Mujhe Teri kami Mehsoos Hoti Hai "Khwaish"

by khwaish on June 14, 2010, 01:26:33 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 8820 times)
diya786
Guest
«Reply #30 on: October 10, 2010, 10:56:57 AM »
Reply with quote
bohat bohat khoob Bhaiyya.....
har lafz jaise aaina dikha raha ho mujhe.........
shukriya......
notworthy notworthy notworthy
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #31 on: October 12, 2010, 08:04:18 AM »
Reply with quote
Adhuri Si zindagi mehsoos Hoti hai
mujhe Teri kami mehsoos Hoti hai

Yeh Palkein Shabnami Si Kyon Hui Hai Aaj!!!
Inn Aankhon Mein Ek Nami si mehsoos Hoti Hai

Uske Honton par Mera Naam Kaampta sa Reh gaya
Judai mein Ek Tadap Si mehsoos Hoti Hai

Humesha Se saath Rehne Ki Kasam Khaai Thi!!!
Woh Kasam Teri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Tera Hai par Dhadkane Meri
Haqeeqat yeh Kabhi Mehsoos Hoti Hai

Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Likhta Hai Sirf Dil Ki kalam Se!!!!
Padhne mein Kyon Yeh Ek ghazal Si mehsoos Hoti hai

              ~~~~~Khwaish~~~~~


Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

lamhein to bas beet rahe hain yunhi
ye pal jaise dhal rahe hain yunhi
na kuch kehte hain na kuch sunte
sannate gunj rahe hain har kahin

dhadkane bhi khamosh hain meri
saanson ki gati bhi dhheemi hai
na koi khwaab saja hai aaj mujhse
na hi koi tasveer bani hai kahin

lehrein bhi uth uth kar mit rahi hain
sagar bhi aaj kyun badla nazar aata hai
kuch to baat hai aaj ki tanhaiyon me
kyun mujhe kuch achcha lag raha nahin

har taraf teri hi tasveer dikhai deti hai
teri awaaz mujhe har su.n sunai deti hai
tu nahin hai mere aas paas kahin bhi magar
par janti hun k tu aayehga ek din mere pas yahin....!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #32 on: October 12, 2010, 01:25:22 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

lamhein to bas beet rahe hain yunhi
ye pal jaise dhal rahe hain yunhi
na kuch kehte hain na kuch sunte
sannate gunj rahe hain har kahin

dhadkane bhi khamosh hain meri
saanson ki gati bhi dhheemi hai
na koi khwaab saja hai aaj mujhse
na hi koi tasveer bani hai kahin

lehrein bhi uth uth kar mit rahi hain
sagar bhi aaj kyun badla nazar aata hai
kuch to baat hai aaj ki tanhaiyon me
kyun mujhe kuch achcha lag raha nahin

har taraf teri hi tasveer dikhai deti hai
teri awaaz mujhe har su.n sunai deti hai
tu nahin hai mere aas paas kahin bhi magar
par janti hun k tu aayehga ek din mere pas yahin....!!!


Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Hi Ache Anuji..


Har Beeta Hua Lamha Tumse Kuch kehta Hai
Woh Kaun Hai jo Teri inn Aankhon Mein Rehta Hai...

Saansein Dheemi Si, Nazrein Bojhal Si!!!
Dard-e-judai To Yahan Koi Aur bhi Sehta hai...

Inn Yaadon ki Koi Ek tasveer Nahi hoti!!!
Kabhi Muskaan bankar To Kabhi Ashq Bankar Aankhon Se Behta hai

"Khwaish" Kehta Hai Kabhi To Hum Milenge Zaroor!!!
Usse Dooriyon ki Kya Parwaah Jo Kisi ke Dil Mein Rehta Hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #33 on: November 24, 2010, 11:25:25 AM »
Reply with quote
Bahoth Qoob Khawish Saheb , Dad Hazir hai , Qubool karen , Allah apko hamesha rakhe


Apka Bhai

Qadeertoopchi

Aapka Teh Dil Se Shukriya Qadeer Bhai.. icon_flower
Logged
sbechain
Guest
«Reply #34 on: May 08, 2011, 10:34:52 AM »
Reply with quote
Adhuri Si zindagi mehsoos Hoti hai
mujhe Teri kami mehsoos Hoti hai

Yeh Palkein Shabnami Si Kyon Hui Hai Aaj!!!
Inn Aankhon Mein Ek Nami si mehsoos Hoti Hai

Uske Honton par Mera Naam Kaampta sa Reh gaya
Judai mein Ek Tadap Si mehsoos Hoti Hai

Humesha Se saath Rehne Ki Kasam Khaai Thi!!!
Woh Kasam Teri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Tera Hai par Dhadkane Meri
Haqeeqat yeh Kabhi Mehsoos Hoti Hai

Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Likhta Hai Sirf Dil Ki kalam Se!!!!
Padhne mein Kyon Yeh Ek ghazal Si mehsoos Hoti hai

              ~~~~~Khwaish~~~~~



good one khawaish ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #35 on: September 15, 2011, 07:49:37 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hamesha ki tarah bahut hi umda , bahut hi khoob.... bahut pasand aayi humein aapki ye ghazal aapke har ghazal ki tarha... bahut khoob likha hai Khwaish ji...!!!

Aapka Bahut Bahut Shukriya Hridayji icon_flower icon_flower
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #36 on: September 15, 2011, 10:33:20 AM »
Reply with quote
bahut khub khwaish ji Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #37 on: September 15, 2011, 10:43:18 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish ji

 
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #38 on: September 15, 2011, 10:52:26 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Khwaish Ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #39 on: September 30, 2011, 09:30:05 AM »
Reply with quote
"Faasle To bahut Hai Par Phir Bhi Hum Door Nahi!!!
Har jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai"

khwaish ji!Bahut achchhey!

                - abd bundeli

Aapka teh Dil Se Shukriya Abdji..

Aapka Comment karna Hi Apne Aap Mein Badi baat Hai..

Yuhi Apna Waqt Dete Rahiyega icon_flower
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:38:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer