"mujhme rehta hai"

by aaina on June 15, 2009, 11:11:00 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 899 times)
aaina
Guest
Reply with quote
Wo aain.o si misaal rakhata hai
Apna chehra swaal rakhta hai

Mujh mai rehta aur meri tarhaan
Chupne mai bhi kamaal rakhta hai

Wo jab nikalta hai raat dhale
Chaand shrmaye aisa Jamaal rakhta hai

Ajeeb sa ittefaaq hai kabhi pooch to
Jo mere zehen mai ho wohi sawaal rakhta hai

Aslam faqr karo ki tumko usko saath mila
Jo dosti ki misaal rakhata hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~'Likhta Rehta Hoon"~~ by Sammual in Shayri for Khumar -e- Ishq
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
shab
Guest
«Reply #1 on: June 15, 2009, 11:28:18 AM »
Reply with quote
 LAJAWAAB !BAHUT ACHCHE ASLAM JI,
MILE THE NA AAP HAME JAB TAK,HAME IS ZINDAGI SE KOI SHIKAYAT NA THI,EK BAAR JO MILKE HUE HAI JUDAA,HAME IS ZINDAGI SE AB MOHABBAT NA RAHI
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: June 15, 2009, 11:32:46 AM »
Reply with quote
Nice one Aslam bhai....
Logged
aaina
Guest
«Reply #3 on: June 15, 2009, 08:19:44 PM »
Reply with quote
LAJAWAAB !BAHUT ACHCHE ASLAM JI,
MILE THE NA AAP HAME JAB TAK,HAME IS ZINDAGI SE KOI SHIKAYAT NA THI,EK BAAR JO MILKE HUE HAI JUDAA,HAME IS ZINDAGI SE AB MOHABBAT NA RAHI

bhut bhut shukriya shab ji aur mashallah bhut acha kaha hai very nice
Logged
aaina
Guest
«Reply #4 on: June 15, 2009, 08:20:26 PM »
Reply with quote
Nice one Aslam bhai....

shukriya rahim
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: June 16, 2009, 09:09:37 AM »
Reply with quote
Wow Aslam ji,beautiful creation.bahut acha likha aapne. Applause Applause Applause
hmm,kaun hai wo dost, Giggle Giggle
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: June 16, 2009, 10:07:22 AM »
Reply with quote
Wo aain.o si misaal rakhata hai
Apna chehra swaal rakhta hai

Mujh mai rehta aur meri tarhaan
Chupne mai bhi kamaal rakhta hai

Wo jab nikalta hai raat dhale
Chaand shrmaye aisa Jamaal rakhta hai

Ajeeb sa ittefaaq hai kabhi pooch to
Jo mere zehen mai ho wohi sawaal rakhta hai

Aslam faqr karo ki tumko usko saath mila
Jo dosti ki misaal rakhata hai



Waah....kya baat hai, behad pyari ghazal hai...!! Kaun hai wo khushnaseeb dost ?

Bohot Khoob Aslam Ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #7 on: July 15, 2009, 10:49:41 PM »
Reply with quote
Wow Aslam ji,beautiful creation.bahut acha likha aapne. Applause Applause Applause
hmm,kaun hai wo dost, Giggle Giggle

thnxxx madhu lol itni asaani se kabhi nhi...lol
Logged
aaina
Guest
«Reply #8 on: July 15, 2009, 10:54:46 PM »
Reply with quote
Waah....kya baat hai, behad pyari ghazal hai...!! Kaun hai wo khushnaseeb dost ?

Bohot Khoob Aslam Ji

thnxxxx so much talat for ur appriciation, sahi kaha aapne talat dost khushnaseeb hi hua karte hain aisa kuch nhi hai talat aap to khud mashallah itni achi shayra hain to mujhse behtr jaanti hongi
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: July 16, 2009, 06:38:43 AM »
Reply with quote
wow aaina ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #10 on: July 17, 2009, 03:09:46 PM »
Reply with quote
wow aaina ji

thnxxxxxxxx pandit ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 04:30:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer