jarori tho nahi

by amit_is_always_cool on March 18, 2005, 12:51:30 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2792 times)
amit_is_always_cool
Guest
Reply with quote
Iss Duniya Ki Bheer Mein
Koi Tanha Na hoo
Ye Zaroori Tu Nahi
Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Ye Dil Under Say Tootey
Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi
TereNaam
Logged
nikki
Guest
«Reply #1 on: March 18, 2005, 12:55:23 PM »
Reply with quote
very nice..
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #2 on: March 19, 2005, 09:12:03 AM »
Reply with quote
thnx nikki ji
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #3 on: March 19, 2005, 10:29:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "amit_is_always_cool"
Iss Duniya Ki Bheer Mein
Koi Tanha Na hoo
Ye Zaroori Tu Nahi
Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Ye Dil Under Say Tootey
Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi
TereNaam


very nice!!!!!!  Usual Smile  bahot hi achcha likha hai amit
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #4 on: March 27, 2005, 10:09:58 AM »
Reply with quote
thnx amit ji
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #5 on: March 31, 2005, 06:31:37 AM »
Reply with quote
hotton par muskaan dil main mohobbat hai
hamien zindgi main aap jaise ki jaroorat hai
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #6 on: September 10, 2005, 06:11:56 PM »
Reply with quote
ha yai sahi kaha mainai yaaron
Logged
nikki
Guest
«Reply #7 on: September 10, 2005, 06:19:24 PM »
Reply with quote
kehne ko to kuch bhi zaroori nahi hai duniya mein
dastoor se bane hain, jinhein har koi nibhaata hai
warna shayad koi majboori hi na hoti
koi dil na dukhta aur yeh doori bhi na hoti
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #8 on: September 12, 2005, 06:45:45 AM »
Reply with quote
ya right said nikki ji
Logged
Rajesh Verma
Guest
«Reply #9 on: October 08, 2005, 04:55:15 PM »
Reply with quote
Aag chaman mei baharein bhi lagaa sakti hain
kahin bijli hi giri ho
ye zaroori toh nahi

tumhe bhi judai ne kutch toh sataya hoga
hum hi mar mar ke jiye ho,
ye jaroori toh nahi

neend dard ke bistar par bhi aa sakti hai
teri hi god me sir ho,
ye zaroori toh nahi.

maana ki naya shayar hoon
teri bazm mei ae dost
par har naya shayar bura ho
ye zaroori toh nahi

Quote from: "amit_is_always_cool"
Iss Duniya Ki Bheer Mein
Koi Tanha Na hoo
Ye Zaroori Tu Nahi
Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Ye Dil Under Say Tootey
Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi
TereNaam
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: October 10, 2005, 09:50:23 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Rajesh Verma ji!!!

Welcome to Yoindia!!!
Logged
raj_sensitive
Guest
«Reply #11 on: October 11, 2005, 06:14:50 AM »
Reply with quote
thank you pooja ji
Logged
lover_boy
Guest
«Reply #12 on: October 11, 2005, 07:45:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Rajesh Verma"
Aag chaman mei baharein bhi lagaa sakti hain
kahin bijli hi giri ho
ye zaroori toh nahi

tumhe bhi judai ne kutch toh sataya hoga
hum hi mar mar ke jiye ho,
ye jaroori toh nahi

neend dard ke bistar par bhi aa sakti hai
teri hi god me sir ho,
ye zaroori toh nahi.

maana ki naya shayar hoon
teri bazm mei ae dost
par har naya shayar bura ho
ye zaroori toh nahi

Quote from: "amit_is_always_cool"
Iss Duniya Ki Bheer Mein
Koi Tanha Na hoo
Ye Zaroori Tu Nahi
Hanstey Laboon Kay Peechay
Koi Siski Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Muskarati Aankhoon Kay Peechey
Koi Aansoo Na Ho
Ye Zaroori Tu Nahi
Ye Dil Under Say Tootey
Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day
Ye Zaroori Tu Nahi
Duniya Aapne Diya Hue
Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey
Ye Zaroori Tu Nahi
TereNaam





bohut achaa likha hai rajesh ji
Logged
raj_sensitive
Guest
«Reply #13 on: October 11, 2005, 08:08:53 AM »
Reply with quote
thanks lover boy and pooja ji.  This is for both of you I hope you people will like it:

jaate jaate vo mujhe achchhi nishaani de gayaa
umr bhar dohraaoongaa aisi kahaani de gayaa

us se main kuchh paa sakoon aisi kahaan ummeed thi
Gham bhi vo shaayad baraaye meharbaani de gayaa

sab havaayen le gayaa mere samandar ki koi
aur mujhko ek kashti baadbaani de gayaa

Khair main pyaasaa rahaa, par usne itnaa to kiyaa
meri palkon ki qataaron ko vo paani de gayaa

umr bhar dohraaoongaa aisi kahaani de gayaa
jaate jaate vo mujhe achchhi nishaani de gayaa
Logged
lover_boy
Guest
«Reply #14 on: October 11, 2005, 08:13:10 AM »
Reply with quote
wah bohut achaaa likha yaar eesmai dard hai yaar

kuch tho hai ...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 02:47:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer