Zindagi Ek Safar - "Khwaish"

by khwaish on February 11, 2010, 12:32:48 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 8158 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Yeh Kalaam Ek Insaan Ke Safar Ko darshaati hai..
Yeh Kalaam Ek kahani hai ke badhti umar ke saath Insaan Ki Soch,
Uski samaj Kaise Badalti hai, Woh Kaise-kaise Halaat Se Guzarta hai,
Woh Duniya Ko Aur Duniya Ke Logon ko Ab kis Nazar Se Dekhta Hai..
Umeed Karta Hoon jin Jazbaaton mein aakar main yeh Kalaam likh raha hoon..
Woh jazbaat,Woh ehsaas Aapke bhi zehan ko chuu sake..


Zindagi Ka Har Lamha Kuch Yuh Guzra,
Ke woh Beete Pal Mujhe Yaad Aaye Bahut!!!!

Daud raha Hoon Main Ab Tez Raftaar Mein,
Ek umar Thi Jab Yeh Kadam Ladkadaye Bahut!!!!

Badhti Umar Ke Saath Ab Aur Dard Saha Nahi jaata,
Ek Waqt Aisa Bhi Tah Jab Hum Chot khaakar Bhi Muskraaye Bahut!!!!

Jaane kis Raah,Kis Mod Par Bichadhte Gaye Kuch Log,
Iss Veeran Safar Mein Akela Hoon par Saath Mein Hai Saaye Bahut!!!!!

Har Koi Yahan Apne Hisse Ki Dastaan Suunakar Chale Jaata Hai!!
"Eh Chalte Hue Musafir!! Kabhi meri bhi Suun!!"
Hum par Bhi Waqt Ne Zulm Dhaaye Bahut!!!

Ek Woh Shaks Jo Humesha Hasta-Muskurata Tha,
Jab Kareeb Se Usse Jaana,TO Hairaan Hoon,
Usne Bhi Zindagi mein Apni Zakhm Khaaye Bahut!!!

Kuch Dost Aise Bhi The Jinhe Main Meri Veeraniyon Mein Dhoondhta Raha!!!
Jo Kabhi Mere Jashn-e-Mehfilon Mein Nazar Aaye Bahut!!!!!

"Khwaish" Yeh Duniya Hai Aur  Yehi Duniyadaari!!!
Woh shaks Har Ek Ka Dost hai,Jisne Sohrat Ki Seedi par Apne Kadam Jamaaye Bahut!!!

Kisi Se Mujhe Koi Gila-Shikwa Nahi Kyonki Yehi Sach hai!!!!
"Khwaish" Jab Khud Ko Aaene Mein Dekhta Hai,
Apne Andar Bhi Usne Bhed Paaye Bahut!!!!!

                      ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: February 11, 2010, 12:54:33 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Bahoot Bahoot khoob Khwaish ji.. Aapki iss rachna ke bhaav bahoot hi sparst nazar aaye .. Bahoot hi khoosoorati se Iss Rachan ko saarkar kiya hai...

Bahoot Khoob!
Logged
cara
Guest
«Reply #2 on: February 11, 2010, 12:58:07 PM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI    KHWAISH JI......

ZINDAGI EK SAFAR HAI ANJAANA
EK WAQAT ZAMAANE KA SAATH RAHENA
APNI MASTI MAIN RAHEKAR KHUSH RAHENA
EK WAQAT EK EK KARKE SABKA BICHADJAANA
HAR EK KI YAAD AANA KHUD KO TANHA PAANA
YEH HI ZINDAGI KA SAFAR HAI
ZINDAGI MAIN AANA-MILNA-BICHADNA-CHALEJAANA...
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: February 11, 2010, 01:20:43 PM »
Reply with quote
Yeh Ghazal Ek Insaan Ke Safar Ko darshaati hai..
Yeh ghazal Ek kahani hai ke badhti umar ke saath Insaan Ki Soch,
Uski samaj Kaise Badalti hai, Woh Kaise-kaise Halaat Se Guzarta hai,
Woh Duniya Ko Aur Duniya Ke Logon ko Ab kis Nazar Se Dekhta Hai..
Umeed Karta Hoon jin Jazbaaton mein aakar main yeh ghazal likh raha hoon..
Woh jazbaat,Woh ehsaas Aapke bhi zehan ko chuu sake..


Zindagi Ka Har Lamha Kuch Yuh Guzra,
Ke woh Beete Pal Mujhe Yaad Aaye Bahut!!!!

Daud raha Hoon Main Ab Tez Raftaar Mein,
Ek umar Thi Jab Yeh Kadam Ladkadaye Bahut!!!!

Badhti Umar Ke Saath Ab Aur Dard Saha Nahi jaata,
Ek Waqt Aisa Bhi Tah Jab Hum Chot khaakar Bhi Muskraaye Bahut!!!!

Jaane kis Raah,Kis Mod Par Bichadhte Gaye Kuch Log,
Iss Veeran Safar Mein Akela Hoon par Saath Mein Hai Saaye Bahut!!!!!

Har Koi Yahan Apne Hisse Ki Dastaan Suunakar Chale Jaata Hai!!
"Eh Chalte Hue Musafir!! Kabhi meri bhi Suun!!"
Hum par Bhi Waqt Ne Zulm Dhaaye Bahut!!!

Ek Woh Shaks Jo Humesha Hasta-Muskurata Tha,
Jab Kareeb Se Usse Jaana,TO Hairaan Hoon,
Usne Bhi Zindagi mein Apni Zakhm Khaaye Bahut!!!

Kuch Dost Aise Bhi The Jinhe Main Meri Veeraniyon Mein Dhoondhta Raha!!!
Jo Kabhi Mere Jashn-e-Mehfilon Mein Nazar Aaye Bahut!!!!!

"Khwaish" Yeh Duniya Hai Aur  Yehi Duniyadaari!!!
Woh shaks Har Ek Ka Dost hai,Jisne Sohrat Ki Seedi par Apne Kadam Jamaaye Bahut!!!

Kisi Se Mujhe Koi Gila-Shikwa Nahi Kyonki Yehi Sach hai!!!!
"Khwaish" Jab Khud Ko Aaene Mein Dekhta Hai,
Apne Andar Bhi Usne Bhed Paaye Bahut!!!!!

                      ~~~~~Khwaish~~~~~



Bohot achcha likha hai Khwaish Dost...Kisi insaan ke Zindagi ke safar ko badi achchi tarah lafzon main dhala hai aapne....Bohot Khoob !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 11, 2010, 01:26:11 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
Bahoot Bahoot khoob Khwaish ji.. Aapki iss rachna ke bhaav bahoot hi sparst nazar aaye .. Bahoot hi khoosoorati se Iss Rachan ko saarkar kiya hai...

Bahoot Khoob!

Bahut Bahut Shukriya Divya..Aapne iss Rachna Ko padha Aur saraha..Teh dil Se Shukriya Aapka.. Usual Smile
Logged
malli
Guest
«Reply #5 on: February 11, 2010, 01:29:00 PM »
Reply with quote
Quote
Har Koi Yahan Apne Hisse Ki Dastaan Suunakar Chale Jaata Hai!!
"Eh Chalte Hue Musafir!! Kabhi meri bhi Suun!!"
Hum par Bhi Waqt Ne Zulm Dhaaye Bahut!!!

Ek Woh Shaks Jo Humesha Hasta-Muskurata Tha,
Jab Kareeb Se Usse Jaana,TO Hairaan Hoon,
Usne Bhi Zindagi mein Apni Zakhm Khaaye Bahut!!!

 Applause Applause Applause Applause

Bahut accha likha hai aapne Khwaish bhaiya. Accha laga padkar. Daad kabul kijiyega zarur  Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: February 11, 2010, 01:49:15 PM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI    KHWAISH JI......

ZINDAGI EK SAFAR HAI ANJAANA
EK WAQAT ZAMAANE KA SAATH RAHENA
APNI MASTI MAIN RAHEKAR KHUSH RAHENA
EK WAQAT EK EK KARKE SABKA BICHADJAANA
HAR EK KI YAAD AANA KHUD KO TANHA PAANA
YEH HI ZINDAGI KA SAFAR HAI
ZINDAGI MAIN AANA-MILNA-BICHADNA-CHALEJAANA...


Thankyou Sooo Much Cara..And A Nice One By You too.. Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: February 11, 2010, 02:25:01 PM »
Reply with quote

Bohot achcha likha hai Khwaish Dost...Kisi insaan ke Zindagi ke safar ko badi achchi tarah lafzon main dhala hai aapne....Bohot Khoob !

Thankyou Soooooooooooo Much Talat Dost!!!

Aapne apna Waqt Diya Teh Dil Se Shukriya icon_flower
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #8 on: February 11, 2010, 03:12:07 PM »
Reply with quote
Khwaish ji badi achhi creation hai ye aapki. Zindagi ke mukhtalif pahluon ko bade saleeqe se darj kiya hai.
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #9 on: February 11, 2010, 03:49:24 PM »
Reply with quote
Yeh Ghazal Ek Insaan Ke Safar Ko darshaati hai..
Yeh ghazal Ek kahani hai ke badhti umar ke saath Insaan Ki Soch,
Uski samaj Kaise Badalti hai, Woh Kaise-kaise Halaat Se Guzarta hai,
Woh Duniya Ko Aur Duniya Ke Logon ko Ab kis Nazar Se Dekhta Hai..
Umeed Karta Hoon jin Jazbaaton mein aakar main yeh ghazal likh raha hoon..
Woh jazbaat,Woh ehsaas Aapke bhi zehan ko chuu sake..


Zindagi Ka Har Lamha Kuch Yuh Guzra,
Ke woh Beete Pal Mujhe Yaad Aaye Bahut!!!!

Daud raha Hoon Main Ab Tez Raftaar Mein,
Ek umar Thi Jab Yeh Kadam Ladkadaye Bahut!!!!

Badhti Umar Ke Saath Ab Aur Dard Saha Nahi jaata,
Ek Waqt Aisa Bhi Tah Jab Hum Chot khaakar Bhi Muskraaye Bahut!!!!

Jaane kis Raah,Kis Mod Par Bichadhte Gaye Kuch Log,
Iss Veeran Safar Mein Akela Hoon par Saath Mein Hai Saaye Bahut!!!!!

Har Koi Yahan Apne Hisse Ki Dastaan Suunakar Chale Jaata Hai!!
"Eh Chalte Hue Musafir!! Kabhi meri bhi Suun!!"
Hum par Bhi Waqt Ne Zulm Dhaaye Bahut!!!

Ek Woh Shaks Jo Humesha Hasta-Muskurata Tha,
Jab Kareeb Se Usse Jaana,TO Hairaan Hoon,
Usne Bhi Zindagi mein Apni Zakhm Khaaye Bahut!!!

Kuch Dost Aise Bhi The Jinhe Main Meri Veeraniyon Mein Dhoondhta Raha!!!
Jo Kabhi Mere Jashn-e-Mehfilon Mein Nazar Aaye Bahut!!!!!

"Khwaish" Yeh Duniya Hai Aur  Yehi Duniyadaari!!!
Woh shaks Har Ek Ka Dost hai,Jisne Sohrat Ki Seedi par Apne Kadam Jamaaye Bahut!!!

Kisi Se Mujhe Koi Gila-Shikwa Nahi Kyonki Yehi Sach hai!!!!
"Khwaish" Jab Khud Ko Aaene Mein Dekhta Hai,
Apne Andar Bhi Usne Bhed Paaye Bahut!!!!!

                      ~~~~~Khwaish~~~~~

Sach mein khwaish ji.......dil ki gehrai mein utar gayi aapki ye rachna....khud ko aaina dikhana bahut mushkil hota hai...uss se bhi mushkil apne andar chipe bhed ko dekhna.....bakhubi sach ko pradarshit kiya aapne.....
bahut khoob... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sbechain
Guest
«Reply #10 on: February 11, 2010, 04:20:41 PM »
Reply with quote
EK UMAR THI KI KADAM BAHUT LADKHARAYE ......... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause GOOD KHAWAISH JI
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #11 on: February 12, 2010, 10:02:25 AM »
Reply with quote
Bahut Hi Khubsurat Likha Hai Khwaish Ji Aapne ApplauseApplause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #12 on: February 12, 2010, 11:51:15 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish ji,sach mein dil ko chu gayi aapke gazal.lovely creation.excellent.hats off .keep it up
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: February 14, 2010, 10:17:41 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Khwaish Bhai
Bahut Achhey Se Lafzon Ko Jorha Hai..

Bahut Khub....


Khush Rahiye...

~Shihab~


Thankyou Soooo Much Majid Bhai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: February 16, 2010, 03:59:45 PM »
Reply with quote
Khwaish ji badi achhi creation hai ye aapki. Zindagi ke mukhtalif pahluon ko bade saleeqe se darj kiya hai.

Bahut Bahut Shukriya Riyaaz Bhai..
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 05:02:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer