Maazi Ki Yaadein "Khwaish"

by khwaish on June 17, 2010, 09:04:59 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3323 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Laakh Koshishe Karlo Par,
Guzra Hua Pal kabhi Vaapas Aa Nahi Sakta...

Jo Lamhein Guzar Gaye So Guzar Gaye
Unn Lamkho ko Phir Se Koi Paa nahi Sakta...

Maazi Ki Yaadein Mehfooz Hai Iss Dil Mein
Qaid hai jo Shaks In yaadon mein woh kahi Jaa nahi sakta

Gham Aur Khushi Zindagi ke Do Eham Pehlu Hai
Apne Mutaabik Zindagi ko Kisi Tehraao Par Koi Laa Nahi Sakta

"Khwaish"  Jis Ki Soch Aur Jiska Imaan Nek Ho,
Uss Shaks Par koi Sitam Dhaa Nahi Sakta

          ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #1 on: June 17, 2010, 09:07:00 AM »
Reply with quote
Nice work Khwaish Saheb........
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #2 on: June 17, 2010, 10:02:18 AM »
Reply with quote
Wah wah Khwaish ji bahot achhi creation hai. Haqeeqat likhi hai aapne. Daad hazir hai.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: June 17, 2010, 11:28:16 AM »
Reply with quote
Bahaut khoob Dost..apne mere dil ki baat likhi hai...apke kalamon main mujhe apna sa lagta hai..dil tak ponchti hai baat...bahaut khoob...
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #4 on: June 17, 2010, 07:42:17 PM »
Reply with quote
Laakh Koshishe Karlo Par,
Guzra Hua Pal kabhi Vaapas Aa Nahi Sakta...

Jo Lamhein Guzar Gaye So Guzar Gaye
Unn Lamkho ko Phir Se Koi Paa nahi Sakta...

Maazi Ki Yaadein Mehfooz Hai Iss Dil Mein
Qaid hai jo Shaks In yaadon mein woh kahi Jaa nahi sakta

Gham Aur Khushi Zindagi ke Do Eham Pehlu Hai
Apne Mutaabik Zindagi ko Kisi Tehraao Par Koi Laa Nahi Sakta

"Khwaish"  Jis Ki Soch Aur Jiska Imaan Nek Ho,
Uss Shaks Par koi Sitam Dhaa Nahi Sakta

          ~~~~~Khwaish~~~~~


bahut khub

ho na jaaye dukhi kahi mere gum se wo
chaha kar bhi apna dard bata nahi sakta

chahta hu unhe mei khud se bhi jyada
chahakar bhi unhe mei pa nahi sakta

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: June 17, 2010, 10:51:56 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut bahut khoob likha hai aapne Khwaish ji... bahut khoob...!!!
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #6 on: June 18, 2010, 05:47:30 AM »
Reply with quote
Wah Khwaish Ji,
khubsurat wording and achchhe khayalat ka combination hai aapki ye ghazal.  Very nice.
SARVESH RASTOGI
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 18, 2010, 08:11:46 AM »
Reply with quote
Nice work Khwaish Saheb........

Shukriya Sajid Bhai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: June 18, 2010, 08:12:48 AM »
Reply with quote
Wah wah Khwaish ji bahot achhi creation hai. Haqeeqat likhi hai aapne. Daad hazir hai.

Teh Dil Se Shukriya Riyaz Bhai.. icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: June 18, 2010, 11:19:37 AM »
Reply with quote
very nice khwaishji. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

gujre hue pal na wapas aayen to achha.
na jaane kitne aasman hain ek ye hi nahin achha.

aane do naye ehsaas aane do naye pyar wale pal.
kyun hum samjhen guzre palon ko hi khoobsurat pal.

Laakh Koshishe Karlo Par,
Guzra Hua Pal kabhi Vaapas Aa Nahi Sakta...

Jo Lamhein Guzar Gaye So Guzar Gaye
Unn Lamkho ko Phir Se Koi Paa nahi Sakta...

Maazi Ki Yaadein Mehfooz Hai Iss Dil Mein
Qaid hai jo Shaks In yaadon mein woh kahi Jaa nahi sakta

Gham Aur Khushi Zindagi ke Do Eham Pehlu Hai
Apne Mutaabik Zindagi ko Kisi Tehraao Par Koi Laa Nahi Sakta

"Khwaish"  Jis Ki Soch Aur Jiska Imaan Nek Ho,
Uss Shaks Par koi Sitam Dhaa Nahi Sakta

          ~~~~~Khwaish~~~~~


Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #10 on: June 21, 2010, 01:15:25 PM »
Reply with quote
.
Laakh Koshishe Karlo Par,
Guzra Hua Pal kabhi Vaapas Aa Nahi Sakta...

Jo Lamhein Guzar Gaye So Guzar Gaye
Unn Lamkho ko Phir Se Koi Paa nahi Sakta...

Maazi Ki Yaadein Mehfooz Hai Iss Dil Mein
Qaid hai jo Shaks In yaadon mein woh kahi Jaa nahi sakta

Gham Aur Khushi Zindagi ke Do Eham Pehlu Hai
Apne Mutaabik Zindagi ko Kisi Tehraao Par Koi Laa Nahi Sakta

"Khwaish"  Jis Ki Soch Aur Jiska Imaan Nek Ho,
Uss Shaks Par koi Sitam Dhaa Nahi Sakta

          ~~~~~Khwaish~~~~~


Khwaish ji! Bahut hi saaf-suthrey alfaaz mein aapney insaanee zindagee mein 'optimism' wa waqaar-e-neykneeyatee ki bulandiyoun ki ore ishaarah kiyaa hai! Bahut khoob!

                           - abd bundeli
Logged
Qadeer.Toopchi
Guest
«Reply #11 on: June 21, 2010, 01:25:29 PM »
Reply with quote
Laakh Koshishe Karlo Par,
Guzra Hua Pal kabhi Vaapas Aa Nahi Sakta...

Jo Lamhein Guzar Gaye So Guzar Gaye
Unn Lamkho ko Phir Se Koi Paa nahi Sakta...

Maazi Ki Yaadein Mehfooz Hai Iss Dil Mein
Qaid hai jo Shaks In yaadon mein woh kahi Jaa nahi sakta

Gham Aur Khushi Zindagi ke Do Eham Pehlu Hai
Apne Mutaabik Zindagi ko Kisi Tehraao Par Koi Laa Nahi Sakta

"Khwaish"  Jis Ki Soch Aur Jiska Imaan Nek Ho,
Uss Shaks Par koi Sitam Dhaa Nahi Sakta

          ~~~~~Khwaish~~~~~



Wah Khawish Saheb , Bahoth qoob , Taqir ke liye mazrath , Aaj Kal zara Masroof hon , Apki Khawish pasand aai , Apke kya kahene hain saheb , Hamesha hi lajwab kahete ho , Zoor a qalam aur ziyada .. Allah tumhe hamesha khush rakhe ..


Apka bhai

Qadeertoopchi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: June 25, 2010, 07:50:32 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish Ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #13 on: June 28, 2010, 02:34:17 PM »
Reply with quote
Nice work khwaish sahab..............likhte rahiye


aslam
Logged
sbechain
Guest
«Reply #14 on: June 28, 2010, 06:48:19 PM »
Reply with quote
Laakh Koshishe Karlo Par,
Guzra Hua Pal kabhi Vaapas Aa Nahi Sakta...

Jo Lamhein Guzar Gaye So Guzar Gaye
Unn Lamkho ko Phir Se Koi Paa nahi Sakta...

Maazi Ki Yaadein Mehfooz Hai Iss Dil Mein
Qaid hai jo Shaks In yaadon mein woh kahi Jaa nahi sakta

Gham Aur Khushi Zindagi ke Do Eham Pehlu Hai
Apne Mutaabik Zindagi ko Kisi Tehraao Par Koi Laa Nahi Sakta

"Khwaish"  Jis Ki Soch Aur Jiska Imaan Nek Ho,
Uss Shaks Par koi Sitam Dhaa Nahi Sakta

          ~~~~~Khwaish~~~~~


good khawaish ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 08:32:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.179 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer