAR SUMD JAWAN THAA TU
SUM JAAN KO MERI AANKH KE AANSOO MILE
JAB ZAMANOON KI YE BE MEHR HAWAAEIN MEI
SOCHON KO JALA DETI HAIN
MEIN SOCHTA HOON
JAB SUMS HAR KI PALKEIN TERI JAANIB
MERI SHIDDAT KO GHATA DETI HAIN
MEIN SOCHTA HOON
JAB KABHI APNI JAFAAEN MUJHE KHUD
APNI NIGAHON MEIN GIRA DETI HAIN
MEIN SOCHTA HOON
TUM NE BHI KAUN SA CHAHA THAA MUJHE
Quote from: "ruksana"
Quote from: "amit_is_always_cool"
Iss Duniya Ki Bheer Mein
Koi Tanha Na hoo
Ye Zaroori Tu Nahi
Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Ye Dil Under Say Tootey
Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi
TereNaam
Code:
[color=darkblue][/color]
amazing
zindagi ki haar rahan aasan ho koi jarrori to nahi
zindagi ka har safar tere saath taya ho jarrori to nahi
meri manzil tujh tak aa kar ruke koi jarorri to nahi
zindagi ki har sham teri bahon mein gujara koi jarrori to nahi

[/i][/b]
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 03:46:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer