Mujhe Teri kami Mehsoos Hoti Hai "Khwaish"

by khwaish on June 14, 2010, 01:26:33 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 8779 times)
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #15 on: June 16, 2010, 04:51:16 PM »
Reply with quote
Waah Waah Khwaish Ji
Badi kashish hai is ghazal me

Lafz to "Khwaish" tumhare hain magar ahsaas se
Kyun tadap ye apni si mahsoos hoti hai

SARVESH RASTOGI
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: June 17, 2010, 08:10:20 AM »
Reply with quote

bahut khub

shakale sab insaano ki ek se hoti hai
kyu kisi ek ke liye jindgi rooti hai

nikalta to aankh se sirf paani hai mager
kisi ke liye aansu kisi ke liye mooti hai



Pasand Farmane Ke Liye Teh dil se Shukriya Manoj ji..

Aur Aapne bhi kya khoob kaha.. Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #17 on: June 17, 2010, 08:11:20 AM »
Reply with quote
Bahoth Qoob Khawish Saheb , Dad Hazir hai , Qubool karen , Allah apko hamesha rakhe


Apka Bhai

Qadeertoopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: June 17, 2010, 09:19:23 AM »
Reply with quote
kami jis ki hoti hai wo kya ye jaan paayega
paigam ye tera kabhi us tak pahunch paayega
bata koi or bhi hai raahon me badhawaas sa
kholega jab bhi palken bas usi ko paayega

Jo Hardum Chup Rahe Woh kabhi kuch na keh paayega
Par yeh Baat Bhi Sach Hai Ke Aur Dard Naa Seh Paayega
Hai Yakeen Bas Itna Ke Woh Har Pal Saath hai!!!
Haqeeqat mein Naa sahi par Yaadon mein To uske saath Reh Paayega
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: June 17, 2010, 09:21:20 AM »
Reply with quote
Thumbs UP Thumbs UP :thumbup:KWAISH PR AAPNE ITNA ACHA LIKHA HAI
AANKHEN SACH ME NUM HONE LGTI HAN.

Tuada Teh Dil To Shukriya Raminder Ji..

Thanks A lot For Appreciating!!! icon_flower
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #20 on: June 17, 2010, 06:23:47 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hamesha ki tarah bahut hi umda , bahut hi khoob.... bahut pasand aayi humein aapki ye ghazal aapke har ghazal ki tarha... bahut khoob likha hai Khwaish ji...!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: June 18, 2010, 08:14:28 AM »
Reply with quote
bahut khoob khwaish ji aur sabne bhi bahut acha sath diya hai khwaish ji ka..

Bahut Bahut Shukriya Geetji.. icon_flower
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #22 on: June 21, 2010, 01:20:52 PM »
Reply with quote

Adhuri Si zindagi mehsoos Hoti hai
mujhe Teri kami mehsoos Hoti hai

Yeh Palkein Shabnami Si Kyon Hui Hai Aaj!!!
Inn Aankhon Mein Ek Nami si mehsoos Hoti Hai

Uske Honton par Mera Naam Kaampta sa Reh gaya
Judai mein Ek Tadap Si mehsoos Hoti Hai

Humesha Se saath Rehne Ki Kasam Khaai Thi!!!
Woh Kasam Teri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Tera Hai par Dhadkane Meri
Haqeeqat yeh Kabhi Mehsoos Hoti Hai

Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Likhta Hai Sirf Dil Ki kalam Se!!!!
Padhne mein Kyon Yeh Ek ghazal Si mehsoos Hoti hai

              ~~~~~Khwaish~~~~~


"Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai"

khwaish ji!Bahut achchhey!

                - abd bundeli
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 01, 2010, 09:52:18 AM »
Reply with quote
bhut khoob...........achi takhleeq hai khwaish sahb keep writing


aslam

Bahut bahut Shukriya Aslam Bhai Aapka.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: July 04, 2010, 12:05:53 PM »
Reply with quote
bahot khoob khwaish sahab..achha likha janab


Aap Jaise Guuni Shakshiyat Se Daad Mil jaayein To Khushi Dugni ho jaati hai..bahut bahut shukriya Nazar saheb aapka.. icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: July 12, 2010, 11:49:45 AM »
Reply with quote
Waah Waah Khwaish Ji
Badi kashish hai is ghazal me

Lafz to "Khwaish" tumhare hain magar ahsaas se
Kyun tadap ye apni si mahsoos hoti hai

SARVESH RASTOGI

Bahut bahut Shukriya Sarveshji..

Aapke Comments Padhkar, Yakeen maniye Behad khushi Hui hai.. icon_flower
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #26 on: July 12, 2010, 12:07:35 PM »
Reply with quote
hmmmm........wakai kaabile tareef hain aap khwaish ji....koi lafz nahin mere pas ab kehne ko......
suresh ji aapne bhi bht hi pyara reply diya hai..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: July 20, 2010, 10:42:05 AM »
Reply with quote
Wah Khwaish Bhai Kya Kehne Aapke
Dilke Ehsaasaat Ko Lafzon Ki Shaql Mein
Aapne BaDI Khoobsurti Se Pesh Kiya Hai.

Kashkar Yeh Line Mujhe Badi Achchi Lagi

Adhuri Si Zindagi Mehsoos Hoti Hai
 Mujhe Teri Kami Mehsoos Hoti Hai.


Bahut Khub Bhai...

Khush Rahiye...


~Shihab~


Majid bhai,Teh dillllllll Se shukriya Mere bhai,Jo Aapne Apna Waqt Diya..bas yuhi Saath dete rahiyega.. icon_flower
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #28 on: October 08, 2010, 01:27:45 PM »
Reply with quote
Adhuri Si zindagi mehsoos Hoti hai
mujhe Teri kami mehsoos Hoti hai

Yeh Palkein Shabnami Si Kyon Hui Hai Aaj!!!
Inn Aankhon Mein Ek Nami si mehsoos Hoti Hai

Uske Honton par Mera Naam Kaampta sa Reh gaya
Judai mein Ek Tadap Si mehsoos Hoti Hai

Humesha Se saath Rehne Ki Kasam Khaai Thi!!!
Woh Kasam Teri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Tera Hai par Dhadkane Meri
Haqeeqat yeh Kabhi Mehsoos Hoti Hai

Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Likhta Hai Sirf Dil Ki kalam Se!!!!
Padhne mein Kyon Yeh Ek ghazal Si mehsoos Hoti hai

              ~~~~~Khwaish~~~~~

Ek aur laajwaab peshkash..aap kehte hai ki merri rachnayo mein haqiqat nazar aati hai per apki kavitaye,ghazals,nazm mein bhi sachai ki jhalak nazar aati hai...umda ji bahut umda......sach mein bahut achi kavitaye maine miss ki hai...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: October 09, 2010, 07:50:35 AM »
Reply with quote
Wah Khwaish Bhai Kya Kehne Aapke
Dilke Ehsaasaat Ko Lafzon Ki Shaql Mein
Aapne BaDI Khoobsurti Se Pesh Kiya Hai.

Kashkar Yeh Line Mujhe Badi Achchi Lagi

Adhuri Si Zindagi Mehsoos Hoti Hai
 Mujhe Teri Kami Mehsoos Hoti Hai.


Bahut Khub Bhai...

Khush Rahiye...


~Shihab~


Teh Dilllllllll Se Shukriya Majid Bhai  icon_flower
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 02:38:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.223 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer