"Wo Meri Nadiya Hai"

by aaina on September 08, 2009, 02:31:12 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2117 times)
aaina
Guest
Reply with quote
Sama'ato.n ka ye silsila hai
ajab sa dil mai ye gul khila hai

Dikhaii de na door tak jo
usi se aakar ye dil mila hai

Jo suraj the shaam hote dhle
aadheri raato se ladta diya hai

Meri roshni aaftaab se bhetr
safar ne jugnu jo mujko dia hai

Wo aakar mujhse kyu.n na mile
mein sagar uska, wo meri nadiya hai

Logged
shayara
Guest
«Reply #1 on: September 08, 2009, 05:49:54 PM »
Reply with quote
Bohot umda, Aaina Ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: September 08, 2009, 11:28:08 PM »
Reply with quote
Wah ... bahut bahut accha likha hai aapne dear Aslam  Applause
Logged
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #3 on: September 09, 2009, 12:48:36 AM »
Reply with quote
Sama'ato.n ka ye silsila hai
ajab sa dil mai ye gul khila hai



wha wah kya baat hai aaina ji
mashaallah lajawab hai
Dikhaii de na door tak jo
usi se aakar ye dil mila hai

Jo suraj the shaam hote dhle
aadheri raato se ladta diya hai

Meri roshni aaftaab se bhetr
safar ne jugnu jo mujko dia hai

Wo aakar mujhse kyu.n na mile
mein sagar uska, wo meri nadiya hai


Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: September 09, 2009, 02:18:27 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Aaina ji beautiful gazal mindblowing creation. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 09, 2009, 06:11:10 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Aslam Ji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
cara
Guest
«Reply #6 on: September 09, 2009, 06:45:25 AM »
Reply with quote
Sama'ato.n ka ye silsila hai
ajab sa dil mai ye gul khila hai

Dikhaii de na door tak jo
usi se aakar ye dil mila hai

Jo suraj the shaam hote dhle
aadheri raato se ladta diya hai

Meri roshni aaftaab se bhetr
safar ne jugnu jo mujko dia hai

Wo aakar mujhse kyu.n na mile
mein sagar uska, wo meri nadiya hai


wah kya baat hai  aaina ji.........

SARD HAWAAON KA SILSILA HAI,
AAJ FIR USKA ARMAAN HUAA HAI.

YUN TOH KABHI DIKHAI DETI NAHIN HAI DOOR TAK,
LAGTA HAI AAS-PAAS HAI,YUN MEHSUS HUAA HAI.

ROJ HAI AANA USKA,
MUJH MEIN SAMAANA USKA.

KITNE BHI TOOFAN AAEY,YAAN SURAJ TAPADE USKO,
WO AAEYGI YAHIN,AUR KYUN NA AAEY.

MEIN JO USKA SAAGAR HUN,
WO MERI NADIYA HAI.
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #7 on: September 09, 2009, 07:25:07 AM »
Reply with quote
Aainaji badi achhi gazal hai aapki.... Applause Applause Applause

Har sarita ko ek-n-ek din tou sagar mai milna hai
Ho gurur usko,kabhi-n kabhi dharatal par aana hai
Ho kitni bhi uchayi par,niche ki oor he behna hai
Main sagar hu uska,mere aagosh mai aakar rehna hai

Sama'ato.n ka ye silsila hai
ajab sa dil mai ye gul khila hai

Dikhaii de na door tak jo
usi se aakar ye dil mila hai

Jo suraj the shaam hote dhle
aadheri raato se ladta diya hai

Meri roshni aaftaab se bhetr
safar ne jugnu jo mujko dia hai

Wo aakar mujhse kyu.n na mile
mein sagar uska, wo meri nadiya hai


Logged
musaafirhon
Guest
«Reply #8 on: September 09, 2009, 08:25:29 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Aslam Sahab Kya Beshqimti Kalaam Hai ,3rd ashar ka dosra misra ,ufffff, kya tarif karen uss misre ki pori ghazal pe savar hai janab , bahoth umda , dil se dad qubool karen !!

Uske Shaher Ki hawa-en- bhi ussi ki tarha Qadeer
Mai Charaq Jalata hon wo Bhuja deti hain !!

Qadeertoopchi
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #9 on: September 09, 2009, 09:22:17 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoob beautiful lines Qadeer ji. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: September 09, 2009, 10:47:57 AM »
Reply with quote


Tujhse Na Miloon To Kidhar Jaaoonga,.
Tujhme Milkar Main Bikhar Jaaoonga,.

Meri Pehchaan Hai Tere Hone Se,.
Tera Hi Aks Chordoonga Jidhar Jaaoonga,.

Yun Na Ghabraa Mere Aane Se Meri Jaan,.
Main To Hawaa Hoon, Choo Ke Guzar Jaaoonga,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: September 09, 2009, 04:08:16 PM »
Reply with quote
Sama'ato.n ka ye silsila hai
ajab sa dil mai ye gul khila hai

Dikhaii de na door tak jo
usi se aakar ye dil mila hai

Jo suraj the shaam hote dhle
aadheri raato se ladta diya hai

Meri roshni aaftaab se bhetr
safar ne jugnu jo mujko dia hai

Wo aakar mujhse kyu.n na mile
mein sagar uska, wo meri nadiya hai



Mashallah !! Bohot Khoobsurat Aslam Ji...bohot pyaari ghazal kahi hai aapne.....Bohot bohot khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: September 09, 2009, 05:35:24 PM »
Reply with quote
Bahut khoooooob Aslam ji....bahut khubsurat likha hai aapne
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #13 on: September 09, 2009, 09:38:21 PM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Cara ji,Anaam ji,Qadeer ji Azeem bhai wonderful lines. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #14 on: September 09, 2009, 11:26:57 PM »
Reply with quote
Sama'ato.n ka ye silsila hai
ajab sa dil mai ye gul khila hai

Dikhaii de na door tak jo
usi se aakar ye dil mila hai

Jo suraj the shaam hote dhle
aadheri raato se ladta diya hai

Meri roshni aaftaab se bhetr
safar ne jugnu jo mujko dia hai

Wo aakar mujhse kyu.n na mile
mein sagar uska, wo meri nadiya hai



Wah wah wah wah...its amezing bohat achi ghazal hai AB sach me its lovely... Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 01:45:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer