vo abhee is galee se...MKV

by mkv on November 21, 2012, 07:13:02 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2666 times)
mkv
Guest
Reply with quote
Khoobsurat nigaahon ka jaaduu
Chaa gayaa mujhpe justjoo ab tuu

ShoNkh chanchal nazar qayaamat hai
Rakhna mushkil hai khud pe ab qaabuu

Vo abhee is galee se guzree hai
Bheeni bheenee bata rahee khushbuu

Ban gaya hai mera diwaanapan
Zindgee jeene ka naya pahluu

mai pareshaan ghoomta huN ab
raah-e-ulfat  nazar meN  tuu hee tuu

Dil tadapta hai yaad kar kar ke
Bah rahe haiN ‘mukesh’ kyoN aaNsuu
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 21, 2012, 07:19:50 AM »
Reply with quote
Khoobsurat nigaahon ka zaaduu
Chaa gayaa mujhpe justjoo ab tuu

ShoNkh chanchal nazar qayaamat hai
Rakhna mushqil hai khud pe ab qaabuu

Vo abhee is galee se gujree hai
Bheeni bheenee bata rahee khushbuu

Ban gaya hai mera diwaanapan
Zindgee jeene ka naya pahluu

mai pareshaan ghoomta huN ab
raah-e-ulfat  nazar meN  tuu hee tuu

Dil tadapta hai yaad kar kar ke
Bah rahe haiN ‘mukesh’ kyoN aaNsuu



Bahut Khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Aarish
Guest
«Reply #2 on: November 21, 2012, 07:31:35 AM »
Reply with quote
bohut khoob mukesh jee umda ghazal hai, daaad qubool kareN
Logged
prashad
Guest
«Reply #3 on: November 21, 2012, 07:35:20 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #4 on: November 21, 2012, 08:32:39 AM »
Reply with quote
bahut khoob bahut khoob
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #5 on: November 21, 2012, 08:40:23 AM »
Reply with quote
mujhe Gair-muraddaf ghazaleN humesha se bahut hi khubsurat lagti haiN, aur bade dinoN ke baad kisi ko aisa likhte dekh raha huN, ek sukhad anubhuti rahi, aage v yuNhi likhte raheN, aur ek Rau qubool farmaayeN...
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: November 21, 2012, 08:46:00 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley waah waah bahut khoob
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #7 on: November 21, 2012, 08:52:20 AM »
Reply with quote
wah wah Applause Applause
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #8 on: November 21, 2012, 09:18:01 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause waah bahut khubsurat ehsas likhe hain aap ne.........bahut-bahut badhayi aap ko...aur daad bhi kabul kijiye....Rau bhi dena hai but kal kyun ki aajek bahut hi khubsurat peshkash de chuki hun....
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: November 21, 2012, 09:20:08 AM »
Reply with quote


Vo abhee is galee se gujree hai
Bheeni bheenee bata rahee khushbuu

Ban gaya hai mera diwaanapan
Zindgee jeene ka naya pahluu

bahut  bahut  khooob , mukesh ji . yeh sher khaas  taur se  bahut achhe lage. 1 rau bhi
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #10 on: November 21, 2012, 09:24:26 AM »
Reply with quote
bhoot khoob likha hai mukeshji
Logged
khujli
Guest
«Reply #11 on: November 21, 2012, 09:42:11 AM »
Reply with quote
Khoobsurat nigaahon ka jaaduu
Chaa gayaa mujhpe justjoo ab tuu

ShoNkh chanchal nazar qayaamat hai
Rakhna mushkil hai khud pe ab qaabuu

Vo abhee is galee se guzree hai
Bheeni bheenee bata rahee khushbuu

Ban gaya hai mera diwaanapan
Zindgee jeene ka naya pahluu

mai pareshaan ghoomta huN ab
raah-e-ulfat  nazar meN  tuu hee tuu

Dil tadapta hai yaad kar kar ke
Bah rahe haiN ‘mukesh’ kyoN aaNsuu


 Applause Applause Applause icon_flower icon_flower
Logged
aqsh
Guest
«Reply #12 on: November 21, 2012, 02:32:14 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut bahut bahut hi khoob mukeshji
Logged
mkv
Guest
«Reply #13 on: November 21, 2012, 07:47:23 PM »
Reply with quote

Bahut Khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahut bahut shukriya aapka
aapki hauslaafjaai se bahut khushi huee.
bas yun hi saath dete rahiyega.
Logged
suman59
Guest
«Reply #14 on: November 22, 2012, 02:32:30 AM »
Reply with quote
Khoobsurat nigaahon ka jaaduu
Chaa gayaa mujhpe justjoo ab tuu

ShoNkh chanchal nazar qayaamat hai
Rakhna mushkil hai khud pe ab qaabuu

Vo abhee is galee se guzree hai
Bheeni bheenee bata rahee khushbuu

Ban gaya hai mera diwaanapan
Zindgee jeene ka naya pahluu


mai pareshaan ghoomta huN ab
raah-e-ulfat  nazar meN  tuu hee tuu

Dil tadapta hai yaad kar kar ke
Bah rahe haiN ‘mukesh’ kyoN aaNsuu


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Bahut bahut khoob  Thumbs UP
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 12:52:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.232 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer